Pachtaen mat.yehi loss ki sab se bari waja he.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pachtaen mat.yehi loss ki sab se bari waja he.
    Dosto hum bahut acchi trading kar rahe Hote Hain. Humko trade Mein profit aa jata hai aur hum Apna target pura Kar Ke trade close kar dete Hain. Lekin Hamare trade close karne ke bad market aur Jyada use Taraf Chali Jati Hai. Mashal ke Taur par Humne trade 20 pip profit mein close kar de lekin market uske baad 80 pip or us Taraf Chali gayi.
    Ab hum Jab market ko Dekhenge to apne aap ko bura bhala Kahenge K kash main trade close na karta aur 20 pips ki bajae 80 pips aa jata profit. Yaad Rakhe aapne market Kho Diya Kuch Bhi Nahin Hai aapne 20 pip Profit liya hai. Agar aap Aisa Sochenge to Agali trade Main Apni trade close nahi karenge aur Market Wapas aa Jayegi aur aapki trade profit Mein Jaate Hue nuksan Mein Chali Jayegi isliye Hamesha Apne target par focus Rakhe market uske baad Jitna Marzi move Kar Ye aapka target pura ho gaya hai to aap ko tension lene ki jarurat nahi hai aur na hi apne aap ko ilzam dene ki zarurat he. Yahi Hamare laws ki Asal Vaja Banti Hai Is Se Bachana chahi aur sirf Apna target pura karna chahi aur kabhi bhi pachtana nahi chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pachtaen mat.yehi loss ki sab se bari waja he.

    Koi bhi forex main trade ker human pichtana nai chahiay ke him ne Galt jagha invest ker dia ha hamiasha apne under cofidence aur ehtemad ko bahal rakain ke hum ne Kerne se pwhle sichna ha ke khan invest karain bad main pachtana nai chahiay confidence ke sath trade karain pachtana hi loss ki San se bari waja banta ha
    • #3 Collapse

      Re: Pachtaen mat.yehi loss ki sab se bari waja he.

      Deqr friend forex main agar qp ko loss hogat hy ap kaacount wash ho gat hy to as say ap ko afsos to lazmi hota hy leken har mat mano forex ko chorny k bary main kabhi mat shocho dear as main ap ka hard working say hi kam karna qp ki kameyabi hy
      • #4 Collapse

        Re: Pachtaen mat.yehi loss ki sab se bari waja he.

        Ji haan sir bilkul Aisa ho sakta hai ki Hum lalach Mein Aakar Apne trade ko aur Jyada profit Laga Ne Ke Liye Chod Dete Hain lekin Hume apni strategy ke mutabik kam karna chahi aur Humne Jitna strategy Banaya Hai profit ke liye Agar Hamara Hua order complete ho jaaye to Hamein aage se trade bilkul bhi nahin Karni chahiye bol ke apne account ko Jyada Se Jyada save karna chahie aur apne profit Hogi
        • #5 Collapse

          Re: Pachtaen mat.yehi loss ki sab se bari waja he.

          G Han dear aisa he Hai Agar loss ho Jae ya ap ki koi ache trade miss ho Jae to kabhi bhi mat pachtaen kyun KY oachtawa he humen loss krwa ta hai hmesha mehnat kren aur koshish kren ky apny analysis ko itna strong bna Lyn ky ap ko pachtana he na pare aur ap acha profit bhi asaani se hasil kr Lyn yeh pachtaen se zayada behter hai pachta kr ap mazeed tension men jaen ge jis se kuch bhi haisl nahi ho sake GA.
          • #6 Collapse

            Re: Pachtaen mat.yehi loss ki sab se bari waja he.

            asal mn dear friend hmiat nh harna asal kamiybi hy bahot sary members hn jo loss ko dekh ky himat har jaty hn ya phir trade loss mn dekh ky himat har jaty hn aur agar trade lgany mn mistakes ho jay tu pachtawa karty hn keh trade tu es tarah sy lgani thi liken es tarah sy lag gai time waste karny sy acha hy agar hm dobara aisy mistake karny sy bach jain
            • #7 Collapse

              Re: Pachtaen mat.yehi loss ki sab se bari waja he.

              my dear friend aap ki baat bilkul thk hai ham ko chaye k ham, forex main loss k baad pachtayen na pachtane ka koi faida nahi hai pachtane se acha hai k ham posting ker len pachtane se ham ko loss ho ga ham mahnat karen to ham apne loss ko cover ker sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Pachtaen mat.yehi loss ki sab se bari waja he.

                dear freinds jub hmein treding kerty wakkt losss uthaty hein to hmein bht ziada mayposi ho jati hy jis ki wja sy hmra kaam krny ka dill bhi ni kerta hy .q k loss hony sy hmara bonus waste ho jata huy jis ko ham pory month ki mhnat sy hasil kerty hein wo aik choti si ghlti per hi waste ho jata hy isi liy ham ghbra jaty hein mayoos ho jaty hein .lekin hmein uss wakt khd ko incourage krna chahiy q k loss recover krny k liy kaam to bht zrori hy..
                • #9 Collapse

                  Re: Pachtaen mat.yehi loss ki sab se bari waja he.

