lalach zyada nuksan de han ya khoff zyada nuksan de ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    lalch sy hmain bohat nuksan hota hai , khof bus hmain aik bar hota hai k agar hmain loss hogya to bohat ziada hojaye ga eslye hmain khof k begair kaam krna hai , or lalch sy hat k to bohat profit hoga hmain es busiuness mai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      SALAM DOSTO,jab ap lalach kary gy to khud h apko loss hony ka khof ho ga or khof asi cheez ha agar kamzor dil insan ko daraya jaye to khof sa h mar jaye ga.
         
      • #918 Collapse

        according to me i think that it is a good business and we must avoid both things.trade mai 2 cheze loss karwati ain ek greed and dosara lack of market knowledge.es liye trade mai proper market analysis hone cahey and greed se kam nai lena chaey jitna b profit ho jae thek ha.
        • #919 Collapse

          Bhai Pehle To Yeh Btao Kay Sawal Forex Kay Liye Hai Ya Phir Haqiqi Duniya Kay Liye Hai? Barhal Forex Main Lallach Karogay To Apka Hi Ziada Nuqsaan Hoga Islye Better Yeh Hai Kay Balance Kay Sath Work Krain.
          • #920 Collapse

            lalch mairi nazar main zayda nuksan dy khof to galti hoti hai lkn lalach apko galti karny py majbur karti hai zayda profit ki bajaye loss main ap ajaty ho khof to galti kara dyta hai lkn in dono main nuksan hota hai loss ka sabab bunta hai
            • #921 Collapse

              mara khala sa forex trading ka jo ma laccha k sa zayadda khofa zayada noqusan da q ka is khaaf sa ham ka naqusan ho jaya ga loss ka bays bin sakata ha
              • #922 Collapse

                in view greedy and fear both are harmful in our forex trading business so time we get reasonable profit from our trading but carry it for get more profit then any trade against us we my go into loss if we not greed then we become in profit some time we do not open our trade due to fear and not earn profit in forex trading,,Greed is more involve in making you face loss because your own investment is not involve in it so greed is more than cowardliness.
                • #923 Collapse

                  Mere khayal sy jo bhi kaam pehly pehly start kiya jaye tu thora mushkil lagta hai issi tarah forex bhi start main difficult hota hai lekin jaise jaise hum iss main work karty hain waqt kay sath sath hamara experence zyada hota hai aur hum iss main expert banty hain.
                  • #924 Collapse

                    Khof or laluch ko agr compare kiya jae tu maerey khyal mai laluch bhut dangrous hy kyun k ic ki wja sey hum loss ker daetey hyn or khoof ki waja sey hum loss kam keretey hyn
                     
                    • #925 Collapse

                      es main laluch mare samjta hon k oht nuksan data haai so mare khayal main app ko es main ye sochna hoga ka pp ko es main planing kar hogetu app es main successful aur ache trader ban skte ho aurapp koes main kamayabi hasilhge
                       
                      • #926 Collapse

                        forex per kaam karney main na to lalach ki koi zarorat hai or nahi hi ham khuf say kaam kar saktey hain is main sirf ham soch samajh kar hi kaam karen to acha hai .
                        • #927 Collapse

                          Meray kheal main humain lauch zeada nuksan pohnchta hy.Agar hum zeada lauch karein gay to humain zeada nuksan ho ga,so humain tahamal k sath
                          • #928 Collapse

                            gee bhai forex busineess me lalach bohat nuksan de hy greed krny se hmy joo profit hootaa hy woo profit be nae mltaa greed krny se saraa profit khatam hoo jataa hy es lye forex busineess me greed khof se zidaa nuksan de hy
                            • #929 Collapse

                              me i thik lalach ziada nuksaan de skti ha g is forex businuss me ak trader agr lalach rakhta ha to wo is me loss kr skta ha is lie cool minded ho k trade krni chahye forex me is lie is me lalach
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                obviously lalach zyada nuqsan deti hai.ap forex men agar ek din earn kr lety hen tu ap ko next day zyada earning ki lalach nh krni chahye,ye na ho k ap next day he apna tmam credit haar jao,or khoff bhi nh hona chahye because ap ne is men apni pocket sy tu kuch invest nh kia na.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X