lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    app jo dono ki bat ki hai wo dono bat hi app ko forex busienss main app ko nukhsan dega so app ko forex busienss amin profit karna hai to app ko dil se lalach ir khuff dono ko hi hatana hai or hammat se forex main business karna hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
      in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff
      lalach se zyada nuqsan hota hai kyun ke zyada lalach ke waja se loss ho jata hai . hum ko sabr ke saath trading open karne chahiye . sub kuch jaldi hasil karne ke kohish me mistake ho jate hai jo loss ke waja hote hai ..
      • #858 Collapse

        Well, I think Khoff zayada nuksaaan ponchta hai, Jab insan ko khouf hota hai to wo Wo sab b kr jata hai, jo ghltiyan us nai honi hoti'n.
         
        • #859 Collapse

          khauf tu ek time main aa k khatam ho jata hai jb insan used ho jata hai kaam ka but agr adat ho lalach ki k pait hi na bhrta ho tu woh nuksan dah cheez hai because hr kam k kuch pros and cons hein means woh un ki limits hote hein so hmein un ko cross nhi krna chahye un ka nuksan yeh hai phir k ate tu kai dollars le k hein forex main but jate phir khali hath hein
          • #860 Collapse

            Yes g ha sir forex me ap ko ek to bat ha k ap is me darty bahot he ha q k is me ap ko loss hota ha our loss sy ap ko forex me trading karna bi nahe chaty ha q k money to har kisi ko he piyari hoty ha to is sy mere kiyal me ap ko dar he ziayda loss kar waty ha.
            • #861 Collapse

              Brother according to my experience lalch zayada nuksan day hai as compare to khoff because khoff mai be insan such samj kar mistake karta hai jab ka lalach mai ham theek kam ko be mistake kar ka totally loss ka samna karty hai so is say hamesha bachna chaheya.
               
              • #862 Collapse

                Well acording me , Scariness zayada nuksan pohanchti hai, is ki waja sa hum wo sab b kr jatay hain jo hum kabi nai kr sktay thya, or akbi kabar yea achw b hota hai, So nothing Is my ans.
                 
                • #863 Collapse

                  dear greeding sa ap kafi zayda loss kar sakta ho kyo ka kafi zayda trader jo is ma new hota ha or trading ko game samajta ha or is ma lalach karta ha or apna sara bonus loss kar data ha is leya un ko chaya ka wo is ko ak business ki tarha he kam karo.
                  • #864 Collapse

                    lalach aur khoff dono hi trade main nuqsan deh hotay hain lihaza agar apko aik acha trader ban na hai to apko lalach aur khoff donon kay darmian ka rasta ikhtiar karna hoga na lalach ki waja say boht ziada aur na khoff ki waja say boht kam
                    • #865 Collapse

                      Bhai sahab dono he negative elements hein kisi bhe trader k liye, dono he nuqsan detay hen, koi kum deta hay tou koi zyada hamen dono per he qabu pana hoga or jab dono nuqsan deh hen tou is bat ka kia faida k konsa zyada nuqsan deh hey.
                      اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                      in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff
                      • #866 Collapse

                        i think the both ,the both the things are the most bad thing ,if we will not trade with the skills and with the confidence then i do not think that we can ever get the success in the forex for the success the confidence is the most important
                           
                        • #867 Collapse

                          dear bhai jan meri kheal se forex me lalach hi zada nuksan deta hai app trade karne wakat lalach karke zada profit karne ki lalach me trade me loss karte hai apko trade karne wakat apni lalach ko control karke trade karna chayee
                          • #868 Collapse

                            good question dear lalach bhut hi nusaan de ha har business ke liye kyu ke ye humre profit ko loss me convert kar deta hai is liye hume jab loss hota hai to aisa hota hai ke hume is qabil bi nai chorta hai ke hum dobare se business start kar sake is liye lallach business ke liye bhut hi bura hai
                            • #869 Collapse

                              greed bohat nuqsan de chee hay . hum greed main zayada profit ki lalich main apna bonus bhi loss kar jatay hain. humain chahye kay lalich na karein or sabar say trade karain ta kay loss kay chances kam or profit kay chances zayada ho jayn. is k ilawa knowledge bhi profit kay liye boht zarori hay.
                              Proud To Be a Pakistani ..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                my point of view insan ny jb bi lalaach ki ha hemasha sharmindgi ka samna krna pera ha or agar os ke dil ma dar ho ga tu wo thora thora kam kry ga tu os ko success ka samna pery ga.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X