Loss honay par zayada learning hoti hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

    g ha bilkul aapki baat thek hain loss hone py humhain ziyda learning hasil ho jati hain loss ziyda hota hain tu hum us merket main ziyda learning start kar dete hain qk daar hota hain humhain k kahi or pair main b asi tara mistake kar de asa kabi nhe hota hain earning karna hain tu humhain bhot he dehan say kaam karna hota earning k liye humhain lot of hard work ki zarorat hoti hain earning k liye lot of hard wrok ki b zarorat hoti hain jis k bad ziyda learning hain wahi kamyab hain or apne loss say mistak ko khatam kar skte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

      Haan bilkul Baat hai ISI Tarah hai ki Jab Hamein loss hota hai to Hame pata chal jata hai use chij ko Ham seekh Jate Hain k loss kese howa aur kis wajah se hua hai hi aur Hamari is Mein mistake kya hai Hi Tu Galti hone se Insaan seekhta hai koi bhi Kaam Ho Jab usme Galti hoti hai aur nuksan hota hai tu Bande Ko Pata Chalta Hai Ki usne galti ki hai ISI Tarah Forex Main Bhi Jab trader loss Karte Hain baad mein pata chalta hai ki hum ne is Jagah mistake ki hai aur dobara wo Galti Nahin Karte use chij ko Sikh Jaate hai our mustakes k bad bade trader bante hian
      • #18 Collapse

        Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

        اصل پيغام ارسال کردہ از: udnan پيغام ديکھيے
        G han friends, agar kisi trader ko profit earn hota rahay to woh learning par zayada focus nai deta but jab loss hota hay to learning par zayada say zayada focus deta hay ta kah usay future main loss na ho sakay.
        Yes sir jab hmari koi skill weak ho to hmen loss ho skta hai. aesi surat me hmen chaye k hm apne skill or knowledge ko mazeed behtar bna len or jyada se jyad learning krty heoy apni mistake ko tlash kren. Taky hmen dobara loss na ho or hm Profit bnany k qabil b ho saken. "Increase your learning for reduce your losses successfully".
        • #19 Collapse

          Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

          forex pay hume profit itni learning nahi deta hai jitna k loss hume learning deta hai loss ki waja se humari learning main b bahoot izafa hota hai kyu k agr hume profit hota hai to hum learning ki tarf nahi jaty hain bal k humry pass jo learning hoti hai us k mutabiq he kam karty hain aur jab hume loss hota hai to hum learning ki tarf jaty hain aur mistakes find karty hain jis se humari learning increase ho jaati hai.
          • #20 Collapse

            Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

            Ji han loss hony par zadaya learning krni chayey. lekin aaj kal trader ko jab bhot zada earning ho jati hai jab wo bhot profit gain kr leta hai to smjhta hai ky wo successs ho gya lekin aysa nhi hai usy chahye wo kbhi bhi learning ko na chory . every time learning krta rhy ta ky wo hmesha profit gain krta rhay aur mistake se bcha rhy. agr mistake ho jae to apni mistake pr learning kry . mistake usy mazeed experience good bnay ge.
             
            First LEARN Then You Can Remove The "L"
            • #21 Collapse

              Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

              Asslamo alikom agar kisi trader ko profit earn hota rahay to woh learning par zayada focus nai deta but jab loss hota hay to learning par zayada say zayada focus deta hay Baat bilkul theek hai gaja Jab ham trading Karte Hain Tu Hamein yeah to loss hota hai kya profit Hota Hai agar Humko loss AJ to use ham score learning Hamari thik hoti hai is ham market ko bhi samajh sakte hain thanks you
              • #22 Collapse

                Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

                G ha sahi bat share ki he app ne friend k loss hone per zayada learning hoti he us is lei k humain loss hone per apne galtion ka pata chal jata he k hum ne kaha kaha galti ki he jis ki waja se humain loss howa he per hum is galti to improve ker te he
                • #23 Collapse

                  Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

                  G han loss hame wo kuch sekha sakta ha jo profit nahi sekha sakta hame loss se mayoos nahi hona chahiye business me loss har kisi ko ho jata ha lekin kamiyab traders apny loss se learn karte ha kamiyab traders apny ki gaye mistakes se learn karte ha agar ap loss se learn nahi karto ge to apko kamiyabi bhi nahi mile gy kamiyabi trader banana chahte ho to loss se learn karo
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

                    ji han losss hony par zayada learning hoti hai agr wo ayk good aur fresh mind trader ho tab . aaj kal ky trader loss hony par again tuky par order lga bethty hain ya fir wo apna gusa nikalna shukru kr dety hain market se fight krna churu kar dety hain. to is tra wo kabhi bhi kamiyab nhi ho skty. un ko chaye fresh mind ka istamal krty howy kam kryn agr loss ho jata hai to loss pr learning kryn knowldge hasil kryn .
                     
                    First LEARN Then You Can Remove The "L"
                    • #25 Collapse

                      Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

                      G dears bilkul insaan tab he learn karta ha jab vo koi galti karta ha kuka insaan galti kar ka he sekhta ha or us galti ko duabara revise nahi karta ah or usy pta hota ha ka ya galat kaam ha or vo junior ko be is ka baty ma btata ha or ham jab tak pakistan forex forum ma galti nahi karty tab tak ham itni jaldi learn nahibkar saky ga kuka ya boooht he achi forex ha or ham is par galtia kar ka he Lear karty han
                      • #26 Collapse

                        Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

                        G bhai loss apny par zeyafa learning hoti hy mgr koi koi learning ko aazab samjhty hain jab loss aajy to on k leye or kch ni hota sewaye rony dhony emoshnal hony k mgr woh is ko aik aalihdah soch sy ni dekhty keh iss sy gamin zeyada mehnat ka sabaq mel raha hy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

                          G haan brother aap ne theek keha he k jab kissi trader ko loss hota he to wo trader us loss se achi learning haasil kerta he hamen apne loss ko ignore nahi kerna chahiye, or jin mistakes ki waja se loss ho to un mistakes ko bhi ignore nahi kerna chahiye un se learn kerna chahiye or un mistakes ko repeat nahi kerna chahiye.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X