lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1636 Collapse

    dear in view greedy and fear both are harmful in our forex trading business so time we get reasonable profit from our trading but carry it for get more profit then any trade against us we my go into loss if we not greed then we become in profit some time we do not open our trade due to fear and not earn profit in forex trading
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1637 Collapse

      bhai jaan mein samjta hoon k dono pe insaan ka koi b control nahi hai or jahaan tak control ki baat hai to ap lalach pe to control kr sakte ho or khoof pe nahi bahar haal mein samjta hoon lalach buht hi burri cheez hai khof se b
      • #1638 Collapse

        dear yeh 2 nu chezu sy hum loss kr skty haines leyeh hmy chahiyeh k dihan sy trade kry tub e kamyab ho skty hain es leyeh hmy chahiyeh k soch smj k trade jry tub e kamyab ho skty hain es keyeh hmy chahiyeh k dihan sy trade kry
        • #1639 Collapse

          mary bhai Lalach aur khauf duno sucess k dushman hain q k in duno se insan bound hojata hai lalach se sub kuch jaldi hasil karney ki chakkar ghalat kam kar jata hai jub key khauff ki waja se insan himmat he ni karta to duno mai trading karna na mumkion hojata hai
          • #1640 Collapse

            mery khiyal me lalach zyada nuksan deta hai kun k jb aap lalach krty hai to thory profit se bhi hath dho bethty hain or khoff sirf jb tak aap strat me hon tb tak hota hai or jasy hi aap ko forex ki samejh aati hai aap ka khoff dor ho jata hai
            • #1641 Collapse

              Lalach aur khauf duno sucess k dushman hain q k with duno se insan bound hojata hai lalach se sub kuch jaldi hasil karney ki chakkar ghalat kam kar jata hai jub press button khauff ki waja se insan himmat he ni karta to be able to duno mai trading karna na mumkion hojata hai
              • #1642 Collapse

                dear app jab bhi tarde lgain na he ap k mind main lalch hona chaheay aur na he dar hona chaheay app apny mind ko bilkul belnce rakh k tarde karin tu app ki trade profit main jay gee jab app lalch kar laty hain ya dar jaty hai tu ap upset ho jaty hain jis say ap achi tarde nahi kar skaty.
                • #1643 Collapse

                  yes dear bro Greedy zayada loss able han or agr ham is man working or profit gain krna chahty han to us k liye ham ko isy must avoid krna hoga phir hi ham is man working or profit gain krskty han otherwise ham kuch bi nai krskty.
                  • #1644 Collapse

                    forex mein emotions control kerna pehla usool hai or lalach or khauf dono he emotions mein atae hain to dono ko control kerna zaroori hai lalach bhi nuksan deta hai or khauf bhi
                    • #1645 Collapse

                      i think bhai sub se ziada nuqsan humein lalach deta hai or khof to bat ki bat hai jab humne order laga dia hota hai so wese to dono hi humein nuqsan dety hain but i think humein khof se darna nahi chaiye
                      • #1646 Collapse

                        dear forex risky business hain is main los or profit hita rehta hain or forex business main lalach or khoaf dono hi bohat zayda nukasn dey hain traders k lia q k in say tradr ko losss ho sakta hain is lia usey relex ho kam karna chaihey ta k km saym loss hi paey
                        Messi Rajput :)
                        • #1647 Collapse

                          Pak form student k lye bhe ttheek ha per is ko join kerny sey lye bhet achi website ha jis sey earning bhe ho skti ha. wao good. aik new tajrby k lye ha jis ka traders ko fyda ha. ager hum practice na kreen or demo ko bilkul hath na lagyeen to koe fyda nahee
                          • #1648 Collapse

                            greed and fear both are harmful in our forex trading business so time we get reasonable profit from our trading but carry it for get more profit then any trade against us we my go into loss if we not greed then we become in profit some time we do not open our trade due to fear and not earn profit in forex trading
                            • #1649 Collapse

                              meray khayal say lalach zayada nuqsan deh hay kyu kay agar aap forex may lalach kartay ho our zyada profit kamanay ki koshish kartay ho to market aap ke mukhalif jale jati hay our aap ka loss ho jata hay.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1650 Collapse

                                Assalam o alaikum.dear dono he boht aahem hain but aaj kal k ensanoun may khoof tu bohat he km hai or paysa kamany ki lalach oa her kam may aagay barny ki lach bohat zayada hai jb k lalach tu bohat buri cheez hai oa arar dil may allah ka khoof ho tu lalach b khud ba khud khatam ho jae.......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X