kamyab trader sabar se kam leta hae
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: kamyab trader sabar se kam leta hae

    G Han dear ap ny bilkul Sahi Kaha hai kamiyab trader wo hota hai Jo sabar se Kam leta hai sabar main he sab Kuch hai trading main zruri hai k ham is main ziyada se ziyada mehnat kren mehnat se ham Achi earning kma sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: kamyab trader sabar se kam leta hae

      Asslam o alaikum dear members
      G Han bilkul hamen forex trading mai sabar kay sath kam karain gaye tu kabhi naqam ni hun gaye kiyu kay es kay bina tu hum trading kar he ni sakta hai trade ko open kar kay kafi bar daikhna parta hai tabhi ja kay es mai humain kamyabi miltye hai atni asani kay sath kamyabi milna mushkil hota hai bhut he zayda
      • #18 Collapse

        Re: kamyab trader sabar se kam leta hae

        kamyab trader g dear kamyab trader humesha trading mein Sabar se Kam lete Hain humein forex mein kamyabi k liye zaida se zaida Sabar karna chaiye hum.forex mein jitni mehnat karenge humein is mein utni kamyabi milti hai aur humesha Sabar karne Wala hi kamyab hota hai Jo is mein Sabar karega woh forex mein kamyab hkga humein is mein zaida se zaida mehnat karni chaiye mehnat karne se hi hum forex mein kamyab hoty hai Sabar karna buhat zaroori hai jitna Sabar hum karenge utni jaldi hum forex mein kamyab hongy humein forex mein zaida se zaida Sabar karna chaiye Sabar k bina koi bhi kamyab nae hoga magar Jo Sabar karta hai woh zaroor kamyab hota hai.
        • #19 Collapse

          Re: kamyab trader sabar se kam leta hae

          Bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein trading main sabar k sath work karna chahiye our forex trading main kabhi bhi jald bazi nahi karni chahiye our is se forex main hum achi trading kar sakte hain our achi kamyabi our acvhi earning hasil kar sakte hain our loss se bhi bach sakte hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: kamyab trader sabar se kam leta hae

            Haan jee sahi baat hai k kamyab trader hamesha sabar krty Hain jaldbazi nahin krty or hamesha himat sy kaam krty Hain or laalch sy door rehty Hain or apny kaam per focus krty Hain

            اب آن لائن

            avatar Ayn
            avatar Hassi
            avatar Juttsb
            Working...
            X