chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

    Dear brother
    Forex trading main aik choti si mistake account wash hony k zareeha banti hay khawa woh big lot size or stop loss k istimal khu na ho so hemsha theek point say trade lain aur mistake say bachy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

      G haan dost aap ne achi baat share ki he trade open kerte waqt hamen achi tarah market ko analysis ker k us k baad trade open karni chahiye or her trade k sath hamen stop loss ko use kerna chahiye jis se hamara account safe reh sakta he or hum achi trading kerte rahenge aga hum stop loss nahi use karte to phir aksar logon ka account wash ho jata he to stop loss ko use kar k hum apne account ko wash hone se bacha sakte he.
      • #18 Collapse

        Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

        Gee haan forex mein himain apni mistakes ko control kerna chahyea koi bhi kaam kerain tou uss mein pahele hum achi tarah analysis ker lain aur soch lain aur phir trade lagain ta kay humari koi ghalti na ho jis sae humain trade mein loss ho jaye
        • #19 Collapse

          Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

          aapne Sahi kaha hai ki Chhoti Si Galti aur account wash Hamein Apne balance ki Kadar Karni chahi ek galti se Hamara balance khatam ho sakta hai hamara account wash Ho Sakta Hai Is Tarah Se Hamari pure mahine ki mehnat Jaya ho sakti hai is wajah se Hamein ya Baat Apne Jahan Mein rakhni chahiye ke yaha bonus Samne bahut hi mehnat se Hasil Kiya Hai Isme Hamari pure mahine Ki mehnat Hai is wajah se Soch Samajh Ke trade lagayein
          • #20 Collapse

            Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

            Assalamualaikum dear Forex member aapne bilkul theek kaha hai ki Chhoti Se mistake ki vajah se Hamara account was ho jata hai aur Hamare pure month ki mehnat Jaya ho jata hai isliye Mai Chahe Jahan Mein Har Waqt careful hokar trading Karen without any mistake
            Visit My Profile
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

              Agar aapki trade loss Main Chali Jati Hai To aapko Sabar karna chahie jaldbazi Nahin Karni chahiye Soch Samajh Ke aapko Faisla karna chahie aap market Ko Dekhe Agar market yah kah rahi hai ki aap ko Majeed nuksan ho sakta hai to aap trade ko close kar de aur dubara se market ko analyse Karke Phir dubara se trade lagayein aur aap ki Baar bahut hi Soch Samajh Ke trade Lagaye tarke Aap Ko fayda Ho

              اب آن لائن

              Working...
              X