Jaiza: Trading me loss hony key reasons
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Trading me loss hony key reasons

    dear forex trading main loss hony ki boht se wajohat hoti hain jis ki base par loss hota hai forex main sub se bari jo tradors galti karty hain wo lalach ki karty hain or wo chahty hain k forex un ko der sari earnig de de jis se wo din rat main he boht se paisy bna saken jub k yahi wo loss hony ki sub se bari wjah hai jis ko apny mind main rakh kar trading karty hain or loss kr bethty hain zyda eraning k liye he sub he mambers alag alag galtian karty hain jis ki base par wo pher bad main na tu trading achi trha se sikh paty hain or na he expiernce acha hota hai es liye mera khyal hai k forex main kbhi bhi lalalch na karen juba p lalch karty hain tab he apko loss hota hai or ap bui trha nkam ho jaty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Trading me loss hony key reasons

      g han bhai jan ap ny loss hony k jo reason btay hain wo coomon hain jo k sub he tardors kar jaty hain es k ilwa or bhi boht se reasons hain jis ki wjah se hmain loss ho jata hai es liye hmain chahye k humain jin reasons ki wjah se loss hota hai osko apni trading main avoide karen q k es se hmain kbi bhi acha profit nahi mil skta hai forex main har mamber ko soch smjh kar trading karni chahyeforex main jitna hum soch smjh kar or ahtoyat k sath trading karty hain otna he hmain forex main kamybhi milti hai es liye hmain chahye k hum apni trading ko achy paymany par rakhty howe karen ta k hmain loss na ho forex main hmain sub se pahly tu apni trading ko achi trha sikh akr karni chahye q k jub hum trading ko sikh kar karty hain tab he hmain kamybhi milti hai or aghr hum apni trading ko risky kar k karty hain tu hum kbhi bhi kamyab nahi hoty hain
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Trading me loss hony key reasons

        Asslam o Alaikum wesy tu forex aik online business hy jas pay humy kam krty huy loss profit 2no hoty hy lkn agr humy as pay loss hota hy tu zyda tar apni mistake or jald bazii nakmii lalach ki wja hotii hy ya tu humry pass khowlage ka na hona humry loss ki sub say bhrii wja hotii hy
        Jab humry pass khowlage nii hoga tu us surat main humy buht loss nuksan hoga as lay humy chye k hum as pay mahant k sth acha or quality wla complete kam kry jas say humy buht fida ho sky humri earning ho sky ku k ya online
        International business hy as pay kam krny k lay humry pass jatna zyda khowlage hoga us say humy fida or earning bhi wesy hogie zyda over ecting hi humry loss ki wja bantii hy lalach krna ya over treading karna ya sub kam humry loss ko sub say bharii wja banty hy as lay humy asa koi
        Bhi qadam nii uthna chye jas say humy mazeed loss ya koi bhara nukshn ho jatna ho sky mahant k sth khowlage ko increase kry acha or quality wla zamadari wla kam kry jas say humy acha profit gain ho sky....
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Trading me loss hony key reasons

          Dear member Forex trading mein loss hone ke ek se zyada reason ho sakte hain ek hi trade mein, Jab aap real trading kar rahe hote hain to us mein aapane set of rules ko follow karna hota Hai tab hi ja kar aap ek acche trader Ban sakte hain aur acchi earning bhi le sakte hain agar aap in tamam chizon mein se kisi ek ki skip karenge to vahi ek reason aapke bare loss ka baise ban sakta hai. Hamen hamesha professional tarike se trading Karni ho gi kyunki trading tokon ki buniyad per Nahin ho sakti balke isko professional tarike se hi kiya ja sakta hai aur tabhi is se acchi bhi li ja sakti hai. Aik aam trader se professional trader Tak ka safar bahut ahmiyat ka hamil hota hai isliye hamesha apna focus professionalism per rakhen.
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Trading me loss hony key reasons

            Dear reading Ek bahut hi accha ho aur bus business hai lekin ismein loss hone ki sabse Badi vajah yah hoti hai ki aap ismein jaldbaji kar lete hain aur Jisko Jise Kaha Jaega lalaj bhi agar aap Forex trading Mein kam karna chahte hain yah kam kar rahe hain to aapko Sabar ka Mushaira karna hoga aur trading mein fast earning ke liye aap aur lalach nahin karna chahie Kyunki Forex trading 1 lifetime Earning business hai isliye isko reading Samjha gharhi ismein kam Karen jab tak aap isko abhi aap usmein Kamyab aur acchi earning ke liye aapko frock se Kafi acha knowledge Hasil karna jaruri hai aap forex trading kamyabi Hasil kar sakte hain
             
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Trading me loss hony key reasons

