*Only the trader is responsible for his loss*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    g haan bhai jaan yeh baat ap ki sahi hai q k jis time kisi tradwer ko loss ho raha hota hai to usi time kisi or trader ko faida b ho raha hota hai is liye ap ka profit or loss ap k ooper hi munasar hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      trading main jab bhe hamen loss hota hai to us ke kuch reasons hoti hain or zahir hy apni hi waja se hta hy kisi ko blame nai dy sakty
      • #78 Collapse

        forex aik best business hay aur is mein ap achi earning kar sakty hay lekin is kay liye ap ko chayie kay pehly is ko seekh layn takay ap ka experience gain ho is tarha ap forex say profit make kr lo gy otherwise ap ko loss ho sakta hy is tarha ap forex say mayoos ho jayn gyn .
        • #79 Collapse

          forex trader ko chayie kay loss say bachnay kay liye mehnat karay aur loss ka wohi zimaydar hoga ager ap profit made karna chatay hey tu ap ko lazmi practice karni hogi is say ap ka knowledge mein gain hoga aur ap aik good trader bn sakty hyn isi liye ap hardwork karay .
          • #80 Collapse

            han trader hi zime dar hota he kio k jaab trader k ankhon men lalach ati he to woo shortcut raston men nikalne ki kooshish ker ta he aur ik jagah pe aa k use bara aur bhaari nukhsaan uthana perta he aur sari ki saari mehnat zaya ho jati he
             
            • #81 Collapse

              sir bbaat ya ha kay agar apkay pas experince hy to a[pko kabi bhi loss nai hop skata hy lakin sukay liye apko bs mehnat krni chahiye qk agar ap mehnat krty hy to apko loss nai ho skata hy balkay ap aek acha tarder bhi ban skaty hy or ap kamiyab bhi ho skatay hy
              • #82 Collapse

                i think trader hi hoota he ziimedaar kio k jaab aasani se peesaa araaha hooata he to insaan ki fitraat hoti he k woo ziaaadaa pese kamaaney ki laalach men nukhsaan ker bethtea he ye to dunyaa ka usool he aur yahi hoota araha aj bi
                 
                • #83 Collapse

                  haan jee bhai jaaan bilkul sahi kaha hai jo bhi loss hota hai ya jo bhi hai trader khud responsible hota hai usko chahye apni ghalti theak kar kay phir say trading karay or achi trading karay.
                  • #84 Collapse

                    hahhaha ap ney sehi kaha hey bhai jan key bohat sarey log forex trading me khud apni wajah say loss kertey hen aur bad me market ko aur broker ko blame kertey hen hala key loss un ko un ki mistake ki wjah say hota hey.
                    • #85 Collapse

                      han sirf trader hi zimadar hongy loss ka and forex aik great business hay ap forex say achi earning kar saktay hay mein chata hon kay forex ko ziyada say ziyada learn karon takay mera knowledge bhi increase ho isi liye mein forex ko baho tpasand karta hon aur log bhi bahot pasand kartay hay .
                      • #86 Collapse

                        loss humari nadani karnay sy hota haia ur jis banday ky pass is bsuiness ka acha experince aur kwneoldge ho ga wo is bsiness ko join kar skata hai aur is bsuiness sy acha profit make kar sakta hai so yeh humary liye bohat acha hai aur is tarah hum is business par daily work kar ky bohat bari amount earn kar skatay hain.
                        • #87 Collapse

                          of course agar koi is main mistake karta hai to us ko is main loss ho jata hai ismain market ka koi amal nai hota hai is main aap sirf trade nai kar rahay hotay hain or is main ap ko loss nai hota hai
                          • #88 Collapse

                            yes trading main loss k zimadar hum khud hi hoty haimn kiyon hum nay forex ki learning theek trha say nahi ki hoti is liye hum forex main loss krt hain
                            • #89 Collapse

                              salam bhai jee app bulkul sahi kah rahain hain kyun kay trader ko pata hota hai us nay trade kasay lagai hai is ka faiday naqsan ka zimadar trader khud he hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                i think agr hum yeh kahen keh trader hi responsible hey to yeh ghalat nahin hoga because forex trading mein aap jo trade lagatey hein apko usy trade ka hi loss and profit ho raha hota hey aur aap is main kamiyab ho saktey hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X