Forex jub hum trading kertay hain tou her trade profit mein jaye yeh zaroori nahin hai agar humari koi trade loss mein bhi ja sakti hai aur humain chahyea kay loss mein janay wali trade ko loss mein hi close .ker dena chahyea trade ko zayada loss mein na janay dya kerain kyun kay agar aap trade ko loss mein hold kertay hain tou uss sae loss zayada ho sakta hai ya phir account bhi wash ho sakta hai aur jub loss ho jaye tou uss per perashan bhi nahin hona chahyea aur soch samajh ker kaam kernay ki koshish kerni chahyea ta kay dobara loss na ho aur aap apni trades ko profitable bananay ki koshish kerain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим