ap k khyal ma trading krna muskil ha ya trading ko sekhna muskil ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2971 Collapse

    mry kahyal min trading krna tab tak mushkil h jab tak ap trading ko seekh ni lety. sekkhna thora mushkil hota ap jitni jaldi seekh jaen gy utna jaldi ap asani sy ttading kren gy r kamyab hoon gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2972 Collapse

      Mery khayal ma trading ko sekhna zayada mushkil ha bcz jb insan tarding ko seekh jata ha ar experience ajata ha tb trading krna mushkil nahi
      • #2973 Collapse

        trading ko learn kerna zada mushkil hai trading kerny men tu apko just aik click kerna hota hai or mager learning kerny men apko boht zada cheezon ko learn kerna hota hai
        Success is the Best Revenge
        • #2974 Collapse

          hamain koi bi kam karna mushkil ya asan nai hota hai is main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho skay aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k hum market main acha run kar skay gay
          • #2975 Collapse

            is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur koi bi kam mushkil nai hota hai hamain planing kar k hi trade karni ho gi ta k aci trade karny main asani ho skay gi aur earning ho saky
            • #2976 Collapse

              koi bi kam mushkil ya asan nai hota hai hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k earn kar skay aur trend ko use kar k hi achi trade karny main asani ho skay gi aur knowldge hasil kar k hi earn ho saky gi
              • #2977 Collapse

                trading ko krna us k liay kuch b muskil nahi hai jis ko maloom hota hai k kis tara say hum nay is market main kaam ko krna hai ik trader ko is market main trading ko learn krna jis k bad is ko kafi zada teek say is market say hum nay ye market main kaam ko krna hai
                • #2978 Collapse

                  G mery bhai forex ek esa business hai jis mai na trading krna mushkil hai na seekhna mushkil hai firstly use demo account and learn about Forex trading business properly and also getting knowledge from our seniors then na trading krna mushkil lgti hai or na esy smjhna mushkil lgta hai
                  • #2979 Collapse

                    Forex ko jitna ziada se ziada ho sakty study krna chye is tarah se apke liye trading krna aur trade lagana bilkul easy ho jaega aur kisi bhi qism ki tnsn nhe hogi
                    • #2980 Collapse

                      trading ko seekhna aur trade kay baray me main main tips ko follow karn hi tuff hai agar ap is ko aik bar achi taraha say learn kar jiay tu akay iay next level bohat easy ho jata hai jo sekh kay agay jatay hai wo kabhi bi nechy level pe nai atay hai
                      • #2981 Collapse

                        trading sekhna zayada mushkil hai jab trading aate ho to just trade execute karna koe problem nahe hai jis trade ko examine karne k lea ap ko pahle 1 hour lage ga waqt k sath wo 5min tak ajaye ge kun k ap ne trading sekhe hoe ho ge
                        • #2982 Collapse

                          forex trading ko seekhnay main time lagta hay jab hum aik bar esko seekh jaye tab hum esmain regular acha profit bna sakty hay so humay esmain ziada mehnat karni chahiey tabhi kamyab hon gay
                          • #2983 Collapse

                            Assalam o Alaikum wa rehmatullahi wabara katuh, bhai apki mehnaat aur ap k tuter pe depend karta hy k ap ki learning kistini fast hy, forex sekhna koi mushkal kaam nai hy , khuly maidan main cycle koi b easily chlaa sakta hy mgr bat jb live ki ati hay to mushkil lagta hy
                            • #2984 Collapse

                              hamain trade karny k liye hard work karni ho gi aur koi bi kam asan ya mushkil nai hota hai aur hamain trend ko use kar k hi hum achi trade kar skay gay aur knowldge hasil kar k hum achi trade karein gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2985 Collapse

                                dear na hi trading karna muskil hai aor na hi trading sekhna muskil hai masla ye hai k hum ais ko jab sekhty hai to humy jaldi hoti hai k hum ais kam ko jaldi se start kary aor ais se bahot sara paisa kamye aor aus waja se hum loss kar jaty hai ais market mai k sekhty thik ni hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X