Forex Trading ki Learning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading ki Learning
    Dear all members jaisa k hum sub log forex trading ka business karte he, forex trading aik worldwide business hota he or ye business online hota he, jo k her member apne ghar per hi ker sakta he or apne experience or knowledge k mutabiq wo earning kerta rehta he. Forex trading ki jo learning he wo kuch mushkil zaroor he lekin na mumkin nahi he, agar hum mehnat or lagan k sath trading me kaam kare to hamen koi or business ya job karne ki bhi zaroorat nahi ho sakti kio k is business me unlimited earning hoti he. Forex trading ki learning kaise ki jai me kuch neeche tips share karta ho:

    (1) Forex trading ko learn kerne k liye hum internet ka sahara le sakte he, Youtube se ache videos mil jate he trading ko learn kerne k liye, Internet per doosri bhi buht saari websites hoti he jeha se hum achi learning haasil ker sakte he, online trading books milti he unko read kerna chahiye.

    (2) Forex trading ki knowledge or experience ko improve kerne k liye hum Instaforex ka demo account use kar k apne experience or knowledge ko mazeed improve ker sakte he.

    (3) Forex trading me agar profitable trading kerni he to hum logon ko daily basis per News ko follow karna hoga kio k sub se ziada market per News ka affect perta he is liye News ki timings ko dekh ker hi trade open kerna chahiye.

    (4) Trade open kerne se pehle market k trend ko dekhna chahiye, or analysis k mutabiq trade open kerna hoga, agar begair analysis k trade open ki to buht bara loss ho sakta he.

    (5) Apne capital balance k mutabiq hi lot size lagani chahiye lot size ko jitna kam rakhenge loss utna hi kam hoga kio k hamara bonus account hota he to hamare pass ziada capital balance na hone ki waja se big lot size se account wash ho sakta he.

    (6) Forex trading me kabhi bhi lalach nahi kerna chahiye jis ne lalach ki he uska loss howa he is liye lalach ko apna dushman samajh ker trading kerni chahiye.

    Agar hum log in tips per her soorat me amal ker k trading kare to mujhe yaqeen he k hum zaroor trading me kamyab ho sakte he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading ki Learning

    Isliye job lazmi hai yahan par Hamein Forex Mein Ek gold par kaam karna bahut jyada difficult Nazar aata hai kiske liye Hamare Paas Koi Achchhe wali tips or signal Ho FIR Hum yahan par kaam kar sakte hain otherwise Yahan Par tips Ke bagair Hum Log Yahan Par kaam Karenge to Hamein earning generate Nahin Hogi nuksan ke bahut jyada chances Yahan Par Majid increase Ho Jayenge
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading ki Learning

      Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai bahut hi acchi thread create Ki Hai Forex trading business Mein Kamyab hone ke liye yah basic learning hai agar is ko strong Bana liya J2 coffee had Tak market Mein accha Kaam Kiya Ja sakta hai Sabse pahle Apne basic ko strong karna chahie...
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading ki Learning

        Pune main Yahan Par running karne ka mauka provide nahin karti hai ki hum Yahan Par Kya Karen Hamein Yahan Par Agar thoda sa profit generate Ho Jaaye to Hamein overconfidence over excitement Nahin Karni chahiye Agar Hum Yahan Par ab cover excitement show Karenge to working karne mein problem Paisa sakti hai to hum next time acchi proformas ke sath kaam nahi kar Payenge aur Hamein Yahan Par nuksan coface karna pad sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading ki Learning

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
          Dear all members jaisa k hum sub log forex trading ka business karte he, forex trading aik worldwide business hota he or ye business online hota he, jo k her member apne ghar per hi ker sakta he or apne experience or knowledge k mutabiq wo earning kerta rehta he. Forex trading ki jo learning he wo kuch mushkil zaroor he lekin na mumkin nahi he, agar hum mehnat or lagan k sath trading me kaam kare to hamen koi or business ya job karne ki bhi zaroorat nahi ho sakti kio k is business me unlimited earning hoti he. Forex trading ki learning kaise ki jai me kuch neeche tips share karta ho:

          (1) Forex trading ko learn kerne k liye hum internet ka sahara le sakte he, Youtube se ache videos mil jate he trading ko learn kerne k liye, Internet per doosri bhi buht saari websites hoti he jeha se hum achi learning haasil ker sakte he, online trading books milti he unko read kerna chahiye.

          (2) Forex trading ki knowledge or experience ko improve kerne k liye hum Instaforex ka demo account use kar k apne experience or knowledge ko mazeed improve ker sakte he.

          (3) Forex trading me agar profitable trading kerni he to hum logon ko daily basis per News ko follow karna hoga kio k sub se ziada market per News ka affect perta he is liye News ki timings ko dekh ker hi trade open kerna chahiye.

          (4) Trade open kerne se pehle market k trend ko dekhna chahiye, or analysis k mutabiq trade open kerna hoga, agar begair analysis k trade open ki to buht bara loss ho sakta he.

          (5) Apne capital balance k mutabiq hi lot size lagani chahiye lot size ko jitna kam rakhenge loss utna hi kam hoga kio k hamara bonus account hota he to hamare pass ziada capital balance na hone ki waja se big lot size se account wash ho sakta he.

          (6) Forex trading me kabhi bhi lalach nahi kerna chahiye jis ne lalach ki he uska loss howa he is liye lalach ko apna dushman samajh ker trading kerni chahiye.

          Agar hum log in tips per her soorat me amal ker k trading kare to mujhe yaqeen he k hum zaroor trading me kamyab ho sakte he.
          Dear m ny jo sekha hy as m forex trading m sekhny ka jo process hy wo hy k ap demo account bny or os py kam kr k sekhen josb se bhter hy forex m learn krny k ly otherwse or b bht sary method hy learn k kt
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading ki Learning

            Assalm-o-Alaikum dear friend hum forex trading ki learning apnay seniors sy ly saktay Hain uss k ilawaa hum YouTube Parr videos bhi daikh Kar achi learning Kar saktay Hain iss k ilawaa hum Google sy bhi achi learning Kar saktay Hain Orr forex mein kaamyaabi haasil Kar saktay Hain Orr acha profit gain Kar saktay Hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading ki Learning

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
              Forex trading ko learn kerne k liye hum internet ka sahara le sakte he,
              ye bat to bohat hadd tak thek hy qun k aj kal hr insan k pas net ki sahulat hy , to hm achi learning kr k acha kma skty hain , forex trading mei knowledge bohat hi zruri hy
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading ki Learning

                kamyabi hasil krny ky liye forex trading ki learning ka hona bohat zayada zaroori hai is ky bgher kamyabi hasil krna mushkil hai bohat zayada kyun ky forex trading men kamyabi ache aur strong learning par he depend krti hai is liye pehle learning ko better kren us ky baad kamyabi hasil krny ki koshish kren.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading ki Learning

                  forex trading ma learning boht zarori cheez ha kyun ke learning ke bagair kisi bi kaam ma kamyabi hasil kerna mushkil ha forex ma ap jitna learn keren ge utna hi earn keren ge is liye forex ko zyada se zyada learn keren or mehnet se kaam keren phir hi ap ek kamyab trader ban sakte hen kyun ke forex ,a learning humeshsa jari rehti ha kabi hetem nhi hoti
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading ki Learning

                    pak forex trading aik acha online successful business ha is jasa koi business nhi ha pori dunia me is business kay boht faidy ha is business ko hum kisi bhi time kar sakhty ha or is ko kisi bhi jaga par kar sakhty ha me ap ko ye batna chata hu jo abi tak is business me kamyab nhi hoy kay jo members is pak forex trading ko achi trha leraing kar lay gay wo is business me boht zayda successful ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading ki Learning

                      Dear aapne bahut acche rules Bataye Agar in Sare rules ko father kiya jaye Tu mere phone mein koi bhi loss na Karen lekin in rules ko follow karna bahut difficult hai aur hum log Apne Jazbaat par Kabu Nahin Ja Sakte aur Hamara mind in rules ko ignore kar hi deta hai aur uski vajah Banta Hai Hamara lunch Ham Apne knowledge ki vajah se in rules ko Todkar loss kar dete Hain agar aap Ki Baaton par Aman kiya jaye Tu Mere Khayal Mein Sare traders profit bana sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Trading ki Learning

