Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

    g bilkul is bat me koi shaq nahi hai k losses ko accept karne se hi achi learning hoti hai or us se achi earning hoti hai so agar ap ko kabi koi loss ho to ap ko tension nahi leni chahiye ku k loss to zindagi ka hisa hota hai is liye ap ko chahiye k ap achi se achi earning karne k liye mehnat kare ta k agar ap ko loss ho to ap apne loss ko recover kar sake or loss ko recover karne k liye ap ko achi earning karne ki zarurat hoti hai so ap ko achi earning karni k liye losses se bi learning karni chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

      Gee dear forex user ap na theak kha ha k agr hum ko gorex ma kamyab hina ha to hum ko gorex ma aik achi larning ki zroort ha to fizekalu learning aim side par lakin jo learning hum konforex ma loss par milta ha es hum ko hum learning jo mily gu wo hmay expert bnati ha.
      • #18 Collapse

        Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

        Dear member aapne bilkul right ka hai Pakistan Forex main wahi Kamyab hota hai jo Apne loss ko accept karta hai aur BIOS bilkul bhi nahin Hota Kyunki wala score is accept karta hai ki wo Apne weakness ko control karne ke liye Jyada Se Jyada mehnat karta hai aur fir se hua Galti Nahin dohrata Jiski wajah se uska account was Hua Hai Is Tarah wo achha trader ban jata hai
        • #19 Collapse

          Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

          no doubt k loss ko accept karne se hi learning ho jati hai lakin us k liye hume apni mistake ko search karna hota hai jis ki waja se hume loss huwa hota hai so agar hum us mistake ko note kar k learning kare gey to hi hume faida hasil ho ga nahi to agar hum lakh dafa bi loss karwa le to hume us ka koi faida nahi ho ga so hum sub ko chahiye k hum loss hone ka reason search kare or phir jo mistake nazar ya us se lesson hasil kare.
          • #20 Collapse

            Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

            Dear friend agar aap forex mn mehnat ni Karen ga r is ko time ni den ga to is sa ap ko loss ho ga r agar ainda aap na loss sa Bachna ha to is ka lia zroori ha ka aap ziada sa ziada learning karen
            • #21 Collapse

              Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

              Je apki bat bilkul sahe hai agr loss hony k bad ham forex ko chor dy to kese earning ho gi ye loss tb he profit ma convert hota hai jb ham loss hony k bad himmat sy loss ko accept kay or mehnat sy sy loss ko profit ma convert kar lyn
              • #22 Collapse

                Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

                G han bilkul loss ko accept karny sa he ham achi learning kar sakty han kuka loss hamara teacher ha hamy loss sa learn karna chahiya jab hamy loss ho raha ho to hamy pryshan nahi hona chahiya balky hamy ya dakhna chahiya ka hamy kis vja sa loss huva ha or hamy agy kin cheezo sa bachna ho ga hamy loss ko he apna profit ma add karna chahiya
                • #23 Collapse

                  Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

                  Kya bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Hamein loss ko accept karne se hi learning ho sakti hai agar Hum Log Se Dur bhagaye Ayenge to Hamein kabhi bhi learnung hasil Nahin ho sakti hai
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

                    G haan dost aap ne theek baat ki he hamen loss ko accept kerna chahiye or loss se hi hamari learning ho sakti he agar hum log loss ko sahi tarah se analyse kare or apni hone wali mistakes per control ker len to hum forex trading me bilkul kamyab ho sakte he, forex trading ka kaam mushkil zaroor he lekin na mumkin nahi he or mehnat ker k her mushkil ko aasan kia ja sakta he.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X