forex risky business hae

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex risky business hae

    g han bohat hi zaida risky business hai agr hum is me dehan se kam nahi kare gy tu hume loss ho sakta hai or hume kabi kabi ya loss bohat hi zaida ho sakta hai hume kabi b zaida risk nahi lena hai hume money management ke sath trade karni hai or sath sath risk to reward wale rules ko b samne rakhna hai phr hum achi trade kar sake gy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex risky business hae

      Bhai jan aapne bilkul hoi sahi kaha k forex aik risky business hai ham ko is main mehnat karna chahiye aor hamen chahye k ham is main ehtiyat se kam kare jis ki waja se ham ko kamyabi mil sakta hain aap humko chahiye k h is mein lalach na kare ham ko is mein kamyabi mil sakta hain wo is mein earning kart skate hain
      • #18 Collapse

        Re: forex risky business hae

        XE Forex 1 risky business hai is Mein Hamein bahut Soch Samajh Kar kaam karna chahiye Agar Hum is main soche samjhe Kar kaam Karenge Tu Hamein nuksan bhi ho sakta hai hamen trade Lagane se pahle market Ko achi trha se analyse Jarur karna chahie Forex Mein kamyabi ke liye Hamein Kafi mehnat ki jarurat hai
        • #19 Collapse

          Re: forex risky business hae

          G han Forex trading bahut hi risky business hai is business Mein Hamein bahut Soch Samajh Kar kaam karna hota hai agar Hum is business Mein Soch Samajh Kar kaam nahi karenge to Hamein nuksan ho sakta hai Forex trading mein bahut jyada logo ki Aadat hai jo loss Karte Hain Hamein loss Se Bachana hai aur profit karna hai
          • #20 Collapse

            Re: forex risky business hae

            G dear is Mein Koi shak nahi ke Forex ek risky business hai lekin Agar Hum Chahen to hum mehnat Karke aur acchi koshish Karke is risk ko apni trading se kam kar sakte hain aur apni trading ko Kamyab banane ki koshish mein Aage Ja sakte hain isliye hamein chahiye ke Forex ko risky business Samajh Kar ChorNe ki bjae is Mein mehnat Karen aur achi kamyabi ko Hasil Karen.
            • #21 Collapse

              Re: forex risky business hae

              Boss aap ki baat belkul durast hai aur forex mien lalach kerna aik bhoot hi buri baat h as lyee ham ko as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee acha ban ker as mien kaam kerna hota
              agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain as mien lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kaam kerna hota h as lyee as mein hamain sirf sada trade kerna hota h
              aur ham ko as mien kamaee kerna hota h jab ham as mien kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien lalach sy pak trade kerna hi behter hota h.
              • #22 Collapse

                Re: forex risky business hae

                اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                Assalamu ALiakum my dear friends forex aik bahut risky business hae ap ne suna to ho ga lakin is ko risky sirf aik metal gold ne bana diya hae is main aik lamhe main hamara account wash bhe ho sakta hae or hamara account double bhe ho sakta hae to hamen is main ehtiyat krne cahiye
                Forex trading 1 bahut jyada risky business hai aur isme race ke liye Bina trading karpana impossible hai lekin Hamein chahi Ke Jab Bhi trading karen to Sambhal risk Le Kabhi Bhi Jyada risk Lekar trading na Karen
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #23 Collapse

                  Re: forex risky business hae

                  g ham logo ko chahye ka ham log is ma soch samaj ka kam kara kyu ka forex iak bhot risky business ha aur is ma ham log jitni mehnaat aur time day gay to hi ham log is ma kamayab ho sakha aur forex iak bhot risky business ha is ma ham logo ko mehnaat sa kam karna chahaye ta ka kamayab ho sakha
                  • #24 Collapse

                    Re: forex risky business hae

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sarfarazahmad پيغام ديکھيے
                    Assalamu ALiakum my dear friends forex aik bahut risky business hae ap ne suna to ho ga lakin is ko risky sirf aik metal gold ne bana diya hae is main aik lamhe main hamara account wash bhe ho sakta hae or hamara account double bhe ho sakta hae to hamen is main ehtiyat krne cahiye
                    Yes sir. forex ki pori market hi Risky hai.agr ap Gbp/Usd. Oil, Usd/Jpy ka jaeza len to apko anadaza ho ga k ye b boht fast move kr k hmary accounts wash kr skty hen. Is ley hmen na sirf Gold blky dosri sb currencies include metals/energy me b Ehtiyat se kam krna chaey. Specially tor pr high impact news k time jyada careful rahna chahey.
                    • #25 Collapse

                      Re: forex risky business hae

                      forex ik boht hi risky business ha aur ham log kabhi be is par bgr risk liya kam nai kar sakhta ha is liya hamay koshish karni chayia ka ham log is par soch samaj kar hi risk laiya ku ka ya ham logo ko bad ma bardashat karna parta ha is liya hamay koshish karni chayia ka ham log trading ka shuru ma kam sa kam risk laiya aur is ka bad hamay chayia ka ham log balnces ko dekta howa hi risk laiya
                      • #26 Collapse

                        Re: forex risky business hae

                        bhai aisa he hai forex aik acha business hone ky saath saath risky bhi bohat hai is men kamyabi hasil krny ky liye jitni mehnat ki zaroorat hoti hai utni he zayada ehtiyaat ki bhi zaroorat hoti hai is liye humen sooch samajh kr he trade open krni chaheye ta ky hum apny account ko safe rakh saken.
                        • #27 Collapse

                          Re: forex risky business hae

                          Risky business Sab business he start Mein risky Lagte Hain Kyunki Hamein unko karne ka andaza nahi hota na hi Hamare Paas Itna achha experience Hota Hai ke hum usko join Karte saath hi kamyabi Hasil karna Shuru kar de Har Kaam K risk ko mehnat aur kamyabi se kam Kiya Ja sakta hai ISI Tarah Forex trading Main Bhi Hum mehnat Aur koshish se risk ko kam kar sakte hain aur apne aap ko Kamyab bana sakte hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: forex risky business hae

                            Dears aj Kal to her Kam risky hota hai but us risk ko clear b kia ja skta hai apni mehnat or experienced ko use kr kay us risk ko hum profit mn convert kr skty hai ise tarha forex trading b risky nahe insan k khud pr depend krta hai agr wo apni effort ko lose kry ga to risky bany ga or loss b ho ga apny mind sy risk ka nikal do sb kuch thek ho jay ga

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X