jab app ko loss hota ha....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    cool minded rehna chaheye gussa ata ha magar control karna chaheye jahan profit hota hai wahan loss bhi to hota hai so loss pa gussa hone ki zrorat nahi or koshish karen k next time fir se wo mistake na hon dis hurt na hon
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      when i have done the loss in the forex then i do not do anything i just wait and watch and try to understand that why i have done the loss ,and then re enter in the forex and try to avoid to re mistakes
         
      • #678 Collapse

        jab mera loss huta hain to mujay ghussa to ata hain thori dair me pee jata hoo q k mjy pta huta hain trading kabi loss aur kabi profit huta hain.. leken kabi bi loss ko sar par sawar na kry aur himmat nai hary aur trading jari rakhy
        • #679 Collapse

          Zahiri si baat hy bht bura feel hota hy kyu k jab din raat mehnat kar k bonas kamaty ho , or uss bonas ko jab aap tarading per lagaty ho to , ALLAH na kary aap ko loss ho jaye to aap ka phr is kam se dil sa uth jata hy
          • #680 Collapse

            Assalam-O-Alaikum to all dear friends, jab aapko loss hota hai tou aap khud ko sanbhal lia kerain takay aapko tootnay sa bachat hojay ager aap toot jain gay tou aapko forex say nafrat hojay gee aour yeh bat buri hai pke liye.
             
            • #681 Collapse

              when I fall in loss my heart fill with pain and tears comes to my eyes. But I know there is no scope of emotion in forex so I start trading again with a new planning.
              • #682 Collapse

                yeh to bht tricky question hai lazmi si bat hai loss pe kis ko gussa ni ata mujhey bi ata hai lekin us time kch samajh ni ata k ghussa kis pe nikala jae kyon k kahen na kahen hum he ghalat hotey hain to behtar hai k gussa karney k bajae hum a
                • #683 Collapse

                  jub hum ko loss hota hai to hum ko gussa nah ata hai blaka hum ko apni galtiyo ka ehsas hota hai or hum us galti ko doobara nah dohratey hai
                  • #684 Collapse

                    bhai yahan emotions ko sath le k ni chala ja sakta. profit or loss dono jb hotay hain tou khushi or afsurdagi ka amak fitri hota hai, but khushi ka lamba jashan or loss pe lamba gham mananay se kuch haasil ni ho ga. balkay un galation ka jaiza laina chahiay jin ko dohraanay se hum dobara nuqsaan ka shikaar ho saktay hain.
                    • #685 Collapse

                      Mujhe jab loss hota hai to meri apni wejha se he hota hai q k mujhe se he tred gelt legti hai,jb koi loss hota hain to us se koi na koi chez sekhne ko milti hay...
                      • #686 Collapse

                        jab mughy loss hota haay mera dil chahta hay main aj or abhi esi time es business ko hamisha k leay chor dun lakin main esy chor nhi pata jab mera gusa thanda ho jata hay main phir trading start kr deta hu or pehly say zada careful ho kr trading karta hun hr loss ap ko boht see nae baty sekha jata hay
                        • #687 Collapse

                          asslam o alikum dear's forex ma loss our profit dono he chlaty ha.agar humko loss ho ya profit humy apne fellings change nhe karne chaye.business ma sub kuch he chalta ha.
                          • #688 Collapse

                            ji han ghussa tu buhut ata hai aur bnada sochta hai kay bas ab trade nahi karna laikin bad mai ahsas hu jata hai kay ye hamari apni mistake ki waja se hua hai aur agar hum certain time par lalach waghera na karte tu hum bach sakte thy aur hum dubara trade start kar dete hain :P
                            • #689 Collapse

                              jub loss hota hain tho is main pareshani ki koi baat nahi hin q ke Business main appko her waqt is baat ke liye tayar ehna chahye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                Yes i agree with all of you members .Forex aik bohat simple aur profitable business hai jis main kamyabi kay liey zarori hai kay is kay rules ko follow kartay hoey is pay kam kia jaey .Forex main loss bhi hota hai aur profit bhi laikan loss say ziada upset ni hona chahiey balkay is main apni ghaltian daikhni chahiey .ta kay next time loss say bacha ja sakay .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X