Aaj main ap logon ko batana chahta hon ke gold nay h4 ka trend toda jis ka matlab hai ke yeah apni next support tak jaye gha jou ke 1490 hai agar market usko todti hai tou yeah kafi zyada ghir sakta hai ho sakta hai yeah 1360.00 tak bhi chala jaye . Ap log iss baray main keya kehtay hain??
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим