jab app ko loss hota ha....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1636 Collapse

    hello brother.... gee hain bilkul acha sawal hain mera to dil karta hain key computer tor kar rakhdoo lakin main apne upper control karleta hoo thank you....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1637 Collapse

      bhai loss ke waqt acha kis ko feel hota hai koi nahi chahe ga ke us ko is business me loss ho lekin loss and profit har business ka part hota hai is lye patience rakhna chahiye
      • #1638 Collapse

        jab hamy loss hota ha tu afsos tu bohat hota ha or ager apni galti ho tu gussa bhe ata ha ky jantyn hoye bhe yeh kam kya but yeh trade ka hisa ha or hamy apni galtyion say sekhna chahye
        • #1639 Collapse

          loss and profit dopno waqt k sath sath chalty rahty hain ya to nahi ho skta k har bar insan ko profit e ho or na e ya ho skta ha k har bar insan ko loss ho loss and profit dono waqt k sath sath chalty rahty hain
          • #1640 Collapse

            jab bee aysa hota hai to is ma ziada tar humrae galty karty hain, jis wajha se hum log trading ma mistake karty hain , or jis ki wjha se galat decision le lete hain jis wajha se lose hoo jata hai
            • #1641 Collapse

              loss or profit dono is trade mai hai agr hum loss krain ya profit karain dono mai hamari feeling change ni honi chahiya forex mai emotions control karna lazmi bat hai
              • #1642 Collapse

                yaaaaaaarrrrrrr mere sath aesa bohat dfa hua hai or main bohat dfa apna account wasjh karwa chuki hoon or kasam se bohat dukh hota hai
                • #1643 Collapse

                  loss mein feelings to bohat buri hoti hain par aik advise ha jub ap trade par kam karna shuru karien to pehlay apnay zehan mein loss ko rakhien to jo loss k liay feelings hoti hain un buri feelings ko kam kia ja sakta ha
                  • #1644 Collapse

                    forex me loss hota ha lakin profit zyada hota ha kyun k hm jo b kam karen us me hmen loss zaror hota ha isi liye mjhe kabhi bura nahi laga jb b mjhe loss howa forex me kyun k mjhe pata ha k agr mjhr 20$ loss howa ha tu kal mjhe INSHALLAH 30$ profit ho ga
                    • #1645 Collapse

                      loos hunay pay aisa mahssos huta ha jaisay kis bhiqari say os k saray paisay cheen liya jay to osay huta ha or wohi halat hamari bhi huti ha... yaqeenan baqio ko bhi asa hi mahsoos huta hu ga
                      • #1646 Collapse

                        hahaha yeh to bht tricky question hai lazmi si bat hai loss pe kis ko gussa ni ata mujhey bi ata hai lekin us time kch samajh ni ata k ghussa kis pe nikala jae kyon k kahen na kahen hum he ghalat hotey hain to behtar hai k gussa karney k bajae hum apni ghalti ko theek karain agey se
                         
                        • #1647 Collapse

                          jap loss hota hai to obviously boht bura feel hota hai gusa b ata hai jo k boht takleef de hai but is time pe apne jazpat par kabu pana boht zaryri hai tab hi ap age barh sakte hai or apni galtiyo se sikh b sakte hai warna jald bazi me ap mazed nuksan kar sakte hai
                          • #1648 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: wasee پيغام ديکھيے
                            jab loss hota ha to acha bilkol nahi lagta lakin apni hi koi na koi ghalti hoti ha ka jis ki vaja sa loss hota ha is liya apna knowledge ko high rakhana or mukamal experience ka hona zarori ha
                            jab mujhy loss huta hai tu mai further trading rok deta hun aur aik dafa ye dekhta hun kay mujhy loss kis waja se hua, mere analysis mai mistake hui ya kuch aur aur jab mujhy us kay pechay aik solid reason mil jata hai tu phir mai dubara trading shuru karta hun but apni wo mistake zehen mai bitha leta hun
                            • #1649 Collapse

                              Assalamu allaikum sab dosto ko, jesa ke yeh baat janty hain sab ke Pakistan forex forum ek behtreen site he students ke leay jo ke is site ke zarae ghar bethy he income earn ker sakty hain or apne education ke expenses bhee khud he utha sakty hain iske sath students ko ek acha experience bhe hasil hojata he or knowledge bhe increase hoti he ke online work ke zarae kis tarah se income earn ker sakty hain.so best of luck sab ko.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1650 Collapse

                                loss hota ha aur aksar ho jata ha, per is main gabrany wali koi bat nai ha, Q k trading main profit aur loss trading ka hisssa ha, yeh zaruri nai k hamin just profit hi hota rahy ga, loss b aksar hota ha, aur yeh soch k trading karni chaiyeh k profit ya loss main say trader ko kuch to hota hi ha....

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X