*Only the trader is responsible for his loss*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    *Only the trader is responsible for his loss*
    Profit and knowledge both depend on traders ability. Many trader pass the fault of loss to broker or others. I think trader is totally responsible for his profit or loss. So, if anybody come to forex without knowledge and blamed the responsibilities of loss to broker or forex then it will be wrong.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu alaikum ... dear baat yeh haiN k mujhy iss faield main aye hUwe zyada arsa nahi hUwa .. or rahi baat main khud 3 months seh demO account use karaha hOo ...
    • #3 Collapse

      trading main loss naheen ho sakta hay apko tab tak jab tak k ap koi blunder na kardo or is main agar apko loss hota ahy to apki apni hi mistake ki waja say hi hota ahy apko cahhey k khud ko loss say bachany k liye ap apny ap ko mistakes say bachain apni nakami ka zimadar khud trader hi hota hay
      • #4 Collapse

        forex trading main jab bhe hamen loss hota hai to us ke kuch reasons hoti hain forex trading main jab bhe kuch traders ko loss hota hai to wo sara ilzam forex trading par dal daytay hain ya phir forex trading main wo apany loss ke waja apnay luck ko kehtay hain forex trading main loss mere khayal main trader ke mistakes ke waja say hota hai
        • #5 Collapse

          ji ah bhiji hum ko loss ho ta hai us kia andr market ka kassor nahi hoat us ka andr hamry experic eka kassor ho ta ahi sji sia ahum ko probklem ho jaty hai
          • #6 Collapse

            if you know the basics of forex, if you are well groomed in forex you can predict a possible price movement and it will work exactly as predicted or closed to prediction with the help of good indicators like elliot wave and channels.
            • #7 Collapse

              g bhai jaan maine to yaha per dekha hai bhot he loag yaha per ziyada tar greeds and jald bazi ki he waja say loss ka samna kar jate hai per meara yaha per manna hai k ap agr acha trading mai profit gain karna chahte hai to apko yaha per mehnat ki zarorat hoti hai
              • #8 Collapse

                assalamo.alikum my bro gee han trader khid hi apny loss ka zimaydar hota ha kiu k agar us k pass acha experience ho ga to woh kabi b loss me nhi jaye ga hamaycha profit hi earn karen ga
                • #9 Collapse

                  Han g is bat se me aap ki ittefaq karta hun k ham ko jab loss hota hai to ham kisi na kisi k zimy laga dety hai jab k aisa nahe hota jab aap ko loss ho jay to aap us ki zimadari apne aap per dalen ta k aap ko apni kami ka andaza ho jay
                  • #10 Collapse

                    if you already know the basics of forex, In case you are effectively groomed in forex you'll be able to predict a possible price motion and it'll function precisely as predicted or closed to prediction With all the help of excellent indicators like Elliot wave and channels.
                    • #11 Collapse

                      g forex ma jab hamay loss hota hy to hamara kirdar hi hamara samnay ata hy or ham loss ki ziama dari forex tradiong pa laga datay hy lakin is ma loss ki reasons hoti hy hamay isay cantrol karna chahie
                      • #12 Collapse

                        yes q k forex ko ksi saykoi zaati dushmani ya koi zaati mafaad to ha nai jo wo ksi ko us ka responsible theraye esliye wo khud he us cheez ka responsible hota ha jo wo mistakes karta ha wohi uski waja banti ha.
                        • #13 Collapse

                          G ha agar forex tradibg mei kisibko loss ho jaye to is kye only wo responible hota hai because wo forex trating me hard work nhi karta hoga aur forex trading ka experience us me nhi ho ga aur jub experience nhi ho ga to forex trading mei koi planing bhi nhi ho gy
                          • #14 Collapse

                            forex trading men loss khud traders ki ghaltiyon ki wajah se hota hai loss hony ki bari wajah ye hai ke kisi knowledge ke bgair jab traders trading start kar dete hain unke pass koi experience nahi hota or naa wo experience gain karte hain demo account men trading ki practice kar ke, or dosri wajah ye hoti hai ke wo sab kuch luck pe chor dete hain or khud kuch nahi karte.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              i think k forex trading main broker ka koi khas amal dakhal nahi hota aur wo trading pr asar andaz nahi ho sakta hai aap ka profit ya loss aap k apnay lagaey huay trade pr hota hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X