Emotion Par Control

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Emotion Par Control

    Y Haan Bhai Haan apne sahi kaha ha ktrade ko open karen se pehle is mein humk apne emition ar control karbna chahye pher vja kar hum is mein profit hasil kars kate hain aur humko is mein achi tarah se earning kars kate haina ur is mein humko mehnat se kam karna chahye aur trade open karte hi hum apne ap par beqabo ho jate haina ur is mein hum loss he got ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Emotion Par Control

      lachlach Insan ko haymsha nuqsan daita hy Forex Trading main samndar ki lahron ki tarh hi ups and down hota hy agr lahron pr ride krna a jay to as ups and down main acha earn ho sakta hy lakin bari lahr k intazar main bohat sari chooti waves loos ho jati hain asi tarh small profit choorny pr bary profit ka to pata nahn mily ga ya nahn albta bohat sy small profit nahn mily gain
      • #18 Collapse

        Re: Emotion Par Control

        Boss aap ki baat belkul durast hai aur her bar dar hi hamara nuqsan kerwa deta h kabhi kabhi ham ko as mien bhoot munafa milana hota h aur ham dar trade close ker dete hien tu ham bad mien pachtate hien
        k ham ko as mien ye nahi karna chahye agar ham as mien kio galti kerte hien tu ham ko as ki bari saza mil sakti h as lyee as mien hamain her bar galti nahi kerna hota h aur ham ko ache waqt ka intzar ker k as mien trade kerna hota h
        aur jab wo acha waqt a jata h tu ham ko darna nahi hota h aur trade open ker dena hota h as lyee as mien hamari soch ko badal ker as mien trade karna hota h aur kamaee b kerna hota h.
        • #19 Collapse

          Re: Emotion Par Control

          Dear friend mai aap se Yeh Kehna Chahta Hoon ke Hamein kabhi bhi emotions Mein Aakar work Nahin Karni chahi aur apne emotion par control Karke posting Karni chahie because emotion is a our big enemy
          • #20 Collapse

            Re: Emotion Par Control

            Ap ki baat theak hai k trader ko trade krtey waqat apney emotion ko control krna chahey. jo bhe apney emotion ko control krta hai tou wo profit bhe hasil krta hai. Aur loss ko bhe control kr sakta hai. es lye trade jab bhe open krey tou begar emotion key trade krey.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Emotion Par Control

              Good Morning Friends
              Ham ko is main apne emotion par zaror control karna chahye emotion hai aur hamen iss pe control krna bahot zaruri hai Agar ham greedness k sath kaam krwn ge to hamara kamyab hona bahot mushkil ho jay ga isliye hamen greed ko avoid kr k kaam lrna best hota hai q k jab ham greed se kaam kren ge then ham loose ho jaen ge Hamen chahiye k hamen jo bhi forex se easley mill rha hai hamen usse le lena chahiye

              اب آن لائن

              Working...
              X