lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    in my view greedy is more dangerous than fear in forex trading market so we should be trading in the middle of between two with carefully and not more greedy then we may go into loss so first learn all techniques and strategies of forex market and then invest in it
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      ye bat hum bachpan se suntey a rahey hain or hum ney books main bhi prha hey ke lalach bory bla hey or forex market main lalach bohat noksan deti hey horex business main hum ko zeyda lalch nhi kari chaheye or ek limit ke hisab se kam karna chaheye
      • #93 Collapse

        dear brother agar ap ko apnay hi hard work our apnay hi trade par trust nahi hota hai tu ap only loss hi mil sakta hai our kuch nahi bus ap apnay trade jub open kartay ho tu us ko conform kar k open kar lo tu may nahi manta hon k who loss day our greed tu hai hi loss na name
        • #94 Collapse

          forex Trading main agar app cahty ho k app ko loss nahee ho tu app ko forex main khof nahee karna chayee kiyoo khof app k ley bohat hee nuqsaan dey hain .or forex trading main app ko apni Emotion ko bee control karna hogha .
          • #95 Collapse

            forex me sirf wohi log kamyab hain jo lalach ko ek side pay rakh kar befikar ho kar kaam kartay hain.laalach ek aesa amal hai jo k bray bray khzanay khali kar deta hai lehjaza hame apni greed ki nature pay kabo rakhna chaye phr hamara khof b khatam ho jae ga.
            • #96 Collapse

              ye dono hi bht khatarnak hain jab tak position against hoti ha ap khauf me hote hain or jaise hi profit start hota ha greed tan kerne lagti ha lekin behter planning se or khud pe controll se ap ispe qabo pa sakte hain
               
              • #97 Collapse

                In dono ma sy dono hi chezain forex ma trading k liye nuqsaan dy sabit hoi han ager app lalach kero gy tu zyada profit k chaker ma pehly earn kiya hoa balance b loss ker do k ager khofzada ho jao gy or confidence lose kero gy tu ap ki trade sahi nahi lgy gi jis ma apko buht loss ho sakta ha
                • #98 Collapse

                  janab lalach buht buri chez hy ur is ka khuf tu ur bhi buri chez hy.agar ap apny pas sy comment nhi dety ur copy past krty hyn .tu admin ap ko bahir nikal dyta hy ur earning bhi nhi milti ap ko.is leay thuri earning kar ly behtr hu gi.
                  • #99 Collapse

                    Brother forex mai hame lalach jo hai kaafi jyada mushkil main daal sakta hai aapne dekha hoga ki greed k baare main kitne topic good trader jo hai hamesha kahi na khai post karte rehte ya video per batate rehte hai hame is greed problem sai hamesha dur hi rehna chahiye
                    • #100 Collapse

                      Meray kheal key humain lauch zeada nuksan pohnchta hy. Agar hum zeada lauch karein gay to help humain zeada nuksan ho ga, and so humain tahamal ok sath dealing krne chaheay.
                      • #101 Collapse

                        Lalach Aur Khouf Dono Harmful hain. Agr Trading me lalach ki jaye To sometimes Ap ko loss ho skta ha Aur agr kismat achi hui to profit to hoga hi.But Greedy Person k pas kch nhi hota. So i think k lalach zyada harmful ho jati h. Jb k khouf agr ho to Insan kbhi qadam soch smjh k uthata h. bt lalach me sb kam galat hi hotey hen. Jb k khouf Me sb kam achay hi hotay h.
                        • #102 Collapse

                          Lalach aur khauf duno sucess k dushman hain q k in duno se insan bound hojata hai lalach se sub kuch jaldi hasil karney ki chakkar ghalat kam kar jata hai. forex mai emotions control krna pehla usool hai or lalach or khof dono he emotions mai atay hain tw dono kw control karna zrori hai lalch b nuksan deta hai or khof b
                          • #103 Collapse

                            Jitna mujhe forex trading ka demo experience hai us hisab sai to mujhe lagta hai ki hame greed kaafi problem deti hai trading karne main fear to hame tabhi hota hai jab hamne koi mistake forex trading karte time kar di ho lekin greed ka kabhi koi pata nhi chlta trader ko kab afffect kar de
                            • #104 Collapse

                              forex mai emotions hold krna pehla usool hai or lalach or khof dono he emotions mai atay hain .es liye business mai puritanical mart analysis improve cahey and avaritia se kam nai river chaey jitna b vantage ho jae thek ha. so necessity control yourself for this performing.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                bhai pehli bat ap forex kar rahey to full confidence sa karo kisi dar ki waja sa forex ni karo.over confidence hoga to apko nuqsan hi hoga.lalach sa bohut ziada nuqsan hota h.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X