Emotion Par Control

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotion Par Control
    Good Morning Friends
    Ham ko is main apne emotion par zaror control karna chahye emotion hai aur hamen iss pe control krna bahot zaruri hai Agar ham greedness k sath kaam krwn ge to hamara kamyab hona bahot mushkil ho jay ga isliye hamen greed ko avoid kr k kaam lrna best hota hai q k jab ham greed se kaam kren ge then ham loose ho jaen ge Hamen chahiye k hamen jo bhi forex se easley mill rha hai hamen usse le lena chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotion Par Control

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex as achi earning haisl karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab be koye trade open kartaa ha to per hum ko chaheya ka hum apan emotion pa control karnaa staart kardaa q ka ager hum apna emotion pa control kartaa ha to per hum ko achi profit hotee ha.........
    • #3 Collapse

      Re: Emotion Par Control

      Jab forex trading mein hamein loss ho raha hota ha to hum emotional zarur ho jaty hein ky zyada loss ho gia to recover kesy hoga agar loss ky sath bi hum emotions ko control mein rakhein to phir hamein bara loss bi nehi hota jis ko recover na kia ja saky
      • #4 Collapse

        Re: Emotion Par Control

        my dear brother aap ki baat builkul tthk hai ham ko chaye kk ham emotion per control karen hamare emotion ki waja se ham fail hotehain ager ham emotion per control karen ge to ham kamyab hon ge ager ham emotion main aa kar trade lagate hain to wo trade hamare loss main jate hai
        • #5 Collapse

          Re: Emotion Par Control

          G han friends, forex trading main kamyabi k leay emotions par control karna bahut zaruri hota hay aur koi bi trader emotions k sath achi trading nai kar sakta q kah emotions usay kabi bi sahi trade open nai karnay detay aur us say mistake karatay hain.
          • #6 Collapse

            Re: Emotion Par Control

            G han sahi baat hai emotions h hmare sab sw bare dushman hoty hain nakami men sab se zayada haath emotions ka he hota hai aur aik acha aur kamyab trader kabhi bhi apni trading men emotions ko nahi any deta kyun ky wo ache tarha janta hai ky us ky emotions us ko aik nakam trader bna sakty hain lekin agar wo in par control kr ly to wo aik professional trader asaani sw ban sakta hai humen bhu apny emotions ko control men rakhna seekhna chaheye ta ky ache kamyabi hasil ki ja sake.
            • #7 Collapse

              Re: Emotion Par Control

              g ham log agr is ma greed sa kam kara gay to ham logo ko is ma loss h jay ga aur ham log is ma tab kamayab nahi ho sakhta han is liya ham logo ko is ma lalach nahi karni chahye aur apna emotions pa control rakhana chahye is tara hi ham logo ko acha bonus mil sakhta han aur ham log is ma kamayab ho sakhta han
              • #8 Collapse

                Re: Emotion Par Control

                Ji haan sir aap ki baat bilkul right hai agar Hum Apne motional ko Kabu kar paate Hain To is Se Hum accha profit bhi Kama sakte hain Kyunki emotional ka dusra Naam laalach hota hai Garam Apne Lala ko control kar Payenge To Ham isme Kabhi Bhi Na Kam Nahin Honge aur accha profit kam Aate rahenge aur agar aap Chahte Hain ki aap apne Lala ko control Mein Karle Tu aapko take profit ke tools ko Jarur istemal karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Emotion Par Control

                  G hain bhai jan humko is mein trade ko open karen se pehle is mein humk apne emition ar control karbna chahye pher vja kar hum is mein profit hasil kars kate hain aur humko is mein achi tarah se earning kars kate haina ur is mein humko mehnat se kam karna chahye aur trade open karte hi hum apne ap par beqabo ho jate haina ur is mein achi tarah se kam nahi kar skate hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotion Par Control

                    Emotions ko control men rakhna bohat zayada zaroori hai kyun KY forex aik acha business hone KY saath saath bohat zayada risky bhi hai is men kamyabi hasil krny KY liye humen bohat zayada ehtiyaat ki bhi zarurat hoti hai kyun KY hmari sari galti humen koi bra loss krwa sakti Hai jis ko recover krna hmare liye mushkil ho sakta hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotion Par Control

                      dear ham logo ko is ma apna emotions pa control rakha aur ham logo ko is ma kabhi bi lalach nahi karni chahye is sa ham logo ko loss hi ho ga aur ham log is ma kamayab bi nahi ho sakhta han is ma ham logo ko kabhi bi loss ho jay to ham logo ko is ma sabar aur himaat sa kam karna ho ga is tara hi ham log is ma apni new trade ma hope kar ka kamayab ho sakhta han
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotion Par Control

                        G bilkul emotions par control rakhna bohat zaroori ha forex me trading me bohat sare loss ho jate ha apko kuch martaba bohat bara loss ho jate ha aur ap kuch log bohat emotional ho jate ha loss ho jane par apne emotions par control rakhna bohat zaroori ha agar ap emotionalk ho jao ge to ap achy tarha se trade nahi kar sako ge emotions par control kar ke kaam karne me he apka benefit ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotion Par Control

                          Mery peyary friends umeed hy ap sab khaireyat sy hon gy apko m btata hon agr loss ajay to hamin keya krna cheye sab sy pehli baat imoshnal to hargez ni hoba chaheye sabar ka mozahera krna cheye jo j profit mely osy kabool kr lena chahye or agly month ke teyari m lag jana chaheye takeh yeh kami os m oori hojay
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotion Par Control

                            Yes emotions par control rkhna chaiye zada jazbati nahi hona chaiye hosh me smbhal kar forex krain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotion Par Control

                              Assalamualaikum dear Forex number aapne bilkul sahi kaha hai ki Hame Apne emotions take control karna chahi Kyunki trading ke dauran Hamein loss ka motion hi aata hai isiliye hamein chahiye kya Jab Ham trade Karen open current redco to Hamein Sirsa profit ka hi emotional Kyunki positive Sochenge to positive hi hoga
                              Visit My Profile

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X