kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    g han ye to zaroor hay aur jahan tak pareshani aur zehni tanaao ki bat hay to forex main hamari ghalt trading aur trading main mistake ka baes bhe yehi hotay hain hamain forex main achi terha say aur poray dhean say trading kerna chaheay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      Well, mental stress Forex trading may kafi ehmiat rakhta hay, khas tour per us wkt jub aap without knoweldge ker rhy hon. Mental stress aap ko do trah say nuksan pohnchata hay aik tou zyada loss ki soort may dusray aap ki trading or confidence ko lose kerta hay.
      • #153 Collapse

        kuch log trade me boht pareshan hotte hen unhe esa nhi karna chaihe agr lose hora h eto use mind par asar nhi lena chiahe essa karne se seht bigregi aur is me learing karni chiahe boht
        • #154 Collapse

          g han b bilkul aager aap up set hay aur aap ka mind n dil aik tarf nhe hay to aapko trading krne main muskal aaye ge aur hu sakta hai k aap galt time per galt jaga trading laga dy aur aapko kafi loss hu jea so aap only os waqat trading kary jab aapko koi tention na hu aur aap relax hu apne mind ki tarf say.
          • #155 Collapse

            yes mental stress hamari trade pay bohat buri tarhan asar andaz hoti hey or ais say humko forex trading may loss bhe ho sakta hey q kah forex trading aik trader pay depend karti hey or jaisa trader ka attitude ho ga or jaisi mental stress go gi us ko ais say loss he ho ga.
            East and west....Pakistan forex forum is best..:cool:
            • #156 Collapse

              g haan g ham ko iss main achi trading karni ho gi k jiss say ham ko iss mai nbohat he faid aho ga iss lye forex best hai eanrnig karnay k liye
              • #157 Collapse

                g han bilkul mental stress direct hamari trading par asar andaaz hota ha jiss say hum apna focus kho beth'ty hain aur hamara trading mein dil nahi lagta is liye hamein chahye k hum mentallyy toor pay bilkul sharp ho k bethen ta k hum apni trading par twaja day saken
                • #158 Collapse

                  gee ha agr ap mintely fresh nahi ha to ap thek tarha se trading bh nahi kar sakty kyo ky mind ky game ha forex agar mind kam nahi kary ga to forex me trading kasy karo gy
                  • #159 Collapse

                    yes reliex and fresh mind tenshionand deperation less mind is very need and eran good profit eazly forex is risky business and and depend goos trading plan and good mind.
                    • #160 Collapse

                      agar apne mind ko cool rakhte howe ziada lalach ki taraf dhiyan nahin dete to ap acha trade kar sakte ho.
                       
                      • #161 Collapse

                        han g q k forex main jitna bhi kam hai wo sara ka sara dimagh ka hai agra tu hum kisi bhi kisam ki stress lein gay tu ziada chances hain lose uthane k agar tu hum pore confidence k sath karein gay tu profit k chances barh jaty hain
                        • #162 Collapse

                          Dear stessed mind trading ke skatay hain lakin loss hony k new stress sy bary hi jo ksis b kam myrukawat banti ha is liya m yaehi kanonga jo strsss laity ha ko stress atr n ly to loss krna k charces kam ho jain gay
                          • #163 Collapse

                            agar trading ke doran ap apne mind ka focus sahi rakhte ho aur ziada lalchi soch per amal nahin karte to phir ap achi trade karsakte hain.
                             
                            • #164 Collapse

                              bayshak dear boht boht zyda asar andaaz hoti hai. agar aap ny iss ka amli namoona dekhna hai to aap aisa karein pehle kuch din trading karein demo account k andar phr uss k baad aap real time pay kaam start krein. aap ko waziha farq mehsoos ho ga. kiun k mental situation boht asar andaaz hoti hai iss py.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                yes brother. Mental stress is an important topics in forex. We have to control our greed and emotions in trading. Because they are enemy. Thanks for the nice discussion topics.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X