ap k khyal ma trading krna muskil ha ya trading ko sekhna muskil ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #3121 Collapse

    Forex trading ki basics ko agar achi tarah learn kiya jaye aur demo account per ziyada sy ziyada practice ki jaye to Forex bahut asan ho jati hai.. aur humain Forex trading main patience sy kam lena chahye aur lot size ko account ki worth k mutabiq use karna chhaye..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3122 Collapse

      meray khayal sy trading seekhna mushkil kaam ha kue k forex busienss main sb sy important kaam he trading ha agar apko trading a gae ha tw ap is business main kamiyab ho gy hain agar trading apko nae ati tw ap loss he loss main rehty hain is liyay trading seekhna mushkil ha isi main apko zaida mehnat krni parti ha
      • #3123 Collapse

        bhai jan is dunya main koi kaam bhe mushkil nhe. forex main na he trading sekhna mushkil h aor na he trading karna mushkil h. agar ap mehnat say kaam kartay hain aor forex k baray main bhut ziada knowledge hasil kar latay hain to ap k liay trading karna mushkil nhe h.
        • #3124 Collapse

          Brother trading kerna tu bohat he asan hai bs trading seekhna bohat he mushkil hai , halake hum agr bohat zaida dheyan dy aur dil se mehnat kare tou hum bohat geld trading seekh sakte hai , masla yeh hai k maximum log seekh is waja se nai pate wo laluchi ho jate hai aur bs again again without knowledge he trading ki taraf bhagte hai .
          THUMBS UP & APPRECIATE :1f618:
          • #3125 Collapse

            yes dear mn ap ko batana chahta hun kih g mn aap ko batana chahta hun kih trade lagana to bikul bahut asan h lakin is ko samajhna bahut mushkil h us ki wajah yeh h kih jb hum trade lagatey hen to hum jaldbaazi kertey hn or samajh k bgair trade open ker detey hn...................
            Last edited by ; 18-08-2018, 09:10 PM.
            • #3126 Collapse

              brother trading sekhna he muskil kam hai es me kafi pechdigyan hoti hain or jo banda trading sekh leta hai us k lye bhala trading karna kon sa muskil kam ho sakta hai baki rahi profit or loss ki bat to jis ne trading sekhi ho wo he profit kama sakta hai dosry loss he karwaty hain unko he trading muskil lagti hai
              • #3127 Collapse

                Dear Members mery khayal me new bndy k lie sekhna mushkil hai jb usy smjh a jay to trading krna b easy hai or sekhna bhi trading sekh ky kry gy to is me faida hai qu k experience hasil hoga bgaer experience profit nhi ho skta
                • #3128 Collapse

                  Asslam-o-Alakum my dear brother I think k trading ko learn kerna aur is ki practice ker k aik strategy bnana kuch difficult hay aur jeb bend aik bar trading ko seakh lata hay aur Forex market ka analysis kerna jan lata hay to phir Forex trading kerna ko mushkil no hota.
                  • #3129 Collapse

                    trading karna bhot he easy hain trading main apna balance safe rakna muhskil hain trading hum learn kar k earn kr skte hain par jo profit earn hota hain hum ko usko safe karna mushkil ho jata hain kabi kabi achy achy account wash ho jate hain ye lazmi hain k hum forex karne k liye phly hum forex ko achi tara learn kare bina learn kiye kabi b earn nhe hoga
                     
                    • #3130 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                      trading k lea isa sekhna zaruri hota ha ap k khyal ma trading muskil ha ya isa sekhna muskil ha
                      mere khyal m jnb agr ap trading krne k baare m ask kr rahe he to mere khyal m trading seekhna thori mushkal h kio k ap apni trading agr seekh jao gey to ap k llye trding krna koi mushkal kaam nhi hu ga aur ap ku apni trading m bahteri nazar ati rahey gi .....
                       
                      • #3131 Collapse

                        koi bi kam mushkil ya asan nai hota hai so hamain kam karny k lye boht hi experience hasil karny ki zarorat hoti hai aur hamain market main is forex k bary main planing karein gay tab hi hum real main achi tradee karny k kabil ho sakty hain aur profit hasil kar sakty hain aur earning ho
                        • #3132 Collapse

                          koi bi kam mushkil ya asan nai hota hai so hamain market main trend ko use kar k hi hum sucess hon gay aur hamain market main is k bary main learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hhamain market main is k bary main experience ka hona boht hi zarori hota hai
                          • #3133 Collapse

                            Trading ko sikhna bohat zyda mushkil nae hai mari nazar main ku ke jab hum learning karte hain to humain easy lagta hai sab kuch but jab hum practically is main shamil hote hain tab humain is ke risk ka pata chalta hai ke Forex main actually hota kya ha islye mare khayal se humain practice pe sab se zdya focus karna chaiye learning ke duran.
                            • #3134 Collapse

                              koi bi kam kam mushkil ya asan nai hhota hai aur hamain is main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main rules ko mind main rakh k hi hum real main acha perform karein gay aur hamain market main demo main practice karni ho gi ta k loss kam karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #3135 Collapse

                                Na hi to trade karna koi muskil kam ha or na hi trade ko seekhna har kam ko seekhny ma thory boht difficulties ko to face karna parta hi ha Forex trade ma bhi kuch esa hi ha shru ma apko apni skills strategy wgera bnani parti ha or trading ma thora boht experience develop karna parta ha magr phr bhi apko Forex ko musalsal study karna parta ha magr trade karna or seekhna blkul bhi muskil nahi agr apka es kam ma interest ha to.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X