jab app ko loss hota ha....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    g loss and gain to business ka aik hissa hai or muje gusa nai ata jab muje loss hota hai to q mari har tade well managed hoti hai main 2% risk istmal karta hon
    jo k mare liye comfortable hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      whenever I face any loss I dont ever get panic and stay calm and then take any further decision so that I can easily come over the loss and turn my loss into profit so I always recommend to others whatever happened dont panic at all .
      • #183 Collapse

        Muje toa abi tak loss nai howa ha lakin mare kyal man agr muje loss ho a to yah boht bura ho ga q k muje acha nai lagta k loss ho forex par
        • #184 Collapse

          hamain some time trading men mistak se loss ho jata hai or hamain is per zyada focus kerna chahye or apni mistak se avoid ker k trading kerni chahye mujhy bhi buhat bura lagta hai jab kabhi loss ho jay but is men hamain acha expericne bhi hota hai.
             
          • #185 Collapse

            When i lose that time i feel very angry because i lose my money without any reason.basically we lose our money in Forex when it is volatile market so we need to trade with good skill and knowledge.
             
            • #186 Collapse

              i am new in forex and i have no face loss and i think While we spend on demo account depends on how skill gained in this period which is not the same when all the people and I think I will not enter into the real account, but after that I feel I can profit easily
              • #187 Collapse

                dekhe ab tak to kuch bhi asanhe hoa hai ke mer alosssss ho age bhi umid karti hon ke asa nhe hoga me bilkul yhk se kam krongi to losss mera shayad heee ho..
                 
                • #188 Collapse

                  jub loss hota hai to gusa to ata hai but most of the time loss emotional trading ki waja say hota hai jisjis k kasoor war hum khud hotay hain. lakin sub say ache ye bat hai k loss asani say pora bhe hojat hai
                  • #189 Collapse

                    forex markit main loss or profat hota rahta hai magar loss sey app ka profat zeyada hona chahiey or isklea app ko markit ki samajh hone chahia per app profat zeyada karsakhta hain
                     
                    • #190 Collapse

                      Forex trading ma jab mujay losss hota hai to ma apnay loss hona ki waja search karta ho jis sa agli dafa lsos honay ka chances kam ho jatayu hain. Ysb best way hai.
                      • #191 Collapse

                        mere dost jahaan tk mera kheyaal hai agr ham yrading ko experinac k sath nahee kary gy to loss to hoga trade thek kary to loss nahe hoga gee ,,
                        • #192 Collapse

                          bhai forex trading main ya kisi aur business main jab bhi loss hota hai to gussa to ata hai lekin humain gussay ko bhool kar yeh sochna chahiye kay humain loss kyun hua hum ne aisi kya galti ki phir us galti ko duor kar kay anay walay waqt main dobara loss se bachnay ki koshish karni chahiye.
                          • #193 Collapse

                            ya to sure baat ha dear loss ho jany pa gusa ana kudarti amal ha lakin is main bhi 2 tarah ki sortain hoti ha 1 to ya ka loss ap ki weja sa to nhi aya agar asa ha to apny ap ko thek karo or agar asa nahin ha to apny kam ko thek karo simple.
                            • #194 Collapse

                              Dear mujhay to gussa to nahi ata hey q ke me forex market me 3 saal se hon aur me trade merket ko inlalise ker key trade lagata hon jub mujhay pata lagta hey ke market upor ja rahe hey to me trade lagata hon aur rahe loss ke bat to profit aur loss to aik kamyab busness ka hisa hay .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Loss aur profit to trade ka hisa hote hain, Lekin jub mujhe loss hota hai to main nervous ho jata hun, lekin ye soch kar ke mujhe is ke bad zaroor profit hoga main apne emotions ko controll kar leta hun, aur apni mistake ko check kar ke again struggle karta hun.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X