kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2161 Collapse

    G bhai both he zaida asar krti hy q k trading strss sy ni krni chiaya ais sy aik to ap ki health py bora asar parhy ga aur dosara ap ko loss k chance both zaida ho jain gy to b careful while trading
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2162 Collapse

      g han bilkul mental stress humare trading par asar andaz hote hai agar hum trading main kamyab hona chahte hain to humey chahie k hum apne emotions pai control krain aur pore dehan se trading ko time dain to he hum kamyab ho skate hain is main
      • #2163 Collapse

        trading se talook rakhnawaloon ko chahiay k wo apnay mind ko free or tention se door rakhain q k agar mind stress main hai tu ap trading achay andaaz main nahi kar saktay jaisa k ap fresh or free mind se trading kar saktay hain kaisi bhi kaam ka acha result hasil karnay k liay zaroor hai k ap fresh hoon
        • #2164 Collapse

          forex mai kam karty howy ap apny emotion ko kobo mai rakty howy kam kary or agr ap investment kary to ap mentally tor py apny ap ko loss ya profit ky liye tayar rakhy so mental stress hamari trading py asar andaz hota hy
          • #2165 Collapse

            mare bhi bhi ma is k bar ma kchay b nhe janaty k ya kia chazi hay our hi ma tio is ka abi knowledg hi hasal kir r5ha ho jab majua is k bar ma pat lga to aap ko zaorre batao gay q k ma to is ma abi new terder ho ma na to abi dome account ko uisd kia hay jab real ma jao gay to aap sa zaorre share kirao gay
            • #2166 Collapse

              100 percent mental stress hamaray trading per asar andaz hota hai. Is lie meri tamam traders ko mashwara hai ke jab koi bara loss ya even koi bara profit hasil kar lain tu kuch der ke lie trading se door ho jain kiunke in lamhat main insan ka mental level apni jaga per nahi hota aur woh ghalat faislay kar bethta hai.
              • #2167 Collapse

                g ha hota ha trading aap mstak kar sakty ha galt trad lag sakty ha sahi time ma trad nhe kar paty ha is liay aap ka mintly tor par sahi hona tek aap ko is ma farsh mind ki zaroorat hote ha jab aap upset honagy to aap sahi trad nhe kar saky gay
                • #2168 Collapse

                  Mery khayal main stress mind se aap kuch bhi theek nahi ker sakty aur forex trading main to aap ko hamaisha fresh mind se kaam kerna chahiye kion k aap ki choti ghalti se aap ko bohat ziada loss ho sakta hai iss liye kabhi bhi stress mind k sath trade na kerain kion k ye aap ki decision power ko reduce kerta hai .
                  • #2169 Collapse

                    bhai jaan humeri jo traiding wo humery mind per depend karti hy is mn agar ap ka mind fit ho ga tu ap ki traiding best or achi ho gi
                    • #2170 Collapse

                      yes offcourse mental stress hamari trading pay asar andaz hota hai or ham stress main focus nhe kr paty jiss ki waja sy hamein loss bhi ho jata hai or market main value bhi down ho jati hai so hamein mentally fresh ho k he trading krni chahiye fresh mind sy kam krny sy hmain profit ho ga jb k mental stress has nagative effects
                      • #2171 Collapse

                        Ji bilkul is baat main koi shaq nahi hy mentak stree trading per bht effect hota hy zahir hy jab hum stress main hon gay to humara mind sahi kaam nahi kray ga or hum market k trend ko sahi ni smajh paen gay or trading sahi ni ker paen gay trading k lie mind ka fresh or relax hona bht zaroori hy is lie stress ho kr kbi bi trading na krain is se yaqeenan loss hi hota hy
                        • #2172 Collapse

                          dear fellows bilkul agr hm mindly depressed hon gy to hm apni trading py zada concentrate nhi kr saky gy trading hoti he mind base py hy jitna zada mind fresh ho ga utna easily ar acha soch saky ga ar is sy hmari analysis bhi achi ho gi so yeh bht he asar andaz hoti hy hmri mind ki situation
                          • #2173 Collapse

                            dear forex trading mein apko alwasy fresh mind ke sath hi enter hona chahiye aur aik fresh mind hi apko is business mein kamiab kar sakta hey apka mind jitna ziada fresh hoga utna hi ziada active hoga aur ap market ko pick kar sakengey.
                             
                            https://t.me/pump_upp
                            • #2174 Collapse

                              Mental stress wala aadmi kabhi bhi acha decision nahi lay sakta aur forex trading main ye chizain bohat ehmiat rekhti hain iss liye ap ko chahiye k aap us waqat trading kerain jab aap mentaly bilkul fresh hon ta k aap proper analysis ker k achi timing k sath market main in ho sakain tab hi aap profit earn ker sakty hain aur apny loss ko recover/minimize ker sakty hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2175 Collapse

                                mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main trend ko use karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main trend ko use karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main is k bary main hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay it is best job for all

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X