              Dear forex members forex trading pay haumay loss ko bhi face karna parta hay magar achay traders hamesha trading may honey walay nuksaan ki reasons ko identify kartay hoye unko cover karney ki koshish kertay hay.forex trading may sab say zayada nuksaan haum uss waqt face kartay hay jab haumay zayada samjh nai hoti hay trading ki aur haum learning pay bhi ziada focus nai kartay hay.traders jab over trading kartay hay to bhi unko nuksaan uthana parta hai.forex trading ake aysa business hay jiss may haumay risk ka bhi khyal rakhna hota hay magar kuch traders zarorat nai bhi hoti hay aur wo risk laytay hay to iss ka bhi traders ko bohut nuksaan hota hay.traders jab money management nai kartay hay to bhi unko loss hota hay aur unka account Wash ho jata hay traders trading kartay hoye market Kay trends ko bhi study nai kartay hay aur market ki movement ko bhi nai importance daytay hay to unki trade unko profit ki bajay nuksan dayti hay haumay trading may mehnat kartay hoye Kam karna chahiye.
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Trading me loss hony key reasons

                Assalamu alaikum umeed kerta hun ke ap kheriyat se hon gy. Doston Forex forum mein bahut se members ko loss ho Jata Hai loss hone ki Bahut Si reasons hoti hai ismein jo Sabse Badi reason Hai vah yah hai ki ismein knowledge Hasil kiye bagair Kisi bhi trade ko open karna. yah ismein information hasil kiye bagair aur Market ki movement ko check kiye bagair ismein investment Karna Hai Jiski wajah se bahut hi jyada members ko loss ho jata hai .agar Ham iski Tamam information ko Hasil Karen tab Ham ismein trade ko open Karen to hum loss se bach sakte hain .Hamesha profit Hasil kar sakte hain aur ismein kam karna bhi easy ho jata hai . forum Mein Jab tak Ham Iske rules ko follow Nahin Karte tab tak Ham ismein Kamyab Nahin ho sakte Forex forum mein bahut se members Apne hi rules banaa lete hain Jiski wajah se wo ismein loss ka Shikar Ho Jaate Hain ismein Jab tak forex ke rules ko follow na kiya jaaye tab tak Ham ismein Kamyab Nahin ho sakte.THANKX
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Trading me loss hony key reasons

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                  Trading me loss hony key reasons

                  Forex business me agar trading ki jaye to loss ka hona us key mind me zaror hota hay magar trading me loss kesi reasons ki waja se hi hota hay without any reason key kesi be trader ko loss nahi ho sakta,

                  1. Over trading: Trading me loss hony ki sab se main waja over trading ho sakti hay jo be traders over trading karny ki koshish karta hay us ka loss face karna yakeeni ho jata hay.

                  2. Risky trading: Market ko analysis key baghir aur ghir zarori risk leny ya blind trading ki waja se traders high risky trading karty hey ye be loss ki waja hi hoti hay agar risky trading na ki jaye to loss kabi e nahi ho sakta hay.

                  3. Market trend: some traders achi planing aur achi strategies ka use apni trading me to karty hey magar wo zeyda trades market trend key against hi open karty hey jes ki waja se un ko be loss ho sakta hay.
                  Forex trading mai loss kay kuch makhsus reasons he hotay hain jo traders ko her waqt apnay mind mai rakhnay chaiye aur unn pay her waqt apni achi aur strong grip bhi rakhni chaiye. Forex trading mai loss kay main aur big reasons without learning aur proper trading practice real trading shuru ker laina hai. Forex trading ko new traders bohat asaan aur simple samajhtay hain aur unn kay knowledge kay Kamm honay ki wajah say unhain trade open aur close kerna he trading business lagta hai. Laikin jab real trading mai start kertay hain aur loss shuru kertay hain phir unhain iss bat ki kuch samajh aati hai kay trade open aur close kerna tou end product hai laikin asal mai tou yeh aik poora system hai jiss say guzar kay he trader ko yeh pata chalta hai kay trade sell ki lagani hai ya buy ki lagani hai aur Kitna lot size rakhna hai kiss price pay lagani aur kiss price pay close kerni hai. Yehi trading mai loss ya business khatam honay ka aik reason hota hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Trading me loss hony key reasons

                    Trading me losses ki wja ap me trading ki kam knowledge hona hy agar ap me trading ki koe zyada knowledge nae hy to ap is business me jald kamyab nae ho paen gy ap ko is business me jald kamyab hony sy pehly is k bary me mukamil guidance hasil krni ho gi phir hi is business me enter hona ho ga or ap ko aik best strategy apny sath ly k aghy badhna ho ga agar ap koe achi c strategy apny sath ly k nae chlen gy to ap pechy reh jaen gy is business me ap ko is sy kafi losses ho skty hen ap ko zyada sy zyada apny knowledge ko badhana ho ga or apni pechli tmam ghalteo sy door rehna ho ga k jin ki wja sy ap ko pehly kafi dfa losses ho chuky hen ap ko is business me lalach sy nae blky sabar k sath kaam lena ho ga agar ap lalach sy kaam len gy to ap ki losses k chanses zyada ho jaen gy is liy ap ko chahey k ap apny knowledge ko zyada sy zyada badhaen is business me enter hony sy pehly aesy hi ap is business me kamyabi hasil kr paen gy bohat jald.
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: Trading me loss hony key reasons

                      GT reading ke andar Jitna Dada lot size Hoga Hamara nuksan bhi utna hi jyada Hoga so isliye Hamen Apne nuksan Ko kam karne ke liye trading karte hue Apna lot size kam se kam Rakhna chahie Agar Hamara lot size Jyada Hoga To Hamen Yad to profit Jyada Hoga yah to nuksan Jyada Hoga so isiliye Hamen minimum profit Hasil karne ke liye minimum lot size of Hona chahie aur Yahan per lalach Nahin karne chahie Agar Ham lalach Karenge To Ham isase nuksan Mein a Jaenge so isliye Ham Sabko Yahan per Apne time par Apna Kam karna hoga aur apne time par Apna Kam Karke kamyabi Hasil karne ki koshish Karna Hogi Agar Ham Sab Yahan per mehnat Karte Hain To isase Hamen kamyabi hoti hai so isiliye Dil lagakar aur apne time per Apna Kam Karen aur Apna bonus level improve Karen Agar Ham Apna bonus level improve Karte Hain To is per Ham Kamyab hote hain SO isiliye Dil lagakar kam karna chahie Aur mehnat Ke Sath Apna Kam karna chahie Agar Ham Sab mehnat ke sath Apna Kam Karte Hain To isase Ham kamiyan hote hain Apne time per Apna Kam Karen aur Apna bonus achieve Kare Agar Ham Sab Yahan per Apne bonus ko chief Karenge mehnat Karenge to definitely Ham Kamyab Honge so mehnat karna Hamare liye bahut hi easy kam hai only Hamen Kuchh ghante Apna Kam karna hoga aur kamyabi Hasil Koi Nahin Hogi
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: Trading me loss hony key reasons

                        Dear friend jab Ham trading karte Hain to trading karte hue yah hamen profit hota hai yah hamen loss hota hai loss hamari apni hi mistake ki wajah se hota hai kyunki jab Ham trading karte Hain to hamen trading ke bare mein information nh hoti acha experience or knowledge nahin hota trading karna Koi aasan Kam nahin hota iske liye bahut hi zyada mehnat aur learning ki zarurat hoti hai basically trading mein loge hamari apni mistake ki wajah se hota hai
                        Experience aur knowledge ki kami:
                        Jab hum Forex trading kar rahe hain to hamare experience or knowledge Kaho na bahut hi zyada zaroori hota hai without experience or without knowledge ke hum kab bhi Forex mein acha profit hasil nahin kar sakte Jo log experience ke bagair trading karte Hain vah kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte isiliye hamesha experience or knowledge ke base per hi trading karne chahie
                        Laluch aur emotions:
                        Forex mn Loss hone ka reason ek bhi hai ki trader lalach mein aakar aur emotions mein aakar lot size ka use apne account balance se jyada kar deta hai jiski wajah se use bahut hi zyada loss hota hai hamen kabhi bhi Forex mein lalach mein aakar Kam nahin karna chahie hamesha imandari ke sath dilchaspi ke sath discipline ke sath apna Kam karna chahie Jo log Forex mein lalach karte Hain vah kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte
                        Big log size use and over trading:
                        Treading karte hue hamen kabhi bhi big lot size ka use nahin karna chahie aur naahi over trading karni chahie Jo log overtrading ke sath Forex mein kam karte hain aur big lot size ka use karte hain vah kabhi bhi achcha profit hasil nahin kar sakte isiliye hamen hamesha Forex mein soch samajhkar trading karne chahie
                        Take profit aur stop loss ka use na krna:
                        Agr hum trading kar rahe hain to hamen hamesha stop-loss aur take profit ka use karna chahie agar Ham stop loss or take profit ka use karke trading karte Hain to Ham jyada loss se bus sakte hain hamen kabhi bhi without stop-loss aur take profit k trading nahin karne chahie ek successful trader hamesha stop loss or take profit ka use karke hi trading karta hai
                        Risk ky sath treading krna:
                        Hum ko kabhi bhi risky trading nahin karni chahie hamesha apne capital aur account balance ke mutabik aur money management ko follow karte hue hi trading karne chahie agar Ham trading karte hue risk lete Hain to Ham kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte isliye hamen hamesha Forex mein soch samajhkar samajhdar hi ke sath kam karna hoga
                        Money management ko ignore krna:
                        Forex Treading main jo sabse important chij matter karti hai vah hai money management Ham kabhi bhi without money management ke acchi aur successful trading nahin kar sakte aur na hi acha profit hasil kar sakte hain bahut sare member just money management ko follow na karne ki vajah se loss ka samna karte Hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X