kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #496 Collapse

    Nahe jnab mental stress hony say kamyabi nahe mil sakti is liay jab bhe aap forex trade may invest karty han to aap ko fresh hona chaiya aur kisi kism ke koi preshani ya apny mind may koi burden nahe hona chaiya agr aap upset han to aap ko trade ke bjay rest karni chaiya ta k aap ko loss na ho
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #497 Collapse

      mental stress forex main loss ke main waja main ah jata hai aur tarding main bohat aser andaz ho jata hai is lie kabi be stress main trading nahe kiye kero serf cool min dky stah tarding kiye kero
         
      • #498 Collapse

        yes ap ka mind hi sub khutch ha agar ap easliy or free ho k trade mai kam aro ge to ziyada earn kar sako ge agar ap tension mai kam karo ge ...tress: When faced with stressful situations, men usually employ 'fight or .... puberty peh hypothalamus khud stimulate hota ha. aik hormone leptin ... puberty aur oos say related changes enviorment say bhi asar andaz hoti haiN.
         
        • #499 Collapse

          g han strees mind humari trading par bohat asarandaz hota hai is se aap ko loss bhi ho sakta hai.iss lye aap ko trading k doran stress nahi lena chahiye. bal k cool mind or patient k sath trading karni chahiye.
          • #500 Collapse

            ji haan meray khayal mein tou yeh hamari trading per asar andaz hota hai iss liaye humein fresh mind k sath hi achi trade ko kerna chahiye tah k acha profit hasil ker sakein mein iss ko like kerta hoon.
             
            • #501 Collapse

              yes ap ka mind hi sub khutch ha agar ap easliy or free ho k trade mai kam aro ge to ziyada earn kar sako ge agar ap tension mai kam karo ge to loss ho ga es liye trade mai easily or fresh mind k sath kam karna chaey stressed mind trading ker sakta hy laikin loss hony k mawaqay stress sy barty hy jo kisi b kam my rukawat .
              • #502 Collapse

                jab ham mently pori tarah se fresh ho ker trading kerty hain to hamain is men achi trading ho jati hai or hamain pori tarah se market men analys kerna ka moqa bhi milta hai is ley hamain fresh ho ker traing kerna best hai.
                   
                • #503 Collapse

                  Bilkul asur andaaz hota hay kafi had tak hamari trading mey yeh blockage peda kerta hay aagay berhnay ki kyn kay mentally tour per stressed bunda sahe tour per faislay ker he nahe pata hay jiska sub sey bara nuksan usy losses or trading ka na smjh mey aana hota hae.
                  اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                  kia ak stressed mind ache trading kr sakta ha
                  • #504 Collapse

                    bhai mental strees hamre trading pay zaror asar andaz hota ha,quon k jab hamra mind fresh ho ga tab ham ache trading krngy and profit gain krengy,jab hamra mind fresh nhn hoga to on say ham trading ache nhn krengy on say hamra loss hoga...
                    • #505 Collapse

                      yes . forex trading main app logo ko forex traidng main os waqat trading karni chayee jhab app bikuil free ho or app ko koyee distrub karni wala nahee ho tu app forex traidng main trade kar is main ek acha profit earn kar sakty ho .or agar app cool maiing nahee or app forex trading main trade kar rahee ho pir forex trading main pir app ko is main loss ho saktha hain
                       
                      • #506 Collapse

                        well my dear friend meray khayal say ager koi bhe banda mentally stressed hoga to wo kisi bhe kaam mein apna 100% nahi dey paey ga, stressed mind kabhe bhe focus ho kay work nahi kar pata kyun kay uss mind mein apnay work kay elawa dusray issues involve kar rahay hotay hain jo usko apnay work say distract kar rahay hotay hain jis ki waja say uss kay work pay assar parta hay...
                        • #507 Collapse

                          Forex main hamen always mentally tor par fully satisfied ho kar work karna chahiey aur always hamarey mind ko mentaly tor par strong hona chahiye to tab hi hum is main achi trha se successful ho saktey hain.
                             
                          • #508 Collapse

                            mental stress hamari trading pe asar andaz karti he, trader ko trade fresh mind ke saath karni chahiye, because forex ek risky aur profitable business he, trader ko trade always fresh mind ke saath karni chahiye jis se acha profit earn kar sakhe.
                            • #509 Collapse

                              jee han forex tarding main agar ap apni tension ke sath trade kero ge to ap ko loss hi ho ga iss lye ap ko bagar stress ke sath trading ekrni ho gi then hi ap iss maina chi earning ekr saoo ge iss main kamyb hone ke lye ap ko proepr learning kerni ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #510 Collapse

                                Streesed mind bohut hi nuqsaan day hai, ab woh chahay trading ho ya aur bhi koi kaam ho. Stressed mind say apki thinking power bhi low hoti hai. isliye fresh aur active mind hona chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X