lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    Meray kheal main humain lauch zeada nuksan pohnchta hy.Agar hum zeada lauch karein gay to humain zeada nuksan ho ga,so humain tahamal k sath trading krne chaheay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      mai emotions control krna pehla usool hai or Malachi or Hoff don he emotions mai atay hain tw dono kw control karna Rori hai lalch b nuksan i agar success hasil karni ha to greed se dor rehna ho ga kiyu k gredd ek esi cheez ha jo sub hutch loss karwa deta ha .es liye Forex mai greed
      • #888 Collapse

        bhai forex my zyada lalach aur zyada khoff dono he ap ko nuqsan dayti ha. agr ap ko tora fahda ho rha kesi tarad my aur ap lalach my usy nhe naklty ho to wohe tarad ap ko loss my naklni parti ha...
        • #889 Collapse

          Bhai is smain agr ap ko loss ka khof hai to ap ko iss main trade amin los shga agr ap is smain laalach krty ho to ap ko is s mainn loss phr bhi hoga q k iss business ko thandy mind k sath kia jata ha .
          • #890 Collapse

            salam all frands mare kahyel se dosto lalach or kohf dono bht zahda nuqsan dati hain hume kesi be ceez ma bee lalach nhi karni chaye lalach se hume bazoqwat bht nuqsan ho jata hain as lye hume lalach jase ceezo se bachna cahye . . .
            • #891 Collapse

              aap ka suwaal bohat hi dilchasp hai waise to lalach aur khouf dono hi nuqsaan deh hain lakin mere mutabiq lalach ziadaa khatarnaak hai q k khof siraf us waqat tak rehta hai jab tak aap k paas tujarba nahi hotaa
              • #892 Collapse

                laaan ke dil main xiada paixo ki chah barh jaati ha jis ki waaja se woh galat decision le kar hi nuksaan mainn jaata ha lach bohot xiada buri bala ha aur nuksan xiada hota ha q ke nuksan hota hi tab ha jab insan galti karta ha
                • #893 Collapse

                  bhai zia apko lalach ajaye trade main ya phr khoaff nuqsan donoo surat main hi hota hai
                  trader ko chahiye k wo trading confidence k sath kary na lalach kary na hi khoaf kary .
                  • #894 Collapse

                    khoof kabi kabi ap ky lie acha be sabit hota hai khiff hoona chiye forex tarding main but itna be nahe ky ap confuse ho jaye aur tarde he na ker skaiey greed sy be khoof sy he bacha ja skata hai
                     
                    • #895 Collapse

                      main samjhta hon kay is kam main dono hi boht hi ziada nuksan day han is liy ap ko chahiy kay is kam main na ap lalach karo or na hi daro Q kay dar kay agy hi jeet hai
                      • #896 Collapse

                        asslam o alikum dear's yes dear khof ke to koye bat nhe balyk forex ma lalach bohat he zaida nuskan dy chez ha as liye humy forex ma lalach nhe karna chaye as tarha humy loss be hota ha lalach akrny sy.
                        • #897 Collapse

                          mere khayal se lalach ziada nuksan de hai kyn k jitna insaan ko lalch hoga wo jaldi bazi me galat logon se contact kr bethe ga phr wo log us ki information ka galat istemaal kren ge..
                           
                          • #898 Collapse

                            dono hi chizain nuksaas dey haybaghaire lalach karoo gay tu acha acha earn kar saktay hi kisi khof mai rehatay hihi trading karni chahiyay
                             
                            • #899 Collapse

                              lalach ziada nuqsaan day hai aur forex trading main apko kabhe bhe lalch nahi karna chahye q kay trading main lalach bohat bara dushman hai trador ka agar apnay lalch kar liya tou aap kabhe kamyab nahi ho sakty trading main,,,,
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                Jub ke Lalach mostly Traders karte hian jo ke acha kama lete hain lekin mazeed kamaney ki lalach karte hian, islye Mein samajhta hun ke Lalach zyada nuqsaan dah hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X