kia mental stress hmari trading pa asar andaz hota ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1201 Collapse

    you has a good question so may dear main na kabi bhi es busiess ko main chorna ka nhi socha ha so may dear main es business ko main bohat hi ziada main like krta hun so dear es business ko ap ghar beat ka bhio kar sakty ho.i think that we should not try to leave the FOREX because of the losses...BUT we should try to get the maximum learning of it...So we could be the experienced trader
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1202 Collapse

      g sirf forex mn hi nbahgiu . noram work mn b jab ap ko tress hoti hy aur ap tension mn hoty ho to ap koi b kaam dil sy nhi krty mental stress sy aap ko har waqt aik darr ssa laga rehta hy k mn haar hi na jaon, lakjin ap ko forex mn dil open kr k kaam krna hota hy aur fealfess ho jana hota hy.
      • #1203 Collapse

        friends,,,forex mein fresh mind hona zarrorri hai,because ager aap upset hein to aap juld bazi mein koi entry lein ge or app loss karien ge,or ager fresh mind mein to market kay analyses nikalein ge phir entry lagayein ge ,is liye mind ko fresh rakhein trade karty huy.
         
        • #1204 Collapse

          jee haan bhai mere mentaly tour pe fit or perfect ho ke ap trade kro warna loss bhi ho skta hai ap ko chahey k ap bageir kisi tention k bageir karo phr in-sha-allah ap zror kamyaab hon gey....
          • #1205 Collapse

            why not dear if you want to get the success in the forex then you are require to trade with the skills and with the free of mind otherwise you cannot get the success in the forex at all ,that is the reality dear
               
            • #1206 Collapse

              mere khayal main to stressed mind insan theek se trading nhi kar sakte trading karne ke liye ap mind bilkul fresh hona chaiye or apka diyan sirf or sirf trading per hi hona cahiye jis se apko fiada bhi ho ga
              • #1207 Collapse

                i think yes aur manatel stress men bhi hum tab involve hote hen ager humen knowledge na ho kuin k tab hum most loss lete hen so is problem se avoid krne k liye apne knowledge ko increase krna hoga ta k hum loses se avoid kren
                • #1208 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: rakashif321 پيغام ديکھيے
                  han mery khayal mein ye baat kisi had tak thek hai ke forex trading ke business mein kamyab honey ke liye humy apni mind fresh hona chahey tab he kamyab ho sakty hain.
                  haan gee bilkul mind sey he kaam kiya jata hai agher mentaly stress honghay to kaam bhi nahi hogha aor sahi trade nahi hoghi loss hojaye gha isliye zahen ko kaam mein he rakhna chahiye nahi to app ko loss hogha isliye mental stress hamari trade par aser andaz hota hai
                  • #1209 Collapse

                    Mere khayal se mental stress directly asar andaz hota hai kyun forex trading sirf ek click krke nahi hoti apko analysis krna parta or agar analysis main ek bhi baat jo important ho apne miss krdi to phir ap ki trading to hogai.
                    • #1210 Collapse

                      aslamualekum dear .....
                      g han ye bilkul theek kaha apne is business ma mind bilkul clear hona chhaye aur apko khud pe bharosa hona chhaye aur patience hona chhaye bht se log trade ko loss ma jata dekh kar loss ma close kar dety han aur bad ma pata chalta ha k wo he trade un ko profit de sakti thi aagar thora sa wait kar lete to ...
                      • #1211 Collapse

                        mental stress tu janaab ali bilkul humre trading main asar andaz hote ha aagr hum na Forex main kam karan ahay tu hum ko without mental stress ka kam karna ki ned hay jbi tu acha kam kar ka profit make ho skata ha .
                        • #1212 Collapse

                          nahi kar sakta hay mind bilkul fresh hona chaiye ap ke zehna main ulti seedhi aur koi cheez nahi honi chiaye ke jis ke waja se ap pareeshan ho rahay hon tab hi achi trading ho paye gi.
                          • #1213 Collapse

                            why not dear it will really harm us if we will not trade with the skills and knowledge and without the stress of the mind then it is the clear that we will really lose the money in the forex ,that is the reality and clear
                             
                            • #1214 Collapse

                              g han pakistan forex men kam karne ke lie mind ko fresh rakhna chaye ager insan ko koi tenshon wagera ho to kam nahi karna chaye q ke us se hamen loss ho jata he hamesha mind fresh kar ke hi trading karni chaye q k mind fresh na hone ki waja se hamari trading me bura asar parta he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1215 Collapse

                                g han bilkul mental stress trading pe asr andaz hota hai maine kai bar azmaya hai jis din mai upset hota hon mai trading mn loss mn hi jata hun kiun k mai apne dimag k khilaf chal rha hota hun

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X