kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1996 Collapse

    G han mental stress ka boht zada aser perta hai, quin kay jab tak ap mentaly tor per relax nahi hon gay tu ap sahi terhan se concentrate nahi ker paein gay is terh se ap pher sahi terhan se trading nahi ker skaty hein ,, forex trading me tu bilkul fresh or cool mind ki zroorat hoti hai,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1997 Collapse

      mein samjhtaa hon ki agar mentally sadfede nahe hao to aap ko har kam mein masla hao gaa aor aap koe bhee kam sai tur par nahe ker sakao gy aor Forex tradings ki karobar me kam hi aap ki zehan kaa hotaa ha, iss ley jb aap kaa zehan taza hao tabhee app es mei kam karain
      • #1998 Collapse

        g han ye is main hard work kar hi kam karna ho ga is main koi bi kam hota hai us main mind ko fresh kar k trade karni ho gi ta k is main loss kam say kam ho aur is main earning bi achi ho gi aur run karen gayi
        • #1999 Collapse

          g han is main hamain jab kam karna hai to is main hi focus ho k kam karna ho ga ta k is main loss kam say kam ho aur earn ho saky is main learn kar k kam karna ho ga aur is forex main mind ko fresh kar k kam karna ho ga
          • #2000 Collapse

            mental teek hony say is market main hum kaam ko teek kr saqty hain laikin in k sath main ik good trader ki yehi try hoti hai k koi b loss say kis tara say is market say khud ko safe kr saqta hai bus jis ki vaja say hum nay trade ko krna hota hai
            • #2001 Collapse

              forex mein main chiiz emotion ko control krna hai aur sath mind ko relax krna hai .. jb ap aik order lga dety hain aur ap ko surity hoti hai k market return ho gii ap k order wali side pe jaey gii aur sath mein ap stop loss tp bhi set kr dety hain tou phr ap chor dn apny order ko jb tk wo kisi side pe hit na ho.. q k market up down tou hoti hai zruri nae k ap ne buy kia hai tou sari candles buy ki hi bny gii . jb ap bar bar check kren ge aur market down mein hui tou ap stress ka shikaar ho jaen ge jis k nateejy mein ap ap ghabra k apna order hi close kr dn ge.
              • #2002 Collapse

                G hn pore thra sa mantel stress humary mind pa effect krti hy,,kun k jb ap treading k leya bathy ho tu mind ka tension free hona buth important hy kun k forex treading totally mind game hy,,bana mind k ap technical analysis nae kr sakty apny treading plans ko follow nae kr oary tu sb loss hi jy fa so stress free mind important hy
                • #2003 Collapse

                  g hai is main hamain kam karna hai to is main is forex par hi focus karna ho ga is main learn kar k kam karna ho ga hamain mind ko fresh kar k trade karni ho gi ta k loss kam ho aur knowldge hasil karna ho ga it is good
                  • #2004 Collapse

                    agar is forex market main kaam ko krna hai to is k liay ye kafi zada zarori hota hai k hum nay is market main teek say is ka knowledge ko lainy k bad is ki practice ko krna kafi zada zarori hota hai tabi ye market say money ko earn krna mumkin hota hai
                    • #2005 Collapse

                      agar ik banda teek say mind say kaam nahi kr saqta hai ya is k liay ye kafi zada loss vali baat hoti hai k is nay is market main bina study kiay is market say hum k liay ye mumkin nahi hota hai jis say loss ho saqta hai pher say hum ko
                      • #2006 Collapse

                        G bilkul bhai g mental stress apki trading bohat asar andaz hoti hy is liya apko chahye hy k ap trading ke time bilkul fresh mind ke sath trading kiya karo or trading sai earning kiya karo
                        • #2007 Collapse

                          under pressure agr ap trading start krna gaa ap achi terhn market predict nhi kr saka gaa ap ko chiya ka forex ma stress free hon koi zahni duba ho na ho trading without stress he possible hai stress k sath nhi
                          • #2008 Collapse

                            g bilkul hota hai menatal stress sa trader sahi analysis nhi kr sakta or ya he waja zada loss ki hai kuch dafa hum log analysis pr attention sahi nhi da rha hota humra mind kdr or hota hai jism kdr oor or galat analysis kr dta hn jo loss ki brai waja hai trading relaxed mind sa krni chiya
                            • #2009 Collapse

                              bilkul jab aap mentally upset ho to aap ko trading nahee karna chaye balk trading se door rehna chye kiu k jab aap stress main hote hain to trade open karne k baad mazeed stress main aa jaate hain is liye trading hamesha fresh mind se hi karna chaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2010 Collapse

                                nahi brother, stressed mind say kabi b achi trading nai kr sakty, trading kia hum koi bhi kam stressed mind say nai kr sakty humen jo b kam krnay ho usay fresh mind aor relax mood ky sah krna chahiye, stressed mind ky sath hum jo b kam kren gay us main ghalat decision k chances hoon gay aor in case of forex hum ghalat trading kren gay, aor finally loss ho ga. is lye humen fresh mind k sath trading krni chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X