jab app ko loss hota ha....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: hamadmuneer پيغام ديکھيے
    friends main app se ye pochna chahta hun ke jab app ko loss hota hai to
    app ko kaisa feel hota hai kitna gusa ata hai app ko

    apni feelings share karain:p
    my dear friend mere khayal se jab ap ko is forex ke kam main loss ya profit hota hai tu dono halat main apko apne feeling
    per control kerna kerna chahiye dost aur forex ka kam kerte howe emotion ko control kerna lazmi hai dost
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      Jab aap ko loss hota hai to aisay mein sab say achee strategy yeh hai k aap kuch dino k liyay trade chorh ker apni ghaltiyon per ghor karen aur trade ko seekhen takeh dobara wohighalti na ho.
       
      • #933 Collapse

        jee han forex tarding aik bohat hi risky business hi jis main ap ko nafa bi hota hi orr loss bui hota hi aqgar ap ko iss main kamyb hona hi too ap ko iss main proper learning ekrni ho gi then hi ap iss main achi earning ekr sakte ho
         
        • #934 Collapse

          bro mujhy to jab bhi loss hota hai dukh to hota hai lakin phir main sochta h0o kis looss mein meri galati kahan hain ?us galati ko find out karta ho or phir next time us galati ka dehan rkh k trade karta ho
          • #935 Collapse

            i think bro forex 1 esa bussincess jis mai u ne lalach ki to ap ko kafi nuqsn mile ga so aram aram se trading kare lalach wse b bhuri bhala he
            • #936 Collapse

              is main nuqsan kis bat ka hota hai jetna work kro mitni pay mil jati hai is sy loss ka koi hesab nai hai kam kro pay lo bas or job enjoy kro is sy sab faida lo or apni life badlo is sy ham sab ko faida ho ga
               
              • #937 Collapse

                online forex trading ik business ki tarha hay aur har business me loss aur profit hota rehta hay or agar humain loss ho jae to himat nahin harni chahiye balke demo account me practice kar kay apni galtio ko theek karna chaiye aur loss ko recover karna chahiyea....
                • #938 Collapse

                  forex mein jab muj ko loss hota hai tu main upset nahi hota hai aur main forex mein per se learning aur practice ko start kar deta ho kyun k muj ko pata hai k agar muj ko forex mein loss hota hai tu wo mari he koi na koi mistake hoti hai jis ki waja se muj ko loss hota hai agar main learning aur practice karta ho tu per se main forex mein earning kar skta ho.
                     
                  • #939 Collapse

                    jab loss hota hae tau us waqt tau thora gussa ata hae aur hamara dil chota ho jata hae. dil nahi karta trade karne ko phr thori dair relax karne k baad dubara se hosla milta hae aur hum apni mistake se sabak seekh kr us mistake k repeat kiye bagair dubara se trading start kar letay hain.
                    • #940 Collapse

                      Bhai jee jab loss hota he tou boht hi dukh hota he kiyo ke sari mehnat wast ho jati he or acount wash hojata he so bro dukh tou hona hi hena ..but loss or profit tou busniess ka hisaab he isi lhy himat nhi harni chyeh..
                      • #941 Collapse

                        ufff ya bhot ajeb question hai loss zendagi main sath sath he hai is ley ham sab ko saber sy kam lyna chaey is sy ham dosry nuksan sy bach jaty hain or apni life main enjoy kar skty hain is ley work hard phr loss ni ho ga
                         
                        • #942 Collapse

                          loss to business ka ak hisa ha sab ko is ma boht pisa milta ha is ma ham online kam karta ha loss to har busines ma he hota ha sab ka liy ha forex ak acha busines ha sab ko is ma boht pisa milta ha
                             
                          • #943 Collapse

                            salam dosto,jis ko loss hota ha to ham upset ho jaty ah lekin hamy upset nai hona chahyebalky usy cover karna chahye or us galti pa b jis sa loss hoa ha.
                               
                            • #944 Collapse

                              g jab humain loss hota hai tab humain apnay emotions per control karna chahiye hai aur achi trading karnay k liye humain zyada se zyada mehnat aur practice aur humain loss se bachnay k liye puri trading main achay analysis karnay chahiye hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                jb b app ko loss ho to sirf afsos he na kren blky analysis kren k q loss hoa hy muj sy kia galti hoi hy mujy kia krna chay tha or ma na kia kya or kia krny sy profit hota es tarah ap apni loss or galtion sy learn kren gy to ap ka loss kam hona shoron ho jahy ga profit ziada.or apaik successful trader ban jaho gy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X