kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2176 Collapse

    mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main trade karny say pahly is k bary main experience hasil kar k hii hum real main achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main greed ko avoid karny main asani ho saky gi it is best job
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2177 Collapse

      g han dear hamain minf ko fresh kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karen gay aur hamain is forex main focus kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main experience hasil kar k hi hum achi trade karein gay aur is forex main achi trade kar sakty hain it is best job
      • #2178 Collapse

        G blkul mentally tor par stress hony sy hmari trading pr boht hi bura asar parta ha or 1 stressed trader kabhi bhi achi trading nahi kar sakta or business ma apko stress osi wakht hoti ha jb ap musalsal loss face kar rahien ho ya to apny 1 limit sy ziada risk ly liya ho boht sy log greedy hoty ha wo jaldi rich hony ky chakr ma wrong decision lety han or phr mentally tor pr stress ka shikar rehty han.
        • #2179 Collapse

          g haan stress hamari tradding par aser andaz hota hai jb ham tention mein trading krein gy tou fully focus nahe ker payein gy or hamein loss ho jy ga iss lye hamein trading kerty waqat apnay emotions ko control main rakhna chahiye iss lye stress main trading nahe kerni chahiye stress hamray mind ko disturb ker deti hai so stress ka hamari trading per bohat negative asar hai
          • #2180 Collapse

            Aik Acha aur strong mind hi apko aik acha aur bara trader bana sakta hey aap jitni ziada fresh mind ke sath is business mein enter hotey hein to aap utna hi ziada achi trha se market ko pick kar sktey hain aur is mein achi earning kar saktey hain.
             
            https://t.me/pump_upp
            • #2181 Collapse

              mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain is forex main focus karein gay tab hi hum sucess ho sakty hain aur hamain markt main is k bary main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asnai ho saky gi it is best job
              • #2182 Collapse

                bilkoil hota ha aap kad sochy zar kay hum jan mind sa farsh nhe ho gay to hum best trad kasay kar sakty ha jab kay is ma aik be mstak ki ajzat nhe ha our is liay is ma stress kay bagr trad karmna cahy cool mind sa nhe to aap koch ka koch kar day gay opur loss kar lay gay is liay jab aap stress ma ho to trad na kary ya aap kay liay nqsan day ha
                • #2183 Collapse

                  G han g mahnat or stress 2no hi hamari trading pr bohat assar krti hy mahnat kary gaya to bohat acha earn kary gaya or agar stress ly gaya to is sy trading pr bi borra asar parhy ga or hamari sahat pr bi or is trah hum mentally tore pr bi cool ni ho gaya fresh ni ho gaya to hum loss bi kre skty hy apna isliya ya dono cheezy hamari trading pr asar andaz hoti hy
                  • #2184 Collapse

                    is may working karnay k lye hamary pass ak auchy walai mind level ka hona lazmi hah jis ki help say haam yaahan say utna he earning kar skty han market may haam is ko utna he zayda stable tak lay kar jaa skty han or is say hamen working karnay may kafi asaani ho gi
                     
                    • #2185 Collapse

                      no dear mare khyal main to aik stressed mind achi trade ni ker sekta achi trading k lie aik fresh mind ka hona bohat zroori hay jeb hum preshan hoon ya mind poora fresh na ho to humain Forex main trade ni kerni chahie kuin k is trah big loss hone ka b der hota hay.
                      • #2186 Collapse

                        jee sir mental stress hamari trading per bhut zayada asar andaz hoti hai ager hum mantaly fresh na hien to hamain es mien aa ker trade open ni kerni chahye or es mien aram ker k pher es mien aa ker trade open ker k es mien earning hasil kerny k lye try kerna chahye
                        • #2187 Collapse

                          mind ko fresh kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur koi bi is main kam kar k boht hi acah earn kar sakta hai so hamain is k bary main learning karni ho gi aur jab tak humi is main focus ho k kam nai karein gay is main kam karny main faida ho nai ho saky ga auur profit bi nai karein gay
                          • #2188 Collapse

                            yes hamari mental stressed market par bohat zada asar andaz hoti ha forex me profit tabi milta ha jub hum apnay mind kay sath theek analysis market me kartay hain or hum decision acha letay hain yeh sub kuch tub hi ho sakta ha jub hum cool ho gay or apnay mind ko strees se door rakhainy gay jub hum streesed me ho gay to bohat sari mistake ho sakti hain or aik mistake ki waja se bohat zada loss ho sakta ha is liey trading always relax or achay mahool me karni chahiey
                            • #2189 Collapse

                              Stress mind ne aap ko kya positive dena hay aap stress mind se kabhi bhi achay analysis kar he nai saktay stress mind kay sath aap comfort nai hongay aur aap kahin nai kahin mistake karain gay jo kay asal wajah banay gi loss ki behtar hay aap stress mind mei trades na karain aur jab relax hon easy ho tabhi aap trade karain
                              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                              PLEASE VISIT HERE
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2190 Collapse

                                jab hum forex main koi trade lagaatay hein to bar bar hum apni tarde ko dekhtay rehtay hein yeh is baat ko zahir karta hai kay kia hum loss main ya profit main hein hmaray andar dar hota hai aor hum log khud per control nahi kar patay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X