jab app ko loss hota ha....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #451 Collapse

    Mujay jab bhi forex trading main loss hota hay to bohat gusa ata hay aur amin sochta hun keh chor dun forex trading but aisa nahi kar pata kyun keh jo eski waja say loss huwa hay to profit bhi esi say banana hay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #452 Collapse

      i think loss and profit makes bussiness and forex is an very good bussiness and they have much profit and loss so i think we never be disheart about our loss because its an part of bussiness and we always hope that one day forex give us much money at last,
       
      • #453 Collapse

        I will be very sad when i face loss in forex market and i think we all become sad and upset but after that we must have to switch on to demo account for some months to understand the reason of our loss and gaining the confidence level which helps us in earning much money in forex market.
        • #454 Collapse

          Zahir hai bura lagta hai kyunke hum sab yhan is liye hain kyunke hum earn karna chahte hain lekin ek acha trader profit k sath sath loss ko bhi accept karta hai or us se bhi sikhne ki koshish karta hai.
           
          • #455 Collapse

            Loss aur profit har business ka hisa hotey hain isliye hamen forex main loss ajantey ki soorat main kabhi bhi worry nahin hona chahiye aur always is main achi trha se trade karni chahiey to phir hum is main kabhi bhi fail nahin hotey hain.
            • #456 Collapse

              forex trading k ealwa be agar app world main koyee be kaam kar rahee ho tu or app ko is main loss hotha hian tu kazme bhat hain sab ko bura lagi gh tu forex trading k business be is tara agar app logo ko is main loss hotha haint u laze bhat hain app ko be is main gussa aye gha . or agar app chaty ho k app ko is main los nahee ho tu app logo ko forex ko ek acha expereince hasil karna hogha tu app is main ek ahci trader ban sakty ho or app ko is main koye be probelm nahe hoghja
                 
              • #457 Collapse

                jab hummay loss hota hai mera dil kharab hojaata hai kuch smjh nahi arahi hoti hai k bs kiya karon ab ek ghusa chaya howa hota hai kuch bhi acha nahi lag raha hota hai bs so jata hon phr jab uthta hon phr kuch acha hota hai is trahan kuch bhi acha nahi lagta hai.
                • #458 Collapse

                  ga bahi bat ya ha ka jab hama loss hot aha to gusa to hama ata ha lllin agar hma ne apna agusa pa qaboo na patya to ham trading hi nahi kar sakta hma ziafdas sa ziadsa mahnat sa kama karna chaeye hard work ko hma apna mozo banana chahey pher ham kamyanb ho jare ga
                  • #459 Collapse

                    Well its obvious thing that whenever we facing loss so are feeling much depressed and in tension, but i think if we constantly taking tension so we can not recover our lossing money, so always focus on our target and wait for the right time. and control our emotions as well.
                       
                    • #460 Collapse

                      jee bhai jaan mera khud ki yahi soch hey key agar aik aadmi business karta hey thab usko loss or profit accept karna parhey gaa tho agar ab loss bi ho jaye gaa thab aap apna himmat naa haarey next sey invest karey or trading mey lag jaye
                      • #461 Collapse

                        gussa tou nahi ata afsos hota hai ke itne practice hai maine ouske baad bhi har raha hon waja kya hai.gussa nahi kerta mai faida nahi hai.gussa kerne se loss wapis nahi ajate :P.bethar ye hai ke main aur knowledge gain karo.
                        • #462 Collapse

                          Brother dheka jaye tou profit or loss is business ka aik hissa hai ,but insani fitrat hai jab usy koi chez di jati hai tou wo khush hota hai or jab koi wapis ley li jati hai tou aag bagola hota hai or yeh he hal mera hota hai kuch dyer is business ko na kerne ki again souchta ho but phir is business ko start kerta ho aik new jazba ley ker.
                          :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                          :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
                          • #463 Collapse

                            loss hone ka dukh to sab ko hi hota per mere khayal se isko itna apne uppar haawi nahi karna chahaye q k isse negative thinking mind me aajatai hai aur jb market me profit karne ka trend aata hai tab bhi aap lose k fear se trade nahi karte isse jo moqa milta hai lost ko recover karne ka aap wo bhi zaya kardete hai to isi liye hamy lost per ziada ghussa ya dukh nahi hona chahaye.
                            • #464 Collapse

                              when I loss I try to feel relax and try to make ourself for next trading because loss is not west your time and money because loss teaches us good lesson, and we can gain more knowledge for next time, and we can earn lots of money for a next time.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #465 Collapse

                                dear ya tou common si bhat ha ke jab be kasi ko loss hota ha tou uski feelings kafi sad hoti hain r wo boaht he dis hurt hota ha but i think ap is waqat trading close kar dani chaye r market ko watch karna chaye take ap ya jan sake ke ap ki galti q hwi ha
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X