jab app ko loss hota ha....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    jab apko loss hota ha to apko apki banai hui strategy kaam ati ha islay app jab trading kerny lagain aik strategy k sath trading keren us strategy sy apko fyda ye hoga k app loss main b apnay app ko bacha laingy ku k apny aik strategy bnai hua ha or wo apko bacha leti ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      brother jab loss hota hai tab ghusa nahi ata magar disappointment zaroor hoti hai key sara profit with basic chala gaya aur dil toot jata hai kuch ghantoo tak toh kisi se baat karney ko b dil nahi kartha aur kuch acha nahi lagtha bas apney loss k barey mein hi insaan soch tha aur kehta hai k k meine asa nahi kiya hota ....
      • #528 Collapse

        app log koye be kaam kar rahee ho .or agar app logo ko is main loss hotha hain . tu lazme bhat han is main app logo ko gussa yee gha or forex trading be is tara hain or agar app chaty ho k app ko forex main loss nahee ho tu app logo ko forex k bry main learn karna hogha app ko forex trading main ek acha expereince hasil karna hogah tu app is main ek achi trader ban sakty ho
           
        • #529 Collapse

          well humy pta hai k jb bhi kisi ko lss hota hai to w trader boht zyada mayoos ho jata hai isi trhan mjy bhi bihat afsoos hota hai waisy mjhu kbhi itna zyzda nuqsan nahi hua ka mai dil barshata ho jao but afsoos to hota hi hai aur sb ko hi hota hai
          • #530 Collapse

            wahh nice question yaar lekin ghusa aana natural c bat ha or wo aisa waqt hota ha jab humen khud pe ghusa ata ha agr hum market ko thek se samajh k enter hun or tight moneymanagement karen to baray loss se bach sakte hain lekin loss to busines ka hissa ha
            • #531 Collapse

              jub be app ko loss ho tu app ko cahhye hai k app es amin learning karo aur ye dekho k app ko ye loss kiu hua hai aur es ki waja kia the so forex trading main boht he important factor hai aur app ko es main success hasil karne hoge tu app kamyab hote es kam main
                 
              • #532 Collapse

                dear jab ap ko loss hota ha tou simple si bhat ha ke ap kafi dis hurt hote hain is ki waja ya ha ke ap ko loss hota ha lekin loss hmri apni he mistake ki waja se he hota ha r uski bohat si reason hoti hain aik jo sab se bari reason ha wo ya ke hm apne emotions ko control mein nai rhakte
                 
                • #533 Collapse

                  eh to bht tricky question hai lazmi si bat hai loss pe kis ko gussa ni ata mujhey bi ata hai lekin us time kch samajh ni ata k ghussa kis pe nikala jae kyon k kahen na kahen hum he ghalat hotey hain to behtar hai k gussa karney k bajae hum a
                   
                  • #534 Collapse

                    jub be app k loss ho tu app ko es main success hasil hoge aur app es amin boht kamayab hoge so forex trading main ye boht important factor hai aur app ko es main success aur profit hota hai so loss maiin app ko ye kehna hai hope mat loss karo app
                     
                    • #535 Collapse

                      i think loss is the part of forex and i think forex trading organization, is usually this business is quite a lot successful. This successful organization is helpful towards investors, the actual are generally tarding below quickly and making revenue
                       
                      • #536 Collapse

                        jab forex mein kisi man ku loose hota hai i request k wo heart na karay market up and down hoti hai better hai ap small volume se kam lae ap kabi loose mein nahi jae gae thankful for question
                         
                        • #537 Collapse

                          jab hamen forex main loss hota hey to us time hamen kuch waqt keliye is main ghusa ata hey but hamen apne emotions ko always control karna chahiye aur forex ko phir se achi trha se learn karna chahiye.
                          • #538 Collapse

                            when I fall in loss I make new plans for stop loss. And I try to recover it. I stop trading for some days and find out my weak points. Then I start trading again.
                            • #539 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: afsooali پيغام ديکھيے
                              oooooohhhhh my dear yei ap ny kya pouch leya main ny tu apmi life may bohat kuch kaoya hai but main ny kabi hemat nai hari her waqat os ka tahnks keya hai. ab mujy allah pa pura barousa hai k wo mujy forex k through kush na kuch zarour dy ga.or ensan sirf or sirf allah sy mangay.wo os ki zrour suny ga.
                              Han sahi baat hai yar kaam me to kabhi profit aur kabhi loss hota hi rahta hai sarf forex me hi nahi hum koi bhi kaam karen hume kahi na kahi loss lazmi hota hai lekin is ka matlab ye nahi ke hum gussa karen aur emmotinal hon hume sabar se loss ko accept karna chayye.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                Gussa to khair sub ko ata hai jub nuqsan hota hai magar mere khayal se nuqsan hamari galti ke waja se hi hota hai ke humhe proper market ki knowledge hoti hai nahi aur ap trade le lete hai tu humhe seddi se bat hai ke nuqsan hi hoga bus humhe chaiye ke hum soch samaj kar trade le.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X