jab app ko loss hota ha....
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: zahidbd9 پيغام ديکھيے
    it is the sad time or moment of a Forex business traders when he or she make loss in forex business it is more sad when he or she loss his or her equity zero
    loss bhi to part of business hai.is liey main kabhi bhi loss ho jaany pay tension nahin leeta.main trading continue rakhta hun or kaam karta hun.loss bhi kabhi kabhi acha hoota hai mery khyaal say to.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      mujhe jab bhi is business me loss hota hai to me us ko poora karne ki koshish karta rehta hun kiun ke mujhe umeed hoti hai ke me kamyab zarur houn ga aik din is lye me koshish karta rehta hun or himmat nahi harta hun .
      • #573 Collapse

        dear forex trading aik business ki tarha aur har business me profit aur loss hota rehta hay aur agr me forex business me loss ho jae to humain apne loss ko reocver karna chaiye aur acha trader wohi hota hay jo humesha apne loss se sekhe.
         
        • #574 Collapse

          meray khayal main loss aur profit kay baghair koi be bussiness nahi hoti, jahan loss ho gee tou wahan profit be ho gee, forex tarding main agr humain loss ho jay tou humain sabbar say kam lena chahiy aur jo mitakes hum nay loss main kaeyia hain usay dobara nahi dohrana chahia
          • #575 Collapse

            jub mjhe loss hota he to sub se phle me loss ky waja tlash krta hn k mjhe loss kyn hua he so work hard and earn more and more from this buisnsisi thgis will be good for you i like this very much
            • #576 Collapse

              jab ap ko forex trading main loss hota hi to ap ko pershan hone ki zaroort nahi hi kynke ap bari asani se achi earning ker ke iss ko recover ke sakte ho iss lye learning zaroor hi jab ap iss ko complete ker loo thendemo main practice bi ker loo then ap kamyab ho
               
              • #577 Collapse

                jb mjhay loss hota hai to me is ka kisi ko nahi balkay khud ko zimaydar thehrata hon.ye kaam aesa jiss me hum jab tak loss se sekhen gay nahi tab tak achay trader nahi ban saktay hain.
                • #578 Collapse

                  Sir ji main ye samjhta hun k loss k bager agr ap koi business krty hain to wo business hi nhi hy. Jub koi shaks business krta hy to shuru shuru main usay loss to hota hi hy wo islea k wo us feld main new hota hy or nai nai chezen sekhny to milti hain jo wo sekh raha hota hy ishi tarha wo sekhta hy or jesy k sub janty hain last mistake ap k liye teacher sabit hoti hy...
                  • #579 Collapse

                    forex trading main log asni se apni investment ko zaya ker deta hain kynke wo learning ke bagar lalach se kam kerte hain or naqsan athte hain agar ap forex trading main earn kerna chete ho to achi earning hasil kerne ke lye learning zaroori hi
                     
                    Last edited by ; 11-03-2014, 08:59 PM.
                    • #580 Collapse

                      Nhi ji jab mujhe loss hota hy to mujhe gussa nahi aat bilkul bhi because yeh meri nature he ke mujhe kitna bhi big loss ho jye mien angry nahi hota.. and u know ek bar mein apna reala ccount balance bhi 0 ker chuki hun means us mein mne profit bnaya va ta 50$ka and +investment te 200$ ki.. but jab mne mt4 open kia to mera account 0 aa raha ta to you know mujhe hansi aai te.. and bilkul bhi gussa nahi aya ta because loss and profit to chalta rehta hy, is ke liye hiper hone ka kia faida becasue jo hona ta vo to ho gya ap us se kuch leson le sakte ho bass.. loss waps to nahi ayega to bas sabar kro or enjoy kro to best hy..
                       
                      Dont Spam The Forum.. ..

                      :(I hate Spammers..:(

                      ;)Make Bonus Of 200 USD;)
                      • #581 Collapse

                        Abi to nhi hua kiunke abhi real trading start nhi ki laikan mere khayal mein jab trader ko loss hota hai to us loss k peeche us ki koii na koi galti to hoti hai, aur trader ko un ka jaiza lena chahiye ,un ko maan lena chahiye aur repeat na kary.
                        • #582 Collapse

                          ji bhai ap ny thek kaha hy keh jab hamen forex treding me loss hota hy to hamen ghusa aata hy lykin hamin is ky bar aks chalna chahiey hamien ghussa karny ki bajay hamin apni mistake ko drust karna chahiey
                          • #583 Collapse

                            Mujhay jab loss hota ha to dear may us se seekhta ho kay me ne kaya ghalti ki ha jis ki waja se mujhay loss hoa ho koshish karta ho kay us ko pora karon or phir us tarha ki ghalti na karo
                            • #584 Collapse

                              ap jb koi business ko join karta ha to us ma ap ko loss be hota ha or loss nai be par forex ma hum ko loss be hota ha or profit be is lia ap ko cha k agar ap ko loss ho be ja to ap ko hyper nai hona cha is lia ap ko forex ma relax ho kar kam karna ho ga phr he ja kar ap forex sy acha profit hasil kar skyta ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                Forex trading business per ager aap ko loss ho bhi jaye tou aap ko dill nahi kam kerna chahiye kiyon ke business mein up and down aatey hain iss liaye next k liaye hard working kerni chahiye tah k success hasil ker sakein .
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X