lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2896 Collapse

    bohat acha sawal ha i think lalach bohat zeyada loss data ha q ka ager hum lalach karta ha hum ko pata hota ha ka ya buri bala ha laken hum per be lalach karta ha leken khoff ma hum ko ak din success ho sakte ha ka hamara khoff khatam ho jata ha esleya hum ko lalach great loss data ha...............
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2897 Collapse

      lalach or khof dano he nuksan de hain q k zrurat sy zada har cheez he nuksan de hoti hai kam koi bhi ho us main greed ko avoid krna chahiye or apny emotions ko jesa k khof ko control mein rkhna chahiye ager ham control nhe krein gy tou hamein loss bhi ho ga jo k tension ki wja bny ga kisi bhi kaam ko krny k laye hamein confidentive hona chahiye or ye tb he hoga jb khof khtm hoga
      • #2898 Collapse

        forex business mein yeh dono hi bohot hi ziada nuqsan deh hein agar aap lalach kartey hein ya khouf ke sath trade kartey hein to phir apki trading decipline break ho jati hey aur aap loss k ilawa aur kuch nahin kar saktey hain.
        https://t.me/pump_upp
        • #2899 Collapse

          mere khyal se lalach krny se zyada loss hota hai ,khoff to phr b secure kaam kr deta hai but lallach to barbaad kr deta hai.akser esa hota hai k hum lalach mai apni investment se bhar kr trade kr detay hain k humain bohat zyada profit ho k jb k esaa nai hota utna hi loss ho jata hai or account wash kraa bethtay hain.
          • #2900 Collapse

            dear fellows mery khyal sy to trading me success ar zada profit hasil krny ky liye insan ko har aik asi cheez sy bachna chaheye jo trading me apka dhyan hataye ar greed mean lalach ar fear mean khoff dono he asi cheezy hy jo apka dhyan trading sy hatati hy lalach me par ky insan mindly weak ho jata hy usy sirf paisy hasil krny ki pari hoti hy ar fear ki wajh sy insan apni investment kho dyny sy drta hy jis ki wajh sy trading py concentrate nhi pata so both r harmfull
            • #2901 Collapse

              Nice point mere khyal main lalach or khof trading main dono hi loss daitay khof hmain agay barhne ni daita jis ki wajah se ya to hum trading kr ni patay or krtay bhi hain to confuse ho kr jis se humara loss hota hy or phir isi losd ko recover krne k lie hum lalach krtay hain or big trades lgatay hain jis se humara mazeed loss hota hy so in this way lalach ir khof dono hi trading k lie dangrrous hain
              • #2902 Collapse

                Brother business main hamaisha bold decisions lainy perty hain aur time bohat matter kerta hai ager hum market main right time pay enter hoty hain to hum bohat earn ker laity hain mager jo log khouf ka shikar hon gay wo kabhi bhi timely decision nahi lay sakty aur lalach to hai hi bura kuch log aik din main ameer hony k chaker main lot size berra laga k apny account ko wash kerwa laity hain.
                • #2903 Collapse

                  2no he nuksan deh hen apko khoof or lalach 2no ko chorhna hoga jb ap lalach krengy tb b ap loss krengy or jb a khoof me hongy tb b to apko chiye lalach se bachen or khoof to hona he nhi chiye kabi b koi business kren to khoof ki zanjeer ko torh k kren agr ap darengy to kabhi b business nhi kr skengy
                  • #2904 Collapse

                    Jahan tak mughe pata hai forex trading mein khoof se zyada lalach nuksan deti hai kiyonke jab ap ek trade lagate hain to jab wo profit pe ja rahi hoti to insan sochta hai k chalo thora or profit a jaye thora or a jaye isi chakar mein bnda apna profit bhe gawa deta hai or loss bhe bardast karna parta hai
                    • #2905 Collapse

                      I think k lalach zeyada nuqsanday hay
                      • #2906 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                        in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff
                        dekhy mer khyal m ap ko jitna lalach se nqsaan huta h woo ap ku khof se nhi huta kio k lalach baar baar ati h aur khof aik baar hi ata hai aur ap apne kaam se khoob wakaf ho jye to ap ko khof nhi rehta lakin lalach zror bar bar ata h kio k lalach m a kr ap apne paise loss bheee kara saktey hei....
                        • #2907 Collapse

                          Is baare mein Ye Batana Chahunga ke laalach Bhi Zyada nuksaan deh hai aur Hoke Bhi Zyada nuksaan deh hai Jab laalach Karenge overtrading Karenge Jiski wajah se bahut loss hota hai lekin Agar acchi skills hone ke bawjud aapke paas confidence nahi hoga aap Khauff Rakho Ge tab bhi aap achche analysis ke bawjud acchi trade nahi laga Sakoge isliye of confident se kaam Karoge Toh acchi trading Hogi
                          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                          Please visit my trading journal from here
                          • #2908 Collapse

                            dear traders mostly traders lalach ki waja se loss kartay hain jo traders greedy hotay haon wo bohat big lots use kartay hain or wo get quick rich kay chakar me hotay hain jis ki waja se un ko bohat zada loss hota ha ya compelete un ka account wash ho jata ha jo traders trading se fear hotay hain wo b loss kartay hain par un ka lots size kam hota ha or wo fear ki waja se beach me hi trading choor detay hain
                            • #2909 Collapse

                              market main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi aur hamain market main hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main greed ko avoid kar k hi hum acha earn kar sakty hain aur hamain market main loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum achi trade karein ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2910 Collapse

                                hamain market main trend ko use kar k hi hum achi trade karein gay aur hamain market main hamain greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain market main is k baryy main analyse kar k hi hum acha earn karny main bi asani ho saky gi aur profit hasil karein gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X