jab app ko loss hota ha....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1426 Collapse

    jab loss hota hy to phr tading karne ko dil nahi karta likn himat to nahi hari ja sakti or tading jari rakhni chaye ta ka ap phr sy earing kar sakain or phr sy himat kar sakain loss is game ka hisa hy or wo ho kar hi rehta hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1427 Collapse

      when we may loss in our trading we should not take any instant decision in our trading. if we take any decision quickly in forex trading it increase the risk of loss again in forex trading business.
      • #1428 Collapse

        bro agar loss ho jaye toh insaan ko dukh toh hota hai lekin q k ye natural bt hai jb apka nuqsaan hota hai toh apko ghussa bhi ata hai aur loss ka dukh bhii hota hai lekn agr ap dukhii honay k bjaaye mzeeed hard work karain toh apna loss pura kr sktay hain!!
        • #1429 Collapse

          You have a lose you mean some wrong with you Forex is very easy business and profitable many people in the world forex there main business when you learn very well but at first practice demo account then trade real account so learn properly
          • #1430 Collapse

            Well in last one year i have facing so many times loss, but when i have facing loss on that time i was much in tension and try to recover my loosing money because i am belong to middle class family and i dont have enough money that i am survive easily in this business.
               
            • #1431 Collapse

              is business main jab app ko loss hota ha to aap bht zaida preshan ho jate hn is liye aap ko knowledge chaiye aur agar aap ka expereince zaida ho ga to aap ko bht sara munafa ho ga.
              • #1432 Collapse

                G han dear yeh ap ki baat bilkul thek hai jab humain loss hota hai to mjhe bht hi ziada bura lgata hai but phir mai calm ho jata hon q k mjhe pata chal jata hai k mjhe kis cheez ki wajs ys loss howwa hai or mai next time wo mistake nai karta hon
                • #1433 Collapse

                  humein hope bilkul bhi nai loss krnee chaye humein apne app br beleive hona chaye k hum jo kaam krhe hain saee hee krhy hain issay hmein hmare kaam mein bht help mltee hai tahamul ki bht importance hai forex mein because agr insaan jldii mein rahega to usko nuqsaa bhi hoskta hai because usko kch pta nai hoga and wo jld baazi mein kch ghalat qadam utha dega
                  • #1434 Collapse

                    mujy jb loss hota ha to kai dafa mera jee chahta ha k ma sb kuch chor k baag jaon or kai dafa to esa b hota ha k dil ye sochny lagta ha k kab mout aye gi or jaan chuty gi.
                    • #1435 Collapse

                      mere dost jab mujhe loss hota tha shuru shuru me mjhe thora gussa or dukh hota tha par ab jab se experience mera gain howa hai knowledge bhi soo mjhe aap loss ka dukh nahi hota balekey loss se mjhe profit ho jata hai
                      • #1436 Collapse

                        loss or profit ye dono es forex may hotay hay q k agar kisi kam may loss ya profit na ho to hram b ho sakta hay esleay ye bht acha job hay esmay na koi mukamal loss nahi ho sakta ekna ek din to wo profit b karay ga na agar expirince zeyada ho to pr kabi b loss nahi ho sakta
                        • #1437 Collapse

                          jab haumay loss hota ha to hum apnay teacher say rabta krtay hain jo is may apko sahi tarikay say btata ha or apko is may loss honay honay say bcha laita ha mazeed
                          • #1438 Collapse

                            dear forex trading may loss karnay kay bad hamay zada ghusa nahi karna chahiye balkay loss honay kay bad hamay or zada ahtiyat say kam laina hota hay takay ham purei taryari kay sath experience or knowledge or demo account may practice karnay kay bad trading start karni hogi takay pichlay loss ko samnay rakhtay hoay ainda loss say bacha jasakay....
                            • #1439 Collapse

                              bhai jan dekho loss forex trading ka aik part ha and loss hone pr trader ko anger nhi hona chahye ha and apne app ko calm rakhte howe apne emotions ko supress krna chaheya ha kiyn kah anger ki waja sa ya emotions ki waja sa trading kharab hote ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1440 Collapse

                                Jab hamara loss hota hai to hammay ghussa ata hai magr ja hummay profit hota hai to hummay khushi bhi hoti hai aur yay feeling to hummary reaction k bad hi ati hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X