ap k khyal ma trading krna muskil ha ya trading ko sekhna muskil ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #3091 Collapse

    mery khial mai trading ko seekhna boht aasan hai or trading kerna boht mushkil hai kion k seekhna or bat hoti hai or seekh ker apply kerna or run kerna or bat hoti hai....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3092 Collapse

      Trading ko sekhna bhot mushkill hy trade lagana to aam choty bache bhi Kar Len ge lekin jab ap trading Karna sekh jayn ge to ap ko is se kafi faida hoga
      • #3093 Collapse

        Trading krna bahat mushkil kam hai koun ke trading sekhna asan hai trading karna mushkil is ley hai koun ke jb trader real account par trading karte hein tu loss ka khof un ke asab par sawar ho jata hai aur sahi manon main kam nai ho pata
        • #3094 Collapse

          Koi bhi work ho asan ni hota us waqat jab tak hum us kam ko achi trah seekh na lin Forex bhi us waqat tak mushkil hai jab tak hum isy achy sy sekh na lin jab hum isy sekh lin to ye bohut easy work ho jai ga
          • #3095 Collapse

            maire apny khayal kay mutabiq trading karna ziada mushkil nai hai , lakin Forex trading ke learning karna bohot he mushkil kam hai . ager trading ke learning achi ho tu phir trading kafi asan ho jate hai. Forex trading ke learning aur experience hasil karnay ke liye kafi arsay ke mehnat aur time chaiye hota ha.
             
            • #3096 Collapse

              Aslam o alikoum dear agr aap forex trading ko sekh kr krain kay too koi mushqil nhe ho gei agr bagair sekhaiy krain kay too trading krna mushkil ho ga
              • #3097 Collapse

                market main trade karny k liye hard work karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur koi bi kam mushkil ya asan nai hota hai karny say hi ata hia so hamain market main trend ko mind main rakh k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain
                • #3098 Collapse

                  bro mairy khayal ke mutabiq forex ko seekhna ya learn krna koi mushkil ni koi bh aisa kam ni hy jis ko seekha na ja saky is liy learning forex is a easy work not difficult but forex trading krna difficult hy market ki movement ko samjhna bahut hi mushkil kam hy mostly hum khayal krty hn ke market up jai ge lkn wo reverse ho jaty hy
                  Signature removed by moderator
                  • #3099 Collapse

                    market main plane kar k hi hum sucess hon gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur is forex main koi bi kam mushkil ya asan nai hota hai har kam karny say ata hai it is best job
                    • #3100 Collapse

                      koi bi kam mushkil ya asan nai hota hai is main plane kar k hi hum achi trade karein gay aur trend ko use kar k hi hum sucess hon gay aur market main trend ko us ekar k hi hum achi trade karny k kabil hn gay aur markt main profit hasil ho ga
                      • #3101 Collapse

                        is forex main plane kar k hi hum sucess hon gay aur koi bi kam mushkil ya asan nai hota hai is main planing kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur hamain trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay it is best
                        • #3102 Collapse

                          hamain markt main kam karny k lye hard work karni ho gi aur ye ak boht hi best buisness hai is main hum sb kam kar k boht hi acha earn karny k kabil hon gay aur is forex main trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay
                          • #3103 Collapse

                            mere khayal say trading ko sekna mushkil hian vo asa k aaap kisi k b signal use kar skte hain or trade le skte hian tradign ko sekhan bhot he mushkil hain bhot har koi achi tradign ko sekh b nhe skta hain qk tradign koi game nhe hain k koi b banda tradign start kar de mere khayal say koi b ka mushkil b nhe hian par forex itni easy b nhe
                             
                            • #3104 Collapse

                              koi bi kam mushkil ya asan nai hota hai is main plane kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur hamain market main rules ko follow kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur hamain market main emotion ko kabo main rakhna ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3105 Collapse

                                koi bi kam mushkil ya asan nai hota hai so hamain market main rulse ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main sucess hony k liye hard work karna boht hi zarori hoti hai it is best job for all

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X