lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    In my opinion lalach ziada nuqsan de hai kiun k jese jese profit barhega hamari lalach aur barhti jaygi aur yehi lalach hamein bara nuqsan bhi desakti hai jab k khouf hamara temporary hota hai jo k kuchh dino me khatam hojata hai aur hum confident hokar trade karte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      forex ma ap ko lalach zyada noksan date ha trader ki koshissh hote ha agr profit ha raha tu wo trade close nai kare ga or zyada profit lene ke lia loss ma chala jaye ga.
      • #168 Collapse

        bhai meri kheal se lalach aur khoff dono hi zada nuksan deta hai par lalach hi sub se nukhsan deta hai kyun k app jab tread se profit karte ho to agar app tab zada se zada tread karke zada profit karna chaye to apko is lalach hi apki loss ka karan ban jata hai
        • #169 Collapse

          g haan forex main ager hum lalach kary gay pher hamin loss ho ga ager hum is main lalach say kam nahi kary gay pher hamin loss nahi ho ga is main loss tab hi hota hai jab hum lalach kart hain is main hamin chahiye k hum lalch nahi kary loss sai bach kar hum apny dreams ko pora kar sakty hain....
          • #170 Collapse

            g maray khaiyal se 2no he nuqsan day hain laikin lalach khof se zayada nuqsan day chez hai.kiun k main khud apna 2 martaba full loss karwa chuka hoon srif lalach ki waja se.khof se admi kuch kama nahe sakta jab k lalach kamaya howa b wapis lay jati hai.
            • #171 Collapse

              forex mein trade k doraan khauf utna nuksaan de nahin jitna laalach hai is ki misaal aisay hai ke ek insan nein kuch currency buy ke uski price thodee see ooper he gayee to us trader nein k price neechay na aa jae woh bech dee is khauf ke waja say us nein kam profit kamaya,jabkeh aisee he situation mein ek aur insaan nein zyaada munafa k laalach mein itnee zyyada der intazaar lkiya pricew aur barhnein ka k asal price say bhee down ho gayee woh currency to laalach ke waja say us nein nuksaan uthaya.
               
              • #172 Collapse

                Khof aur lalach 2no he nuksan deh hain, kyo k agr aap mein khof ho ga to aap market ko sahi tareekay sy learn nahi kr payen gay aur trading mein loss ho ga aur lalach mein b aap sirf honay wali earning k baray mein he sochen gay, lalachi trader short cut wala rasta apnata hay aur phir usko loss hota hay.
                 
                • #173 Collapse

                  i think greed is most dangerous thing while you trade. if you have greed then you can loose all your money within few minutes and its very difficult for people to control it and fear is very easy to control.
                  • #174 Collapse

                    i think lalach ziada nuksaan de cause aap jb lalach me aate ho tou aap apne hosh o hawas me nhn hote and khof pe phr bhe aap control kr skte ho kise trha. tou i think mere khayal se lalach ziada nuksaan de hai. or woh kise ne sahe kaha he k ''Lalach buri bala he''..
                    • #175 Collapse

                      Dear meray khayal say to trading main lalch zayada nuksan data ha agar aap khuf khain gay k yeh trade nhe lani chahiyay yah zayada ki lalach main aap ka khauf mana kray ga lakin lalach kahay ge trade lo agar aap trade lay latay han ho sakta ha aap ki trade phanse jay aur aap ko kafi loss ho jay.to pher aap ko khuf yad ata ha k kash main yeh trade na lata.
                       
                      • #176 Collapse

                        forex tarding main lalic aur khooff dono he achi cheezy nahe hai khoof ager loss ka ho tu per acha hai but greedy tu bohat he zayda loss ke waja banti hai forex tarding main
                        • #177 Collapse

                          Meray khayal meon laalach aur khuf dono he equally nuksaan de hain kyoonkeh laalach bhee sahee timE per faisla nahin kernein deta aur kauf bhee koi faisla timeper nahin kernein deta jiski waja say insaan nuksaan uthata hai
                           
                          • #178 Collapse

                            mery khayl ma laklich zaid nukasvn dehy hayn khoof sa phr b ap loos sa buch jaty hyn kse na kse thra mgr laalchi jtne krn ga utna hi nuksan ho ga ,
                             
                            • #179 Collapse

                              Brother ye question bohat acha pocha hai humari society mein both things are worse lekin lalach ko bohat bura mana jata hai lalach kahin kisam ki hoti hai bazoqat ye achi hoti hai agr agr insan bohat zayda lalach karey tu ulta nuksaan hi hota hai khoaf lalach ke badley kaam nuksaan hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                gee mery bahi jaan forex aik business hai or is mein humy lalalch or khuf dono say bachna chaheay kuen kay ye dono effect hee loss ka sabbab banty hein is leay humy in dono say bachna chaheay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X