kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    no sir ik mental mind ka larka is feeld may kabi be joined nahin ho sakta keon keh ye mental minds works nahin hay keon keh is may fresh mind ka man kaam kar sakta hay lakin forex k lya expert loog he use kar saktay hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      miry kahyal sy to mind sab sy zayada use hota ha trading mi forex ek risky business ha or es mi koi hamy decision lyny hoty ha or wrong decision bohat mahnga par skta ha es waja sy mind streesed hony ki surat mi hamy loss k chances kam hoty ha ku k ham soch samaj k market k trend ko samaj k trade karty ha jis sy profit earn kar lyty ha.
      • #483 Collapse

        G ap ki bat buhat thk ha kay iss main humari zehni tension hi buhat yada asar andaz hoti ha kiun kay iss main hm na sirf buhat yada kaam karty hain balky hum iss main aur yada behtri aur himat ki faza main kaam ki himast aur mehnat kaim hoti ha iss main hum hi behtar tor par kaam kar sakty hain
        • #484 Collapse

          aap jab stress hote hein tu aapka mind sahi faisla nahin kerta, Traders her mumkin koshih kerein k stress na lein aur physical Exercise, joggin, walk ko apne routine mein shamil kerein. Jab sehat achi hogi tu mind bhi acha kaam kerega aur aapk behter trading kersakte hein.app ko fresh mind k saat enter hona buhaat lazmi ha jab app ka zain free ho ga tab hi app behttar tor pe koi decien kar sakain gay aur koi barwaqat faisila kar sakaian gay
          • #485 Collapse

            jee han humare dimaagh ka tez hona humare liye behtar sabit hota hai keuke ap ka dimaagh tez traaz ho ga to ap ka forew pe acha kaam ho ga or ap ko acha faida bi ho ga
            • #486 Collapse

              ji han bilkul stress hamare dushman hai in trade or aisy time pe hamein chahye k trade open karne de door rahy kyun k hamara mind kahin or hota hai or hum mentaly disturb hoty hain trade me hamein relax mind ki need hai jis se ap trade kar sakty hain jaldbazi or stress me loss hone k chances hoty hain so planning se trade ki jaye jaldbazi me nahi
              • #487 Collapse

                yes, our mental stress may affect our trading in the forex market. we must keep our mind cool at the time of trading in the forex market. if we have any stress in our head we cannot take the perfect trading decision.
                • #488 Collapse

                  forex aik business hai or kisi b business mai trading k ley aap ko healthy mind ke zurart hoti hai is say hmy zaidya profit hasil ho skti hai , forex mai mental stress hmari trading per bilkul asar andaz hota hai.
                  • #489 Collapse

                    g han dear ap ka mind se be forex me bht zaida asar pr sakta hi agr ap fresh hu kr forex me work kro ge to ap ko forex me zaida faida hu ga or jb ap trading kre to apne mind me rakh kr trading kre.
                     
                    • #490 Collapse

                      Yes my dear friend i am totally agree with you a stressed could not work not only in forex trading but in every business if we work with stress we will never be successful in that business so do not be stressed this business need paitence so do not worry about anything my dear friend
                      • #491 Collapse

                        Yah sara kam hee damag ka hai aur agar app damag sy kam kartay hain too app achi income hasil kar saktay hain aur damag fresh hoo gaa too appp kam kareh gay Na aur yeh app k liye tab hee sutable hai jab app free hoo k kam kareh gay....
                        • #492 Collapse

                          my dear friend trading karte waqt hamara mind har waqt fresh hona chahiye . hum agar fresh aur healthy mind se trading karenge to hum har qqadam par sahi trqade laga sakte hai . aur agar hum ne bore mind se trading kia to hum ko lost karne me der nahi lagegee .
                          • #493 Collapse

                            Jee is mein koi shaq nai mental stress ap ki bohat barii dushmn ha agr ap ka pass koi b aisa problem ha ka ap ka dil blkul b kuch krna ko nai kr raha tou ap blkul b trading ka liaya step na lain jub ap better feel karein acha mood mein hoon tou plan karein..!!
                            • #494 Collapse

                              G han mery bhai forex trading demagh ki hi tou game hai.. agr aap pressure mein hou gy tou aap jald bazi mein aa kr ziada amount bhi lag skty hou aur uc waqat kya pta markit loss mein chali jaye ic liye aap ko chahiye k aap apny mind ko thanda rakh kr trading kryn...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                mental stess to hamari trading pr asr dalti ha is ki wajah yeh hoti ha keh hamain jb bhi kam krna ho ga trading market main to hamain sahih mind sy trading krna ho gi sahih na howa mind to kuch bhtri nhi hoti

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X