Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay
    Agar trading me loss ko accept na kia jaye aur esy trades jo loss me hoty hey es ko close na kar key account wash karny key ley hold raka jaye to esy traders kabi be traders ki learning nahi kar sakty hey, traders ki learning tab hi possible hay jab traders loss ko accept kar leya karen gey es ka faida ye ho ga key traders loss waly traders me se learning ki koshish kar leya karen gey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

    G bilkul ap ki bat theek hay aur Naina p.ki bat se agree karti hun k haha hum apni trades main profit ko accept karte Hain waha humain loss ko bhi accept karna chaiay tab hi hum success hasil Kar sakte Hain kiu k ye aik aesa business hay jis main humain profit aur loss dono ko face karna hota hay is liay is main wohi log kamiab ho pate Hain Jo k profit aur loss dono ko accept karte hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

      Assalamu Alaikum Dosto Forex trading Mein kaam karte hue aap ko chahiye kya Jyada Se Jyada mehnat Karen Soch Samajh Kar trade Karen Agar aapko loss ho jata hai to aap Pareshan Na Ho Aur Apna mural hai rakhen apne aap ko motivate Karen Kyunki mistake se he lost Se Hi aapko learning hoti hai aapka mural hi Hona chahie aapki learning hi Honi chahie Na Lage Hasil Karen Jyada Se Jyada mehnat Karen tar ke aap ek accha trade Karke Ek accha profit Haasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

        G Han dear losses to Har business ka hissa hoty hain Agar Hum apny losses ko accept krna seekh Lyn to hum ache kamyabi hasil kr sakty hain aur khud ko asaani se aik kamyab trader bna sakty hain kyun KY kamyabi siraf mehnat se he nahi balky mehnat KY sath sath sabar se bhi milti Hai agar Hum sabar se kaam nahi Lyn ge to humen nakami ka samna ho sakta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

          Aslam O Alaikum Dosto Forex Trading me sab se pehle humare zehen issi baat ke liye tiyaar Rakhen ke Loss Humare Business ka ek ehem part hai jo bar bar hume haranay ki koshish karega but hum loss ko accept karkay agay barhege Ku ke Hum Iss Loss ko hum harayege to jeet ko jetege na dosto Loss ko accepts karo or phir succes ayegi
          • #6 Collapse

            Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

            ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Hai Hamein ismein learning karna hoga Agar Hamesha Mein sabse pahle learning Karenge to Fir Hum isme adnoc bhi kar Payenge sabse pahle learning Jaruri hota hai agar Hum usko 6 Sakenge to Fir Hum iss mein aasani se profile bhi Kama sakte hain isliye Hamesha he ki hum isme mehnat Karen
            • #7 Collapse

              Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

              Loss KO accept kerna hi samjdari ha humain ye bat zehn main rakhni chahiay ke loss aur profit dono hamare business me ahm juz han business main ya to humain profit hasil hota ha ya pir loss profit hone per hum jis terha khush hote han isi terha loss hone per humain zeyada diaheart nai hona chahaiy me him disheart ho ker apna trade karma khi chor dain is no accept ker lena chahaiy tab hi hum kamyabi ki terf berh sakte han
              • #8 Collapse

                Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

                g han dear friend main ap se agree karta hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex main har member ko forex main loss bhe hota hae or profit bhe hota hae lakin loss se bhe aik member ko faida hota hae use usko loss hone ke waja pata chal jata hae to obviously is se bhe hamare learning hote hae
                • #9 Collapse

                  Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

                  Forex main hamein apne loss ko ignore nahi karna chahiye jis ki wajah se forex main hamein dobara loss ho sakta hai is liye forex main hamein apne loss se learn karna chahiye our apne hosle ko increae kar k forex main work karna chahiye our apni mehnat ko jari rakh k work karen jis se forex main hum kamyab ho sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    Agar trading me loss ko accept na kia jaye aur esy trades jo loss me hoty hey es ko close na kar key account wash karny key ley hold raka jaye to esy traders kabi be traders ki learning nahi kar sakty hey, traders ki learning tab hi possible hay jab traders loss ko accept kar leya karen gey es ka faida ye ho ga key traders loss waly traders me se learning ki koshish kar leya karen gey.
                    Assam Alaikum loss Ek Aisi cheez hai jo Har Kisi Insan ko Pareshan karti hai aur Agar Hame loss ho jata hai to Hamein Jyada Pareshan Nahi Hona chahie Bangalore uski reason ko Talash karna chahiye aur uski correction Karni chahi
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

                      G han brother ap thek kah rahay hain, jab kisi trader ko loss hota hay aur woh loss ko accept kar k apni trade close karta hay aur us loss ki reasons ko talash karta hay to us ki bahut zayada learning ho jati hay but agar woh loss ko accept na karta to us ka account wash ho jata aur us ki learning bi na hoti.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

                        g ham logo ko is ma loss ho jay to ham logo ko is ma market ko close nahi karna chahaye is sa ham logo ko learning nahi hoti ha ham logo ko chahye ka ham logo ko jab bi is ma loss ho ham log is ma loss ko accept karna chahye aur is ka saath saath ham logo ko loss ma sa leraning bi karni chahye ta ka ham logo ko pata chal sakha ka ham logo ko is ma loss kiyu howa ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

                          G bilkul loss forex trading ka part ha aur apko kabhi na kabhi loss ho he Jaye ga is liye loss ko accept karna zaroori ha bohat se log loss ko accept nahi karte aur mehnat karna chor dete ha loss ko accept na karne se koi fayida nahi apko loss ko accept Kare aur loss se learn karne ki kushish Kare loss se ap bohat kuch sekh sakte ha loss apko wo kuch sekha sakta ha Jo profit nahi sekhata
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

                            forex par ham logo ko loss aur profit dono hota ha mgr boht sara trader forex par loss hona par tension ma aya jata ha aur is ko ka blame forex ko hi data ha mgr ham logo ko chayia ka ham log ko agr loss hoga ha to ham log is ko accept karya aur is loss ko recover karna ki koshish karya jab ham log is loss ko recover karna ki koshish karta ha ham log is sa boht hi zada learning kar sakhta ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss ko accept karny se hi learning ho sakti hay

                              Alsallamoalikum good afternoon everybody!
                              Umeed hy ap sab khaireyat sy hon gy g bhai apki baat theek hy m agree hon apki baat sy agr haminnloss aaata hy haimin iss loss ko accept krny sy he kch mela sakta hy uss sy ham learn kr sakty hain mazerd apny apko theek kr sakty hain or more knowledge gainkr sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X