Dear dosto assalamualaikum forex Mai mukhtalif qisam ke trader hotay Hain koye short term trading karta hai to koye long term trading karta hai Mai khud day trader hon aur wo ISS waja say kiun Kai mairay pas time kafi hota hai Mai market ko day trading ke lye daily analyse karkai trade Kar sakta hon.
App kis type ke trader hai aur kiun app iss mathod pe trading kartay hai?
Har trader jawab dai takay new logo ko kuch pata chal jay ISS baray Mai.
App kis type ke trader hai aur kiun app iss mathod pe trading kartay hai?
Har trader jawab dai takay new logo ko kuch pata chal jay ISS baray Mai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим