Forex market main kaam karty waqt ,trade ko manage karna ik boohat ehm skill hai or ye cheez kamyaab hoony k liey lazmi hai.
aksar main nay ye cheez observe ki hai k hum profit wali trades ko boohat he jald close kar daity hain or loss wali trades ko sl tak chalny daity hain ya kabhi kabhi to sl b move kar daity hain.
Trade management boohat eham cheez hai.
especially profit wali trades k liey at least 2 ya 3 tp target set karain or trade ko in levels par pohanch kar partially close karty jayein.jab trade kuch pips k profit main aa jaey to stop loss ko break even par move kar k market ki move ka wait karain or kabhi bhi jald bazi na karain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим