Dosto hum bahut acchi trading kar rahe Hote Hain. Humko trade Mein profit aa jata hai aur hum Apna target pura Kar Ke trade close kar dete Hain. Lekin Hamare trade close karne ke bad market aur Jyada use Taraf Chali Jati Hai. Mashal ke Taur par Humne trade 20 pip profit mein close kar de lekin market uske baad 80 pip or us Taraf Chali gayi.
Ab hum Jab market ko Dekhenge to apne aap ko bura bhala Kahenge K kash main trade close na karta aur 20 pips ki bajae 80 pips aa jata profit. Yaad Rakhe aapne market Kho Diya Kuch Bhi Nahin Hai aapne 20 pip Profit liya hai. Agar aap Aisa Sochenge to Agali trade Main Apni trade close nahi karenge aur Market Wapas aa Jayegi aur aapki trade profit Mein Jaate Hue nuksan Mein Chali Jayegi isliye Hamesha Apne target par focus Rakhe market uske baad Jitna Marzi move Kar Ye aapka target pura ho gaya hai to aap ko tension lene ki jarurat nahi hai aur na hi apne aap ko ilzam dene ki zarurat he. Yahi Hamare laws ki Asal Vaja Banti Hai Is Se Bachana chahi aur sirf Apna target pura karna chahi aur kabhi bhi pachtana nahi chahiye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим