jab app ko loss hota ha....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2386 Collapse

    forex trading main loss hona ek common se baat hay kion k loss tu har business main hota hay aur jo asal kam hay wo yeh hay k ap loss ko recover kasy karty hain kion k profssional trader hameesha apnay loss ko recover karty hain
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2387 Collapse

      forex trading ka aik part hai forex trading business main agar sirf profit hi ho tou phir tou ye business nahi chal sakta aur mere khayal se hum apne loss se learn kar kay next time success hasil kar sakte hain.
         
      • #2388 Collapse

        forex mein humay loss bi hota hai aur profit bi hota hai so yeh business bohat risky hai is ky liye aap ko effort ki need hoti hai aur without effort aap is business mein aap success hasil nai kar saktay hain
         
        • #2389 Collapse

          if I am in the prediction itself and others that I chose my own predictions, because it would be satisfying themselves and will not bother anyone else ..
           
          • #2390 Collapse

            Jb mjhe is business me loss hota ha tu me sbr se kam laita hn kyun k loss is business ka sb se main hisa ha isi liye hmen kabhi bhi is business me loss k waqt ghabrana nahi chahye balky hmeshah sbr se kam laina chahye ta k acha lesson hasil kar sakyn
            • #2391 Collapse

              Assalam-O-Alaikum loss honey key bad bhai jan insan zyada say zyada kiya kar sakta hey ya to wo forex trading ko chor day ga ya new investment karey ga aur ager us ka capital kuch bach gya ho to wo apni strategy change ker day ga.
              • #2392 Collapse

                dekhen bhia kisi bhi trader ko jub lose ho ta hey tou wo boaht ziada api trading mey mushkilat mey ajat hey or ap ni trading mey har cheez ko baoht ziada problem mey ajat hey or us waqt us ki feeling hi achi nahi ho ti hey.
                • #2393 Collapse

                  Bhaei jab mujhe loss hota he to fori toor pe dimagh ko aik jhatka sa lagta he aur main sochta hon k mujh se kahan ghalati hue he phir fori toor pe apni ghalation ko door karne ki koshish bhi karta hon jeise jeise meiri ghalation ko door karne ki koshish jari he to main aur ziyda earning karne laga hon.
                  • #2394 Collapse

                    dear jab hamain loss hota h to hamain bht takleef hoti h or bht afsos hota h or dil kerta h k kabi b kesi or ko loss na ho jy q k jo loss or dukh hamain wha h kesi or ko na ho
                    • #2395 Collapse

                      H4 timeframe for OP at least we should have a wider range resistance - for example 500 pips as we said before, because we will not be every day of the OP will maybe 2 times a week or a month only 5 times.
                         
                      • #2396 Collapse

                        aslamoalaikum my dear forex fellow when i lost i disturbed after some passage of time i when recovered then i think which fault is done by me then i found my fault is normally greed . then i think [greed is curse ]..............
                        • #2397 Collapse

                          je main ap ke bat se agre karta hon . kah jab ham trading kar rahe hote hain to hamain jab profit hote h to ham bohat kush hote hain .lakin jab ham ko loss hota h . to hamin bohat gussa ata kah ham ne bohat gult ardar laga dia h .jis ke waja se hamin loss ho gia h .to hum ko etna gussa ata h . kah ham ap ko bata nahe sakte etne gussa.
                             
                          • #2398 Collapse

                            loss aur profit to dono chezein he business ka part hein. ap business krtay hein to ap ko profit bhi hota aur sometimes ap ko loss bhi face krna pr skta ha. lekin jb ap ko loss ho to ziada preshaan na hon balke loss hone ki reasons talash krein k humein loss howa kis waja se ha ta k ap ko future mein loss face na krna pre.
                             
                            • #2399 Collapse

                              Basically lack of knowledge is the main reason for losing money in forex trading and we should know that if we can learn the technical and fundamental analysis of the market then we can make good profit from the forex trading.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2400 Collapse

                                mer ebhaoi loss her ksis ko huta hai ap ko hcaey k jub bhe apko loss hutu apko us em achitrah s eearning ka tyrika beh hasil hu jata hai.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X