jab app ko loss hota ha....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2671 Collapse

    bhai jab humey loss ae to humey pareshan nai hona chahiye loss or profit har buisness mai hota rehta hai is liye humey loss ane par dil chota nai karna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2672 Collapse

      mene abhi tk trading nhiu ki esliye mjhe esliye mjhe es bare me koi experience nhi hai
      • #2673 Collapse

        forex main loose aur profit hota rahta hai par kosis karay day by day es main small volume se trading karay aap k liye best ho ga aur es main greedy na karay thankful for question
         
        • #2674 Collapse

          Forex trading mai jub humy loss hota hai tu humy chahye k tolrance ka muzhairy kry shr sy kam lain or jis mistake sy humy loss howa humy uski correction kr k again traeing krni chahye humy apni sucess strugle continue rakhni chahaye
             
          • #2675 Collapse

            ye msg sub tarders kay liay hai kay agar apko lost ho bi jaiy tu apko is ko tension me lay kay janay ki zarorat nai honi chaiy balkay pako is ko bhol kay new tarding pe dehan dena chaiy
            • #2676 Collapse

              Use in trading technical analysis, as well as fixed in the memory of the amplitude of price fluctuations. The purpose of the trade should bring the dollar, and the losses have to be miserable.
               
              • #2677 Collapse

                Jab bhi koi trader loss karta hay forex trading main to eski bohat tension leta hay so humay chahiey keh agar hum esmain loss kar lety hay to fresh hon aur daikhy keh kahan kaisay loss kea hay aur apni galti ko theak karen tab he kamyab ho sakty hay
                • #2678 Collapse

                  For more routine tasks can also be a hindrance for the determination of a reasonable ratio of reward / risk ratio, which during the session is changing. Advance preparation makes it easier to work so that attention can be given to the active trader of the trading session.
                     
                  • #2679 Collapse

                    forex trading mai dear agr humay loss face karna parta hai tw humay us per kabi mayoos nhe hona chaiye kiu k forex aik aisa business hai jis mai apko loss k saat saat profit b hosakta hai is kaam mai jitna hosake apne experience ko ziayda say ziayda increase kare kiu k hum trading mai kamyaab experience ki he base per hosakte hai
                    • #2680 Collapse

                      Forex trading me jb bhi loss hota he tou zahir he bura hi lgta he lekin loss bhi forex trading ka ak hissa he jese har business me hota he lekin jb forex me loss hota he tou hamen bohat bura lgta he
                       
                      • #2681 Collapse

                        saaalaam bhai jee app forex mein kaam karna chahtay hain tu app ko loss ho app ko is loss ko is se pora karna ho ga app ko is mein himaat nahi harni chahyia nahi tu app ko kuch nahi hasil ho ga
                         
                        • #2682 Collapse

                          jab job jfh ke business ko karne ke liye aap ko demo account per maximum paractice karna parti hai jo hamre trading ke liye bohat zarori hai is se hum ma confidence aata hai aur hmari trading skills dygd
                          • #2683 Collapse

                            mujhy koi or kissi kisam ka ghussa nahi hota hy q k wo meri apni ghalti sy hoti hy or loss hony k bad main apni ghalti ko talash karta hon or us waqt trade nahi karta
                            • #2684 Collapse

                              Yes jab mujhy nuksan hota hai to ghusa to ata hai khud par ghusa karne ky bajaye aghar hum apni mehna jari raky to aap ko loos nahi hoga mai ne to sona hai k forex loss ko caver kar deta hai by the way mery khya se apni ghalti ko teek kar k agar hum dubara mehant se work karta hun
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2685 Collapse

                                dear mera jahan tak khayal hai to mujhy nahi lagta k trading mein hedging ka koi fix time hota bhai yeh to ek trick hain jo k apko khud use kerni perti hai jab apko trading mein nuqsan ho raha hota hai tab isko use kr k loss ko kam kiya jata hai is say ap zayada loss honay say bach jaty ho or trade bhe bacha lety ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X