Loss honay par zayada learning hoti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss honay par zayada learning hoti hay
    G han friends, agar kisi trader ko profit earn hota rahay to woh learning par zayada focus nai deta but jab loss hota hay to learning par zayada say zayada focus deta hay ta kah usay future main loss na ho sakay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

    Assalamu Alaikum ke bhajan Ki Baat bilkul theek hai gaja Jab ham trading Karte Hain Tu Hamein yeah to loss hota hai kya profit Hota Hai agar Humko loss AJ to use ham score learning Hamari thik hoti hai is ham market ko bhi samajh sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

      Salaam Alaikum dear friend ya band bilkul theek hai ki last hone par Jyada learning hoti hai Kyunki Jab Kisi Aadmi ko loss Aata Hai tu Hua Apna account to kara banane ke liye is Main Aur Bhi Jyada banana padta hai Agar dost Baje to Hamein Baat Nahin Karni chahi
      • #4 Collapse

        Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

        Je ap ny sahe kaha loss hony py jb ham ye sochtyn hai k loss kiu howa or eski katm karny k lae ham mazeed sesrching karty hai or apny seniors ki help lytn hai to ham or bhot kuch sekh jaty hai es lae loss hony py pareshan ni hona chahe bilky himmat sy or learing sy eska mukabla karna chahe
        • #5 Collapse

          Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

          ji han bhai jaan ap ny bht achi bat share ki hy ma ap ki bat se agree karta hun or itna he kehna chahata hun ky agr humy hamesha proift he hota rahy to hum zayada learning ki trah tawajha nhi daty hain or jb humy kbhi loss ka samna karna parta hy to hum apne mistake se sabaq seekhty hain or es ko remove karny ky liye learn karty hian wo kehty hain na failure is pellar of success es liye loss any pr humry learning mn izafa hota hy thanks
          • #6 Collapse

            Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

            Je haan jab loss hota hay learning zyada hoti hay aik trader ko samajh ajati hay kay loss kyun huwa loss ki wajah wo mazeed improvement ki try karta hay esliye huay zyada learning hojati hay mistakes karnay pe loose karnay pe esliye kaha jata hay kay aap ko loss se kabhi nahi ghabrana chahye loss trading ka hissa hay.
            • #7 Collapse

              Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

              Esa wo karte hen jin ka loss thora hua ho or wo jimat wale hon.jo log chote dill k hote hen wo loss hone par zeada mehnat krne ki bajae forex trading ko bura bhala keh kar trading chor dete hen.es liye seekhne k liye loss zaruri nhn balke himat or motivation zaruri he es se har ko trader ban sakta he.
              • #8 Collapse

                Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

                Forex mai loss honey key bad trader ko apney loss ko recover krna hai tou wo es market mai planning sey behatr krey. Kyu k jis ki planning behatr ho gy tou es ki earning bhe zada ho gy. Trader ki planning behatr ho gy tou trader ki earning bhe zada ho gy.
                • #9 Collapse

                  Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

                  Loss and profit is the part of business aur mein samjhta hun keh hum is business mein jitna bhi loss kartey hein is se bhi hamen aik kisam ka experience hasil hota hey kioun keh loss ko accept karna hi aik achey traders ki nishani hoti hey aur hum jitna bhi ziada loss ko accept kartey hein utna hi ziada is mein kamiyab hotey hein yehi wajha he keh hamen always loss ko accept karke hi trade kartey rehna chahiye.
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

                    Dear friend jb app forex business mn trading kaa Duran app ko jb app ko zaida malumat na hona ke waja sa teared mn losses hona suroo ho jata han app in losses ke waja sa app ko zaida learning hasil hoti ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

                      Loss sy humain iss main bhot kuch sekna ko mil jata hain or humesha kamiyaab trade iss main losss sy sabak hasil karta hain thky woh iss main achi learning kar sakiye humain agr achi learning karni hain toh humain demo k saat saat forex pak per be kam karna ho ga thky humera loss be kam sy kam ho sakiye or humain khoish karni chaiye k hum iss main learning k process ko real account k saat continue rakiye thky humain iss main achi earning ho sakiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

                        G Han dear aisa he Hai jab bhi humen loss hota Hai to hum apni mehnat ko mazeed barha dyty hain aur khud ko kamyab bnane ki poori koshish krty hain losses hmare liye ache teachers hoty hain jo humen mehnat krny KY kabil bnaty Hain aur humen is kabil bnaty Hain ky hum apny losses se seekh kr he unhen kam kren aur sath sath unhen recover krny ki bhi koshish kren ta ky ache kamyabi hasil ki ja sake.
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

                          g hn loss any par hmari learning hoti hy hmen pata cahlta h keh hmari kaise mistakes sy loss howa hy aur hm kon si mistakes sy loss lety hn aur hm us ko sudharen apni mistakes ko clear kren samjhin loss aisy tu nh ata hari koi mistakes hoti hn jes ki wajh sy hm loss let hn agar hm loss sy learning karna cahin tu bahot kuch learn kar sakty hn
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

                            Aik acha trader wohi hota ha jo mistake kerney pe samjhta ha ap ne theek kaha loss krk sekha jata ha loss ki wajah dekhi jati ha islye loss ki wajah se zyada learning hojati ha lkain learning bhi to ossi ki hogi jes ne well try kea learning se sekhnay samjhnay ki khod se kohish ki tabhi wo sekh jay ga samajh jey ga.
                            :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss honay par zayada learning hoti hay

                              G apnay bilkul sahi kaha oar main apki bat say mukammal itefaq karta hon ke loss honay ke bad banday zyada achay triqay say sekhta hai oar uski learning zyada hoti hai que ic chez say humein tajruba hasil hota hai oar market ko samjhany ka moka milta hai ic leye humein loss pay dilbardashta honay ke bjaye zyada say zyada sekhna chahye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X