                        ji aap ki baat bilkul theek hai Forex trading Mein Hame Kamyab hone ke liye Jyada Se Jyada learn karna chahie Jab Hamari learning acchi Hogi planning acchi Hogi aur strategy achi Hogi to hum tabhi Kamyab ho sakte hain to aap ne Jo earn ki madad se Ham Forex related bahut sari cheezen learn kar sakte hain aur uski wajah se hum ek acche trader Ban sakte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Trading ki Learning

                          G haan worldwide business ha forex trading hamay chaye k hum iski learning k bagair trade kabhi kerney ka sochey he nahi humay har haal mey skills ko acha se acha kerna he hota ha so hamay chaye hum achey si learning pe acha focus karen jahan se videos milen learning ki wo hasil karen kaam ko samjhna zaroori ha.
                          SUMIYA TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Trading ki Learning

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
                            Dear all members jaisa k hum sub log forex trading ka business karte he, forex trading aik worldwide business hota he or ye business online hota he, jo k her member apne ghar per hi ker sakta he or apne experience or knowledge k mutabiq wo earning kerta rehta he. Forex trading ki jo learning he wo kuch mushkil zaroor he lekin na mumkin nahi he, agar hum mehnat or lagan k sath trading me kaam kare to hamen koi or business ya job karne ki bhi zaroorat nahi ho sakti kio k is business me unlimited earning hoti he. Forex trading ki learning kaise ki jai me kuch neeche tips share karta ho:

                            (1) Forex trading ko learn kerne k liye hum internet ka sahara le sakte he, Youtube se ache videos mil jate he trading ko learn kerne k liye, Internet per doosri bhi buht saari websites hoti he jeha se hum achi learning haasil ker sakte he, online trading books milti he unko read kerna chahiye.

                            (2) Forex trading ki knowledge or experience ko improve kerne k liye hum Instaforex ka demo account use kar k apne experience or knowledge ko mazeed improve ker sakte he.

                            (3) Forex trading me agar profitable trading kerni he to hum logon ko daily basis per News ko follow karna hoga kio k sub se ziada market per News ka affect perta he is liye News ki timings ko dekh ker hi trade open kerna chahiye.

                            (4) Trade open kerne se pehle market k trend ko dekhna chahiye, or analysis k mutabiq trade open kerna hoga, agar begair analysis k trade open ki to buht bara loss ho sakta he.

                            (5) Apne capital balance k mutabiq hi lot size lagani chahiye lot size ko jitna kam rakhenge loss utna hi kam hoga kio k hamara bonus account hota he to hamare pass ziada capital balance na hone ki waja se big lot size se account wash ho sakta he.

                            (6) Forex trading me kabhi bhi lalach nahi kerna chahiye jis ne lalach ki he uska loss howa he is liye lalach ko apna dushman samajh ker trading kerni chahiye.

                            Agar hum log in tips per her soorat me amal ker k trading kare to mujhe yaqeen he k hum zaroor trading me kamyab ho sakte he.
                            Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapne bilkul theek hai hame Forex trading Mein Tel Lagane se pahle iski learning ko acche tarike se Hasil karne ka chahi bas ke member Puchte Hain kya iski learning kahan se Hasil Karen iski learning ko Hasil karne ke liye aap internet ka Sahara Le sakte hain Youtube Aur Google par jakar senior members ke blogs read karne ke bad aap acchi information Katti kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Trading ki Learning

                              Good evening friends...
                              hamain as mien aa ker hr bar learning karna hota hai or bad mien earning karna hota hai or Jetni power learning main hai utni kesi or kaam main nahin hai q k jaba hum as mien theek say learning karty hain to hum as mien as qabil ho jaty hian k as mien hum achi earning kar sakty hain q k hamari earning ka direct to direct relation hamari learning sy hai as lyi hum ko as main her mumin try kar k as ko learn karna hota hai or hum ko apna as mien fully interest show kerna hota hai pher hum her bar success hasil ker sakty hien or earning ker sakty hien.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X