jab app ko loss hota ha....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2701 Collapse

    forex trading aik risky busines hi ap iss ko profit and loss business bi keh skate hain forex trading main rozana lokkon logon ke paisy doob jate hain iss lye ap ko learning ke bagar forex tarding ko suruh nahi kerni chehe
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2702 Collapse

      kisi bhi trader ko jab forex trading business main loss hota hai tou sad ho jata hai but i think agar aik trader forex trading main itni si bat samjhle kay agar hum profit earn kar sakte hain tou loss bhi part hai forex main tou phir hum itna sad na hon.
       
      • #2703 Collapse

        bhai jab bhi mjhay loss hota hay to shuru mein to mjhay bura feel hota hay lkin baad mein ye andaza ho jata hay kay meri kahin galti hay phir mein dekhta hu kay galti kis waja say hoi or phir apnay ap uski islah karnay ki koshihs karta hu isi tarhan mera hisab hay
        • #2704 Collapse

          Jub apko forex may loss hota hai tu us may apki koi ghulti hoti hai jis ke wja sy loss ho jata hai lehaza best learning kr k phr frish mind k sath trade kry ta k ap success earn kr paye koun k forex trading aik online world wide business hai aor aik best earning place hai every person k lye
             
          • #2705 Collapse

            jab ap ka loss hota hy tu analyze kary ke ap ne esi kya ghalti ki jis se ap ko loss hua phit us ko apna strong point bnae r ghalti se sekhy dubara esi koi ghalti na kary hamesha trading se pehly dheky ke market kesi ja rahi hy..
            • #2706 Collapse

              jab loss hota hai to tension bohat hone lagti hai or yahi mind me chal rha hota hai ke yeh ab kese recover ho ga or is me kitna or time lage ga yahi bas mind me chal rha hota hai or us ko recover karne me laga rehta hon takey us se nikal kar again profit me aa sakon .
              • #2707 Collapse

                Forex trading ik risky business hai or jab bhi ik trader risk leeta hai to phir uss kay pass money management ka hoona zaroori hai.agar money management ho gi to phir he trading safe hai or phir he hum trading main easily survive kar sakty hain or achi earning lay sakty hain.
                • #2708 Collapse

                  Jab hum ko loss hota hai to buhat zaida ghusa ata hai per us mai koi na koi humari mistake hoti hain jis waja se loss hota hai or next k liye hum us mistake se seekhty hain or in ko avoid karty hain loss hony per humara dobara trading karny ko dil nahi karta
                  • #2709 Collapse

                    merey bhaiye aik acha akaamehaury eqaiak chaa kaamehaurye ai akacha kaam he aurye aik ach kaam ehaurye aik achaa kaamehaurye aika cha akaameh aur ye aik acha kaam eha
                     
                    • #2710 Collapse

                      jab loss hota ha to dil ko tora different feel hota ha tori tension si hoti ha lekan hamy loss pa essa react ni karna chaheye bilkay hamy us say sabaq hasil karna chhahey or sochana chahye hamri kis mistake ki waja say hamy loss howa ha
                      • #2711 Collapse

                        loss to zahri bat hai k kisi ko b aacha nahi lagta hai magr hamen agr is main se loss ho b jaye to hamen is main se sabr hi karna chahye ku k agr ham is main pareshan ho jayen ge to hamen is main se phr r loss hi ho ga so hamen is main pareshan nahi hona chahye.........
                        • #2712 Collapse

                          merey bhaiye aik achaa kaam eha urye aik achaa kaam heaurye aik achaa kaam he au aur ye aika cha kaamehaurye aik acahaa kaam he aury asaan kaam he aurye aik achaa kaam h
                           
                          • #2713 Collapse

                            jab hame loss ho to hamen chey k ham sabar se kam len kun k trading kam he aysa hy k es me hamen loss bhe ho sakta hay or es me hame faida bhe ho sakta hay es ley hamen es ko seek seekh kar karna chey
                            • #2714 Collapse

                              jab hum trading main aty hain to hamin is main sab say pahly learning karni chahiye ku kay agr haumin is main learning nai ho gi to haumin is main loss ho sakta hay or humain loss kay baad apni galti ko talash kar kay sai karna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2715 Collapse

                                bhai g jab hum learing karian gaye to hamara loss kun ho ap bht bara samjhtey is liye loss hot ahai lekin jab loss s hota hai to bht gusa ata hai logo ko ghusa bardast nahi hota

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X