                  Good Afternoon Friends
                  Ham ko is mein loss hota hain to ham ko is main aa kare pashtana nahi chahye is mein qk ham risk lete ain to hi ham ko is mein faida nahi hota hain aor apko is mein acha bonus hasil kar na hai to apko is mei mehnat karna chaiye aur is mein ache thraed aur posts kar ne cheiy jin mein quality ho ham jko is mein mehnat karna chaiye aur is mein zyada posts kar ne cheiya ham ko is mein mehnat karna chaiye ap is mien jitna mehnat kar te hain apko is mein utna hi phla mile gaa aghar ap is mein zada mehnat kar te hain to apko is mein zyada bonus hasil hota hain aur apko is mein ihtyt se posts kar ne cheiye is mein acha bo nus hasil kar na asan anhi haio is mein mehnat karna chaye tab ja kar apko is mein ach bonus hasil ho sakta hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Pachtaen mat.yehi loss ki sab se bari waja he.

                    Dosto forex per agar ap nakam hogy ho to ap ko pachtana nahi chahye loss ki bari waja may sy hai ap ko dobara koshish mahnat karna hogi forex trading may ap ko loss zarore hata hai is sy ap ko hammat nahi harne chahye jo log mushkalat ka samna karty hain wo zarore kameyab aur apne munzil per ponchty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Pachtaen mat.yehi loss ki sab se bari waja he.

                      Dear esy kehty haen confuse movement q k jb ap market ko aik nazar se daikhny ki koshish krean ge tu ap ko loss ho sakta ha q k roz market aik jaisa move ni krti kisi din bht acha move kr jaye ge aur kisi din acha move ni kre ge trade ki aik average rakhaen k itna profit jb ap ko ho ga tu ap exit kr jaen ge us k bad ap ne market ko ni daikhna aur next day ap ne market ko daikhna ha es trha ap kbhi bhi market ki confuse movement ka shikar ni hoon ge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Pachtaen mat.yehi loss ki sab se bari waja he.

                        G hann dear ap nyy bilkul thkk kaha hai forexx markeey main jo kam kartyy hai ounhyy yaa ni feel karna chiyee loss ho hiaa balkyy phlyy ya dehkk loss kaisyy howaa jo.mistke haa ouss par learningg krennn ouss ky badd plaingg bana kar apny loss ko recoverr karnyy ki kosishhh krennn..
                        • #13 Collapse

                          Re: Pachtaen mat.yehi loss ki sab se bari waja he.

                          Bhai yeahi chezain humain maar deti hai aur aam trader market ki galian deta hai wi aik dafa trade closs kar k oachatata hai ohr dosri dafa trade closs nahi karta lekin tab bhi pachtata hai kiun tab market reverse aa k loss main chal rahi hoti hai yahi aap ka imtiha. Hai aisay he experience ata hai.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Pachtaen mat.yehi loss ki sab se bari waja he.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Gmurtza پيغام ديکھيے
                            Dosto hum bahut acchi trading kar rahe Hote Hain. Humko trade Mein profit aa jata hai aur hum Apna target pura Kar Ke trade close kar dete Hain. Lekin Hamare trade close karne ke bad market aur Jyada use Taraf Chali Jati Hai. Mashal ke Taur par Humne trade 20 pip profit mein close kar de lekin market uske baad 80 pip or us Taraf Chali gayi.
                            Ab hum Jab market ko Dekhenge to apne aap ko bura bhala Kahenge K kash main trade close na karta aur 20 pips ki bajae 80 pips aa jata profit. Yaad Rakhe aapne market Kho Diya Kuch Bhi Nahin Hai aapne 20 pip Profit liya hai. Agar aap Aisa Sochenge to Agali trade Main Apni trade close nahi karenge aur Market Wapas aa Jayegi aur aapki trade profit Mein Jaate Hue nuksan Mein Chali Jayegi isliye Hamesha Apne target par focus Rakhe market uske baad Jitna Marzi move Kar Ye aapka target pura ho gaya hai to aap ko tension lene ki jarurat nahi hai aur na hi apne aap ko ilzam dene ki zarurat he. Yahi Hamare laws ki Asal Vaja Banti Hai Is Se Bachana chahi aur sirf Apna target pura karna chahi aur kabhi bhi pachtana nahi chahiye.
                            Brothers ke liye apni trading colospa decide khona Aam si Baat Hai Lekin traders ko Iske Saath apni mistake se learn bhi karna chahie Jab traders apni mistake se learn Karenge to Unki trading acchi Hogi
                            FRD 07 TRADING JOURNAL

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X