chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya
    g han my dear members kese hain ap sab members forex main to ap sab jante hain aik chote se mistake karne se maslan zayada lot size or stop loss use na karna to is liye hamen forex trading main koi bhe mistake nhe karne cahiye q ke chote se mistake se acount wash or pore 20 ten month ke mehnat waste
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men choti c mistake kabi kabi bara loss kar deti hey iss liay koshish karen k apni loss se sabak seekh kar trading karen aur pahlay apni mistakes ko theek kar k dobara trading start karen aur jald bazi se kam nah len aur lalach se perhez karen tu mistakes kam hon gi
    • #3 Collapse

      Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

      dear friend forex trading mn hmesha trade lganay sa pehlay market ki movement ko achhi trh read kr k achhi trh soch smjh kr trade lgayn keun k apki aik chhoti c ghalti bhi apki pooray month ki mehnat ko zaya kr deti ha aur apka account wash ho skta ha
      • #4 Collapse

        Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

        Ghalti choti ho ya bari lakin forex mein ghalti ki koi gunjaish nahin hai jo forex mein minor mistakes bhi kerta hai tou uss ko bahut bara loss hota hai tou aap ko chahyea kay aap forex mein apni trades ka post analysis kya kerain iss sae aap ki trading mein nikhaar aye ga
        • #5 Collapse

          Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

          Aapki baat bilkul theek hai Forex Main Chhoti Si mistake aapke Bade loss ka sabab Ban sakti hai Jaise ke Agar Hum lots ki numbering Jyada Karne aur Udhar Se loss Ho Jaaye Tu Hamara bahut bada loss ho sakta hai aur Hamara account wash ho sakta hai ISI Tarah Aur Bhi Bahut Si mistake ho sakti hai Jis Se Humko Bhari nuksan Chukana padh sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

            Forex trading mein yeh zarori nahi aap big mistake krein tu account wash hota hai balkeh aik choti si mistake se bhi account wash ho jata hai koshish krein agr aik dafa koi mistake ho gai hai tu usko control krein aur phr repeat na krein tah k apki pory month ki mehnat zaye na ho.
            • #7 Collapse

              Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

              Gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ky sath trading kerny ky baad aak chooti si ghailti say aap ka account wash ho jata hay too aap ko perishan nai hona chahay oor next mouth ky bonus ki thayari kerni chahay.
              • #8 Collapse

                Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

                Asslam o alikum Ji haan bhaai Jaan Aap Ne Bilkul Theek hi kahan Hai main Sirf itna kehna Chahun Ga Ke agar Hamen Forex main Kamyab Hona Hai Tou Hamen as main Bohat Ziyada Mehnaat Karna Hoga Phr Ja Kar ham Forex main Kamyab Honge agar ham Forex main Mehnaat Nhi Karen ge to Phr ham Pakistan Forex main Kabhi Bhi Kamyab Nhi Honge agar ham as main Mehnaat Nhi Karen ge Tou Mehnaat Karna lazmi Hota Hai agar ham as main Kamyab Hona Chahty Hain Tou Phr Aap as main Kamyab Honge jab as main Dil Se Kam Karo ge
                • #9 Collapse

                  Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

                  Yes chhoti se mistake se account wash ho skta hai aur kayi logo ki month ki aur kayi logon ki kayi month ki mehnat waste ho jati hai aur kayi ki to real investment bhi waste ho jati hai iss liye be careful
                  • #10 Collapse

                    Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

                    Ji haan sir aapne bilkul right kaha hai agar Hamein Pakistan Forex Mein achha profit Kamana hai aur Apna account was Nahi karwana To Hamein chahi ke hum Apne A trade co jaldbazi Mein Kabhi Bhi Jyada na Karen Kyunki jaldbazi Se Hum Sirf loss hi Karenge Agar Hum isme achha profit Kamana Chahte Hain To Hamein best entry point ka wait Jarur karna chahie tabhi Hum isme achha profit Kama sakte hain aur Hamein loss bhi nahin hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

                      g han dear friends apk bt bilkul theak hy forex kam krty howy hum nht mehnat krty hain likn is mn hum ak choti c mistake kr k apne sary mehnat ko waste kr daty hain hamy tread lagaty waqt market pr nazar rakhni chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

                        g has ir ap nay bilkul right kha me ap ki bat par full agree hu kay choti se mistake say account wash ho jata ha or humri pori aik month ki mehnat zaya ho jati ha is ley mery dosto hum ko chahy kay hum jo choti choti mistake karty ha osy shorny ki bajy hum apni mikstake ko right kary jis say hum ko faida hi ho ga nuqasan nhi ho ga choti choti mistake jo hum sai nhi karty wo humry loss ka sabab banti ha
                        • #13 Collapse

                          Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

                          G Han dear ap nay bohut he achi baat ki hai Pak forex Main apnay account ko safe rakhnay Kay liye zrori hai Kay hmaisha safe trading ki jaiy or hmaisha soch samaj Kar or planing Kay sath trading ki jaiy q Kay hmari aik choti c mistake hmain loss ki traf lay jati hai or hmara account b wash ho jata hai is liye hmain safe trading karni chahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

                            G bhai jan ap ny bilkal right kha ha k acount ka wash hony sy humari aik mont ki menhat zhaya ho jaati ha aur hmy chaia k hm apna acound ko wash hony sy bachay aur apni menhat ko zhaya hony na dy ku k hr insan ki soch hoti ha k ma month kam kro aur mgy month k kam krny ma fhaida na ho to mgy wo kam krny ka kia fhaida ha aur hmy chaia k hm forex ma aik achi thra sy kam kry achi thread kry aur achi thra sy posty kry aur js ki vja sy humara acount wash na ho aur humari menhat ka hmy pora pora fhaida ho sky aur hm apni life ko asan bna sky
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: chote se mistake account wash aik month ke mehnat zaya

                              forex trading main humari choti se mistake b humara account wash kar deti hai hume forex main soch samjh k aur sabar se kam lena parta hai hume trade open karty wqat achi tara market ko analyse karna chahye aur lot size ko b soch smajh k use karna chahye hume kosish karni cahhye k lot size hamesha kam he rakhain taa k humara account to at least secure rahay aur humari mehnat zaya na ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X