lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #271 Collapse

    dear dono hi bohat zadha nuksan daiti hain greedy or fear . ager ap greedy karoo ga to zadha profit ka liya bhara volume open karo ga or ager ap ki trades lose main chali gai to ap depres ho jow . emotions ko control karna ap na hi ha . kuch lok emotion ko control main nai rakhtain . control karna ka liya un ko small volume use karna chahiya
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #272 Collapse

      g han lallach zida nuqsan de hi kinu k zida lalch jo hiwo sochny samjhny ki slahiet ko mand kar detaa hi jis se k akser ghalt faisly ho jaty haien jo k loss ka bais ban saktaa hi so mere khial m khoof se zida nuqsan de klalch hota hi
      • #273 Collapse

        mere bhaai meri nazar mein to dono chezen hi nuqsan dah hen in mein se dono chezen aapko loss kerwa sakti hein because lalach ager trader krega to vo lalach mein aa ker koi bari trade laga dega to 99 percent loss ke chances ho jate hein or ager khof mein trade krenge to aap apni planning or strategies se satisfy nahi hoongi to aap ka hmada kosh bhi achi trade nahi ker sakenge khof aapko koi skill use kerne hi nahi dega so trader ko greed and khof dono hi se bachna chaiye
        • #274 Collapse

          Lalach,darr or emotions in cheezon ki trading main koi jaga nahin hai.trading main hum apni strategy ko daikh kar kaam karty hain.agar aap strategy ko daikh kar chalty hain to aap ka over all trading ka result positive ho ga.agar ap emotional trading karain gay to aap ko loss ho ga.
           
          • #275 Collapse

            Dono hi aik hi kam karte ay app ko agher lalach zada ho gya tu bhi app ko loss ho ga aur agher app ko apna account ko le kar loss ka risk pada ho jye tu app is se earning nahi kar sakte hay is liye app ko in dono ko khata karne ke liye pni learning aur apni education ko acha karna ho ga aur apne emotion ko control karna ho ag .
             
            • #276 Collapse

              mery khyal ma agr ap forex ma kam karty hai to apko dono ka istamal na karo es sy apko lose bhi ho sakta hao kyu k ap lose hony k dar ma lose kar sakty ho or apko greed bhi nhi karna chaye
               
              • #277 Collapse

                mere liyaaz se lalach zyada nuqsan deta ha bcz lalach m a trader wo trade kar jata ha jo wo ni karna chahta tha par khof use is kaam se mehfoz rakhta ha.........
                • #278 Collapse

                  my dear mery khyal ma ye dono apko lose dety hai es lye apko forex ma trading karty waqt dono ko use nhi karna chaye apko sabar sy kam karanap k lye best hai kyu k forex ma koi kamkarny ma muskil nhi hai
                     
                  • #279 Collapse

                    Brother mere khayal me to lalch hi ziyada nuksan de han kyon ager ham forex me lalch na kare to hame loss ke elawa profit hi hoga han tora hoga lakin ham loss se to bache hi rahen ge.
                    • #280 Collapse

                      yes my dear brother agr ap forex ma trading karty waqt greed karty ho ya ap khoof karty ho k apko lose na ho jaye to apko lose ho jata hai es lye apko apny mind ko fresh kar k trading karni chaye
                       
                      • #281 Collapse

                        greed is more dangerous for you in trading business dear fear is not compatible with greed you can say that you lose your money because of greed and greed creates a desire to earn more and this thing makes your greedy and sometimes when greed is very high in you then fear is works for and save your money and real trading fear is good an bad it use in both case
                        • #282 Collapse

                          Forex main yeh dono hi nuqsan deh hotey hain aur jo koi bhi in dono ke sath trade karta hey woh kabhi bhi forex main kamiyab nhi hosakta hey aur hamen forex main always in dono sey bachna chahiye.
                           
                          • #283 Collapse

                            lalach ziada nuqsan de hai woh is liye ke hum jab achi trading karne lagte hain aur acha profit ane lagata hai to hamare dimag main lalach ajata hai ke bari investment kar ke bara profit gain karlenge lekin isi main hamen mat hojati hai isliye hamen chaye ke trading karte waqt laluch na karen aur jitna profit ara hai uspe shukar ada karen kiun ke shetan to har waqt hamare sath rehta hai hamen behkane ke liye
                            • #284 Collapse

                              Dear greed is more involve in making you face loss because your own investment is not involve in it is greed is more than condense
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #285 Collapse

                                hamain kisi bhi working men lalaach nahi kerni chahye kiom k is se hamain big loss hi hota hai or hamain is men kuch bhi nahi nilta hai is ley hamain pory cofidence se trading kerni chhye jis se hamain zyada emotions ko control kerna hota hai or ham kamyab ho jaty hain.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X