kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    forex main mental stress humain nuqsan puchati hai aur humain forex trading main hamesha mehntal stress se door rehna chahie hai kyun k agar hum mental strss se trading karay gy tou humain loss huga aur huamin stress se door rehna chahie hai tak humain forex trading main loss na hu aur hum kaiab trader ban sakain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      gee bilkul mery bahi jaan forex mein zyada to mind hee use karna parta hai is leay ager koe trader fresh minded ho kar forex mein trading karien gy to forex say wo kafe achi earning or profit hasil kar sakien gy
      • #543 Collapse

        g ha dear hamari mental stress bi trading per asar andaaz hoti hai jis ki waja se hum right time per right decision nai le pate or hume loss ho jata hai is liye hume trading karne ke liye fresh mind ki zarorat hoti hai
        • #544 Collapse

          ji janab app trading ko chor den app kisi bhi bat ki vja sy stress lety hain to app ko har kam mein problm hoti hai ... es liey es kam mein bhi esa hi hai agr app stress len gy to app ko bht kch dekhna pary ga app kafi nuksan krva skty hain es liey mje lgta hai yeh ek kam hai or kam ko smjh k krna chaheay .... ziada stress nai lena chaheay
          • #545 Collapse

            han ya to bhot he acha question hai insan sab kuch mind sy he karty hain is ley sab log mind par zro dal k kam karty hai jo hain jo hamari trading k ley bhot he ahm hai is ley sab ak hisab k sath chalin jo sab ki life k ley zarori hai
             
            • #546 Collapse

              je han app ko es main mental stress par kam karoge tu app ko es mainboht ache aur bset result mil skte hain so en point ko dekhna hoga tu ap es main ache aur best result nikla skte ho so app ko en point ko dekhnahoga tu app es main kamayab hoskte ho
               
              • #547 Collapse

                forex trade ki market mei agar apka mind bohat acha chalta hai aur ap bohat zaheen hai tu trading karna ap k liay aur bi aasan ho jati hai aur ap earning achi tarah kar saktay ho
                • #548 Collapse

                  Forex trading tardiness lead to stress and leads to a lack of focus and important to know to choose the right time to work Forex trading because of the difficult business that need to experience
                  • #549 Collapse

                    ji ha bhi g ap ka mind agar thik nhi ha ya kisi tention may hay to ap forex trading may earning na kary jub trading kary jub ap bilkol fresh ho jay agar ap is may mental mind say trading kary gay to ap is may loss may b jaa saktay hay
                    • #550 Collapse

                      hum sab jantey hai k ye ek aalmi stahka karobaar hai is liye is me bohut chaan been k saath tamaam logon k liye sahoolatan rakhi gain hain aur stop loss b un me se ek ha jis ki waja se hum barhe nuqsaan se bach saktey hain...
                      • #551 Collapse

                        Agr 200s ka bonus hotou kitna kuch kama saktay haiyn ham ussaiy profit maiy aik new user houn ohr abi tak kuch b nei kamaya ismaiy help me k kitna kama sakta houn ismaiy?????
                        • #552 Collapse

                          G mai ic barey mai itna kahon ga k aap ki mental stress aap ki trading mai bhut asar andaz huti hy kyun k ix mai aap ka mind fresh houna lazmi hy jab aap ka mind fresh hu ga tou aap theek sey kaaam karo gey
                           
                          • #553 Collapse

                            nhi bhai jan agr aap ko kici qisam ki bhi koi tnsn hai o phr aap trading na hi karo to aap k haq main bhtr hai q k stress mind se aap kabhi bhi ye kaam nhi kar skte jab tak aap es kaam k sath fully attach nhi ho jaty tab tak aap achi trade nhi kar skte
                            • #554 Collapse

                              G bhai bilkul mental stress hamari trades pe asar andaz hota hai aur kabhi bhi apne mind ko relax kiye baghair koi trade na karen aur apna poora analysis karke hi aram se trading karen,jald baazi bhi na karen forex mein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                ASSALAM O ALEIKUM hmmm mental stress is effected in every type of business or forex mein to sara kaam hi apk mentally fresh hone ka hai agr ap mentally fresh ho to ap acha hard work bhi krsakte ho or achi trading bhi ker sakte ho lkn agr ap stressed ho to ap achi trading bhi nh ker skte or na hard working kr skte ho
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X